loss recovering

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai jna profit or loss to hr business mai ho skta hai or agr kisi b trader ko trading mai loss ho jata hai to usay trading ko leave nhi knra chahiye blkay apnay loss ko recover krnay ki poori koshsi krni chahiye.sometime loss honay ki wja say trader ko gussa hota hai market say lakin esa nhi krna chahiye.agr loss huwa hai to usay kisi trha ki jldbazi mai nhi blkay complete patience k sath recover krna hi better rhta hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex trading karte hue my dear friend loss ka ho jana to bahot hi common si baat hae kiunk maene dekha hae k forex trading mein ziada tar log loss hi karte hein magar is ka recover karna us se bhi mushkil hae.
      • #108 Collapse

        trading aik bohat he acha buiness hay jnab...is main kaam kar k kafi acha lagta hay jnab....trading sub hi k liye bohat he acha hay jnab....ok jnab
         
        • #109 Collapse

          loss sirf mistakes ki waja se hota hai ager ap loss ko recover kerna chahte ho toh ap ko kum se kum mistakes kerni hongi
          • #110 Collapse

            ap forex ka kam main kiya howa lose ko recoverey kar sakta han bas ap ko kafi mahnat akrni paragi aur ap ko forex ko achi tarhan akrna hoga
             
            • #111 Collapse

              Dear iss kay liya 2 treekay hane aik hay hedgng ka aap jab apni entry lagatay ho to wo agar loss may ja rahi ho to aap market may sec entry agar pahi buy ki thi to sec sell ki phir ya check karo kay last time daily may agar market move hoi thi to kis taraf or kitni phir aap us ka 80% lay lo or jab market 80% move ho jati hay to wahan say aik or entry jo kay market ko profit may lay lay yaad rakhan agar aap ki pahli entry 0.10 ki hay to again bi 0.10 ki honi chahiya warna market aap say nahi phasnay wali.
              • #112 Collapse

                Almost everyone who works has experienced job loss. If job loss hasn't happened to you yet, count yourself lucky and expect that at some point in time you probably will experience a job loss, too.
                 
                • #113 Collapse

                  Loss ko usi din recover karne ki koshish mat karen warna sarey capital ko lose kar den ge. Bas aap normal trading karen, loss recover ho jaye ga.
                  • #114 Collapse

                    نقصان کے ستاروں کا سب سے tarika hai کی ke کی میرے آگے AP وصولی ہاں سے Dekh لی سے Ek ٹریڈنگ کس سمت مجھ سے Ja راہی ہا یا خبر ko کی پیروی کے Kare کی ke کی AK acha کی منصوبہ بندی کے بنے AP اپنا نقصان کی ko کی وصولی کار sakte ہا یا منافع نفع کار sakte ہا
                    • #115 Collapse

                      Los bachnay ki best strategy tu ye he ke aap stop Los lagain ya Phir hedge Kar lain lakin Los cover karnay ka bus ak tarika he ke aap profit earn Karin.
                      • #116 Collapse

                        loss ko recover kerny k bht say tariky hain kuch log hedging kerty hain kuch log scxalping say kam lety hain or kuch log achi stretegy use kerny k tariky seekhty hain lakin in mein koi bhe 100 percent perfect nhi hai loss ko khatam kerny k liye dimag chahye
                        • #117 Collapse

                          bro bat ase hy kya jab app ko loss ho jata hy sab sa phale app asa karo kay app na jo ghalti ki hy app os ghalti ko dor kar do or ap os sa apni learning ko acha kar do is tra sa app pir ache profit bana lo ga jis sa app ki loss recover ho sakte hy
                          • #118 Collapse

                            loss or profit jesa k kisi bhi bsiness ka hissa hota hai is liye agar hamein forex businesss mein khabi loss ho jae to hameiin himmaat ni haarni chahiye balke or ziyada mehnat karni chahiye taa ke hum apne loss ko recover kar sakein.
                            • #119 Collapse

                              jis tarah her business me loss or profit ki brabar hesiyat hay isi tarah forex trading business me bhi loss ke chances kafi hadd tak zyda hotay hen or agra loss ho jaye to hame wo loss honay ki wajoohat ko porperly examine kar ke future me is tarah ki galtiyon ko dobara karnay se bachna chahye. or loss ko recover karnay ke liye slow slow trading kani chahye or lalach or rato rat loss recover karnay ke khyal se bhi bachna zruri hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Dear friend duniya kay jitnay bhi business hein unn mein humein loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai issi tarhan instaforex mein yehi hota hai aur agar aap ko instaforex mein ziyada loss hogaya hai tou aap apni ghalti ko sudharney ki koshish kerain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X