Re: Loss honey k bawajood haar na manien?
Brother duniya main koi aisa business nahi ha jis main loss k chances na hon forex ak aisa online business ha jis main profit k sath sath loss k bhi kafe chances hoty hain ar jaisy real business main agar ap ko thora loss ho mtlb starting k kch weeks ap ko loss ho to es ka matlb ye to nahi keh ap wo busines chor dainy gay ap us ko continue rakhiny gay ar ap us pe gaoor kariny gay keh kaun se mistakes hain jin ki bina par loss hoa ha ar ap next un ko control kariny gay esi trh some time market ka analysis na karny ki waja say ya phr ahsi trah na katny ki waja say ap ko forex main trading karty hoay loss ho sakta ha to ap nay worry nahi hona ha bus ziada say ziada learn kar k apny loss ko profit main lay k jana ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим