Loss honey k bawajood haar na manien?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honey k bawajood haar na manien?
    Dear members forex trading aik online international business hai aor har busniss mn loss aor profit dono hoty hain as liay forex market mn loss honey ki vjha sy preshan na hon aor dishurt ho k trding na choren balky loss honey k bawajood trading ko aor ziada josh apr jazby sy learn kren knowledge exprince hasil kren market ko achi trah anaylsis kren aor ziada sy ziada practice kren tah k ap ki ghltian cover ho suken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

    Apki baat se main agree kerta hon. Trading ho ya koi bhi aor business loss ka der bhi rehta hey aor loss bhi hota rehta hey. Bussiness main wohi hota hey jo her qisam ki situation main apny hawas per qabo rekhta hey aor kabhi bhi dil chota nhen kerta. Ager loss hoa hey to profit bhi ho ga hamesha time aik sa nhen rehta is leay himat na harain belkeh apni mistakes ko suljhain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

      Dear brother aksr new join krnay walay jb trading shro krtay hn to shro mn jb loss ho jay to har man kr forex ko chhorr detay hn lekin jinhen khud pa aur forex pa ehtamad hota ha woh kabi har naen mantay aur ziada mehnat kr k kamyabi hasil kr letay hn
      • #4 Collapse

        Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

        Jiss tarah dunia k her business men loss aur profit hota hey issi tarah forex trading men bhi loss aur profit hota rahta hey lekin hamen tension nhi leni chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay loss bhi business ka hissa hota hey aur iss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur himmat nhi haarni chahiay agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

          jo log apne losses se sekhte han wo kabi bhe kse be bussines me harte nahi han as leye hum ko apne losses se acha learn hota hye hum apne mistake se jo profit bana sakte han wo apne profit se atna nahi bana sakte han as leey hum ko loss hone ke bad apne as bussins ko or bhe zayda time dain ge to as me hum bohat zayda earn kr sakan ge
          • #6 Collapse

            Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

            Meny aksar logon trading mn dekha hy k jab unhy trading mn loss hta hy tw wo is bt ko dil sy laga kr beth jaty hain aur bht ziada tnsn lelty hain aur trading sy dil tang pr jata hy unka aur trading chor jaty hain mn asy logon ko bs yh kehna chahnga k himy bilkul bhi na haarien aur mehnt krien ap mehnt krky e kamyab trader bn skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

              G aap ki yeah baat bilkul darust hey kay nuqsaan honay kay bawajood hmyn haar nahyn manani chahiyay kun zindagi kay har shoaby myn hmyn naqami ka samna karna parta hey or is naqami py agr hum harr maan lyn to hum apny maqsad ko hasil nahi kar saktay isy tarah forex trading myn bhi hmyn trading k doraan nuqsaan bhugatna parta hey lykin hmyn haar manany kay bajay apni nuqsaan ki wajah maloom karni chahiya or apni mehnat ko jari rkhna chahiyay.
              • #8 Collapse

                Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                G han ap ki bat bilkul.theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k forex trading aik aesa buainess hay jis main humain profit aur loss ono hote hain lekin humain apne loss se parshan nai hona cahiay balke usay accept karn cahiay aur apne loss ko minimaize karne ki kosish karni cahiay take mazid loss se bach sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                  YoU arevRiGht Dear....HamEn Loss honay K BaWoJooD Haar Nahi Maan'ni ChahiYe baLke zyaada se Zyaada KoShiSh KaR k Achi tradiNg kaRni ChaahiYe Taakay Loss ko Aasani Se ReCoVer Kiya jaa sakay...iS Maqsad K liYe HuMeN chaahiYe k Aagar Loss Ho Bhi jaaey to EmoTiOnal na hooN Or pEHLay Se zyaada mehNat KaR k TradiNg Ki Jaaey Taakay Achi Earning ki Jaa Sakay...
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
                    Dear members forex trading aik online international business hai aor har busniss mn loss aor profit dono hoty hain as liay forex market mn loss honey ki vjha sy preshan na hon aor dishurt ho k trding na choren balky loss honey k bawajood trading ko aor ziada josh apr jazby sy learn kren knowledge exprince hasil kren market ko achi trah anaylsis kren aor ziada sy ziada practice kren tah k ap ki ghltian cover ho suken
                    Assam alaikum bhai jaan aap ne Kafi Achha thread start Kiya Hai Yeh bilkul theek Baat Hai Jab Hame loss hota hai Soham Mayo so jate hain aur trading business Ko Chod Dete Hain Hame aisa nahi karna chahiye Hame chahiye ki hum log ki Baja code Jane aur apni us mistake ko analyse karne ke baad next US mistake se bachne ki koshish kare tabhi aap acche theatre Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                      Aslamualaikum forex aik business hy or her business ki tarhan forex main bhi loss or profit dono sath sath chaltay hain is lie ager forex main loss ho jaye to apne dil per na lain balkay himmat k sath agay barhtay rahain diheart ho ker forex ko chor daina or himmat haar jana koi aqalmandi ni hy loss ko accept ker k himmat k sath agay barhna hi aik kamyaab trader ki zamanat hy
                      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                      Please visit my trading journal from here
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                        yes bro bhot he acha Question ap ny kiya ha humain chaiye k hum apny work ko start he rakhye Q k zada tar karoobar ma noksaan or fidaa dono he hotye ha humain chaiye k hum kbi be humaat na hariye or working apni start he rakhye zada tar log loss hona k waja sy disheart ho jatye ha or apni working close kar latye ha iss k sub sy bari naa kami yeh he hoti ha humain chaiye k hum apna work start he rakhye or agr bat aa jaye lose k woh har karoobar ma loss or profit hota ha humain himaat mat hariye or kam start he rakhye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                          G bhai jan ap nay theek kaha hai kay loss hony kay bawajod ap ko haar nahi manani chiye kyun kay loss to har business main hota hai kyun kay or profit bhi isi tarhan hota hai so ap ko apni ap ko bikul mayoos nahi hona chiye or loss ko minde say nikal kar agye bahrna chiye ...ap ko chiye kay jis mistake ki waja say ap nay loss kiya hai us ko improve karna chiye taan kay next time ap ko loss ka samna nahi karna perye....
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                            G ha Bhai ap ki bat bulkul thek ha jab b pak forex trading me loss ho khbi b har na many balky is kam ko interesting ky sath or b zayda karo tak ky ap ki Jo galtia ki waja sy loss hota ha ha WO dor ho jay bas har na mano
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss honey k bawajood haar na manien?

                              yes my dear friends loss hone ki bawajood ham ko forex main har nahi manana nahi chahiy q k agar ham forex main har mane ge tu ham as main kamyab naho sake ge forex trading main as liy ham ko har kabhi bhi nahi manana nahi chahiy hai tu hi ham kamyab ho sakte hain forex trading main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X