loss recovering

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Assalam o alikum everyone wasy toh loss ko recover karny ka best method jo mujhy lagta hai wo yeh hai ky loss huwa kis waja sy hai agr ap ko ap ki galti pata chalgai toh phr ap us ko dubara hony say bachny or forex trade ky start main invesment bhe kam karyn tk ap ko loss bhe kam ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      loss recover iss trha sa ho ga ka aap avhi trades open krin or uss sa kafi sara profit hasil krin kafi sara na sahi prr profitable trade krin tu ahista ahista aap ka loss recover ho jaye ga
      thora thora kr k kr lain or zeda risk mat lein tu easily sab hal ho jaye ga
      or aap loss sa bachy ta k aap ko loss recover krny ki zarort he na pryy
      • #153 Collapse

        app log kia los ki recovery kar lete hain ???????/ agar app log is me shru me ate hain tu app ko s me bohat kam loss hota ha agar app log is me loss ki recovery kar paye ge agar app log wohe galtian na kare ge
        • #154 Collapse

          g bhai forex ke bohat hi ziyada risky business hai aur apko chahiye ke ap is mein khoob mehnat karen aur is mein apko agar loss hojaye to phir is mein ap usko apne profits se adjust karne ki koshish karen.
          • #155 Collapse

            meray khayal say ager aap apna loss recover karna chahtay ho to aap ko chahiye kay zyada say zyada forum per post karay phir jo bonus milay us say trading karay takay aap ko zyada say zyada profit ho our aap ka loss recover ho.
            • #156 Collapse

              Yes Jin trader ko forex forum me trading karty huy loss hojata hai to wo apny is hony waly loss ko recover bhe kar sakhty han wo trader forex forum pe hard working kar k apny nuksan ko recover kar sakhty han Forex forum pe loss asani se recover kar sakhty han
              • #157 Collapse

                it is not very easy to handle the loss factor in forex trading, when you suffer from loss then you must have capacity to bear it to avoid your account to be blown, so make your strategy already to recover your loss before the loss happens
                • #158 Collapse

                  ji haan ye baat apki bilkul sahi hain k zyda tar traders jo hai wo greed par control nahi kar poatey jis ki waja se lose kar jaty hain isliye humaein chayeh k hum greed bilkul nahi kary kyun k greed se hum bht lose kar sakty hain ..
                  • #159 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha hm is business me loss ko asani se recover kr skaty hain lakin hmen is business me loss ko recover krty hoey or b loss ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me har cheez ko hmeshah soch smjh k kiaa kareen
                    • #160 Collapse

                      My dear friends forex trading market main forex traders ke liye sab se zarori ha ke agar un ko loss ho to wo apne loss ko recover karin. loss ko recover karne ke liye forex traders ko chahiye ke wo best strategy bana kar trading karin.
                      • #161 Collapse

                        aik trader k lie sb se mushkil wkt wo hota hai jb wo loss kr laita hai r usko recover krna must hota hai, r bonus pay agr aap kaam kr rae ho to loss recover kie bina aap apna capital ko wapis lae bina to profit withdraw krwa nhi sktay, to loss recover krna is must for every single trader
                         
                        • #162 Collapse

                          forex mian loss ho jata hia lakin asal cheeze loss ki waja ko samjhna hai k loss q hua . or agr hamain wo bat samjh a jay to next ham us mistake se avoide karty hai or loss se save rahty hai. baki loss honey se hamaiat nahe harny chahian
                          • #163 Collapse

                            Ager hum forex main musalsal loss hora hay tu ise ka matlab hay kay ap ko forex techniques ko mazeed learn karney ki zaroorut hay phir humain chayie kay hum earning sey ziyada learning par tawaja dain aur thora muhtate ho kar trading karain.
                            • #164 Collapse

                              forex trading aik risky karobar hai jis mai ham ko profit b ho sakta hai aur loss b. agar ham ko is mai loss ho jaey to ham usko easily recover b kar skty hain. loss ko recover karny k liye ham ko chahiye k ham ko jis waja sy loss hua ho us mistake ko dobara na karen. is trha sy ham next time us mistake sy avoid kar k profit kama lain gy aur hamara loss b recover ho jaey ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                loss ko recover karne se pehle hamesha market ko deeply analyze kar lena chahiye jitna aap market ko proper analyze kar ke us me trade enter karte hain utna he zyada aap ko profit hasil hota hai or losses bhi tezi ke sath recover ho pate hain aap ke .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X