loss recovering

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    my dear friends main forex main abi ziada expert nai howa hon mujhe bhi jab loss hota ha to main bhi bohat tension main hota hon ke loss ko kese recover karon. or mera 1 bar account wash bhi ho chuka ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      han agar ap ko loss ho jata hai bonus to vo ap ko recover karna padat ahi alzmi agar ap ne recover na kia to ap apna profit withdraw nahin karwa sakte
         
      • #183 Collapse

        dear ye na sochein k itna loss ho gai is ko abi pora kron aisy ap ko ziyada loss ho sakta hai ap ka account bhi wash ho sakta hai ap ko sabr sy krna hai aur aik moving k teht kaam krna ho ga
         
        • #184 Collapse

          gee bhai forex trading mein loss recover krna easy he hmein apne trading mein mhnt krne he aur sahih trading ko analyze kar ke kam krna he trading market ke news aur trading ke trend ko follow krna he phir jb ham trading mein order lagate hein to kabhe loss nhe ho ga
          • #185 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
            friends mera question ye ha k hum apny loss ko kis tarhan recover ker sakty ha iska best tareqa kya ha???
            my dea brother forex mein aap ko ager ziyada loss ho raha hai to aap ko sab se pehle trade karne mein apni ghaltiyun se seekhna chahiye aur market ko dekh kar aik behtreen strategy bnayen aur phir trade karein is se aap ko bohot benefit hoga aur ap behter andaz mein apne loss ko recover kar sakty hein
             
            • #186 Collapse

              Agr ap ko forex trading business mein loss ho gayia hy tu ap us ko recovered karna cahty han tu ap ko forex trading mein aur ziada mehnat aur hardwork karna ho ga aur forex trading mein practice se experience hasil karna ho ga aur achi learning hasil karna ho gi tab ap forex trading mein profit earn kar sakty han
              • #187 Collapse

                Is business me hmen loss ko recover krna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me demo account ka use kareen or hmen demo account ka usr kr k experince hasil karna chahe jis ko real account me use karna chahe tb hi loss recover kr skaty hain hm is business me
                • #188 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                  friends mera question ye ha k hum apny loss ko kis tarhan recover ker sakty ha iska best tareqa kya ha???
                  my dear ager aap forex mein new hein aur aap ko trading start karty hi loss ho gya hai to aap loss ki wajah se apna confidence level low mat karein aur new trade open karne se pehle aap market k ups and downs ko samjehin analysis krein aur aik behtreen strategy k through trade karein aap ka loss recover ho jayega
                   
                  • #189 Collapse

                    loss ko recover kany ka best tareqa ye hai k jab bhi ap market mian trade karain or ap ko loss ho jaye tu sab say pahly ap us loss ki vja ko samjhain k ap ko kiss vja say loss howa hai jab ap ko is ki samjha a jaye gi tu ap ka automatic he ap ka loss kam ho jaye ga us k baad ap aik target set krain or usu target k muttabiq is mian kam karin ta k ahista ahista apna loss ko recover kar skain
                    • #190 Collapse

                      is ka best yeh hai ke ap forex trading ko loss recovering na smjhey balke is ko aisa business laker kam karey kiyun ke loss recover kerne ke chakker main ap jazbati bun sakte hai or emotions ka use ke rsakte hai jo ek nuksaan de cheez hai ap ke liye or ap ke account ke liye so apni trading skills ko behter karey loss recover hojayega
                      • #191 Collapse

                        Forex trading mein loss hona koi bari baat nhi kiok forex trading mein loss har trader ko ho hi jata hy aur jab loss ho tu hum ko cahaiye k hum apni mistake ko dekhen js ki waja se loss hua ho aur us mistake ko cover karna cahaiye aur trade stop loss aur take profit se open karni cahaiye loss kam ho jaye ga
                        • #192 Collapse

                          Bhai kabi b loss cover k pechay nhe jana chahea ap jab b trade karo usay new trade samj k karo aur thory profit ko book karo
                           
                          • #193 Collapse

                            Asalam O Alikum dear friends how are yoy all? Hope going well and having a safe trading. Guys agar apko loss hwa hai to apko live se hat kar demo pe prectice karne hogi or jab apni galti ka solution mil jay phir trading karen ho jay ga
                            • #194 Collapse

                              Loss recover karna ka best way yeh ha ke ap kabhi b apki limits ar margins ko pura use na karo agar ap 10 lots buys kar sakta ho to go for 1 or 2 lots and check market trend and then buy or sell further items aisa ap apna loss minimum kar sakta ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Loss recover karna ka tarika yeh bi hai ke ap mazeed investment karen ar jo trade dali ha uski reverse trade dal dein lower ya higher end pr so har market item girna ka baad charta ha ar jo higher pr hota ha woh correction deta hai to apka loss cover ho sakta ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X