loss recovering

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    har business me ap ko profit bhi ho sakta hay or loss bhi is lye agr ap ko forex business me kabi loss ho jaye to please ghabraye nahi blkey apnay loss hone ke waja ko taalash kare ta kay hum aynda wo ghalti repeat na kary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere khayal me loss ko recover krny ka sab se behtereen tariqa ye hy ky ap sabse pehle galti talash kren jo loss ka sabab bani phir us ghalti ka analysis kren k ye galti kab or kin conditions me hui or is k bad us ghalti se bachne k lie apni hikmat e amli tarteeb den or ainda jab bhi trading kre us galti ko madenazar rakhy is se ap ka risk bhi km ho ga or loss recovery bhi tezi se ho gi
      A person who never made a mistake never tried anything new.
      • #18 Collapse

        dear is main hamain jab bhe loss hota hai to hamain us ko recover karna parta hai is liye s ko recover karny k liye hamary pass knowledge and experience hona chaye..
        • #19 Collapse

          forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko definitely loss hi hoo gaa jitni dair tekk forex keey bareey meey complete knowlege naa leey liyaa jayee koi kaam nahi kernaa chahyee soo forex meey hameesha soch samajh kerr kaam kernaa chahyee
          • #20 Collapse

            Loss recovery is must if we have loss that without recovery we cannot get the profit our other trading, so first of all we have to recover our all then we can make our profit to get cash out, so we should keep in our mind loss recovery is so important for us.
            • #21 Collapse

              Treading ko ache krny ky le ya profit bna na ho ga or hamen forex treading aik acha busines hota ahn or ham treading earn jitna acha profit bna skty han hamar fida ha
              Hamen online buisness men jitna bhe experinc eho hamara apna fida han keu ky fore treading aik life time business han is le ya or hamen forex
              • #22 Collapse

                hum trade kartey hain to loss bhi ho sakta hai aur profit bhi iss liye kabhi bhi ziyada risk nahin kerna itna asan kam nai hai jin mistakes ki waja say ap ko loss howa hai
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                  friends mera question ye ha k hum apny loss ko kis tarhan recover ker sakty ha iska best tareqa kya ha???
                  Agar ap ko loos huva hai to bhai jan ap khud us ko cover kar sakte hai bhai jan ap ko kisi se puchne ki kya zaroorat hai bhai jan ap koi bhli martba kam to naho kar rahe hai bhai jan ap ne jaha loos kiya hai vaha profit bho kmaya ho ga bhai jan ap us waqt ko yad kare our profit kmaye our ap ki loos lane se knowkedge bhi to bhar hi hogi ap us knowledge ko use kare our trate kare.
                  • #24 Collapse

                    my dear agar ap apne loss ko recover krna chahte ho to is ka sab se best or asaan trq2a yeh hai k ap forex ko proper tarah se learn kro q k jb tak ap forex ko learn nahi kro gey ap k liye earn krna mushkal ho ga
                    • #25 Collapse

                      loss ko recover karne keliye apko apne liye aik bohot hi achi aur perfect strategy banana hoti hey aur apko learning karna hotihey takeh aap is main apne loss ko phir se recover kar saken.
                       
                      • #26 Collapse

                        hum apne loss ku is tarah recover kar sktey hain k hum forex ku samjh kar aur is main achey se earning kar sktey hain aur samjh sktey hain aur is k maze le sktey hain
                        • #27 Collapse

                          bhai jaan mai samjta hu forex trading mai jab humay loss hota hai then us k bad humay mushkil hota hai loss ko recover karne k liye
                          • #28 Collapse

                            bussiness is the name of proffit and lost do not be afraid just trade freely. it is simple man learn from his own mistake..
                            • #29 Collapse

                              dear aap apne loss ko tab recover kar saktey hain jab aap ko market ki achi trha se samajh ajati hey aur aap market ke trend ko achi trha se jan lete hain to phir aap apna loss recover kar saktey hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ap small lot rakhay hamsha is se ap ka lose kam ho ga or next deal mai ye recover ho jai ga always try karay k ap market ko daikh ker deal karay or 4 hours ka time frame use karay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X