indicators ka kam usage best for our trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ka kam usage best for our trading
    Trading most of people indicator ki base pe trading kr rhe hote hain aur main smajhta hoon k ye bilkul hi galat baat hai aur indicators ki waja se hi ham nhi sekh pate hain q k ham khud se practice krne ki zehmat nhi krte hain aaur indicator base pe trading start kr lete hain
    second baat ye hai k ham chart pe jab aik se ziada indicators ko use krte hain ho tab bhi hamare liye ye baat theak nhi hoti hai q k iss se ham koi faisla better tarike se nhi kr pate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ka kam usage best for our trading

    G bhai apnay theek kha ahai indicator ki base pay tradibng karna bilkul ghalat hai, indicator forex mai ek role hai k wo just hamari help k lie hote hai or hum log unpy depend kar k trading laga dete hai jisse hame nuqsan hota hai, hame chaheye k indocator say just help le k wo hame kia signals de rahay hai or un signals pay working kar k market predict kare k waqai indicator ka signal sahi hai ya nahi us k bad jb tasalli hu jai phir trade open karen,
    • #3 Collapse

      Re: indicators ka kam usage best for our trading

      yes yahi baat hay new anay walay traders shuru hojatay hain kay indicators laga len indicators pey he trading karain gay zaroori nahi hota kay sab kuch indicators he hotay hain aur unhi pe aap ko achi trades milay gi hamesha aap ko pehle achay knowledge proper learning ki zaroorat hoti hay uss kay bad ap indicators ki trading ko samjhen tabhi aap best performance karain gay
      • #4 Collapse

        Re: indicators ka kam usage best for our trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
        Trading most of people indicator ki base pe trading kr rhe hote hain aur main smajhta hoon k ye bilkul hi galat baat hai aur indicators ki waja se hi ham nhi sekh pate hain q k ham khud se practice krne ki zehmat nhi krte hain aaur indicator base pe trading start kr lete hain
        second baat ye hai k ham chart pe jab aik se ziada indicators ko use krte hain ho tab bhi hamare liye ye baat theak nhi hoti hai q k iss se ham koi faisla better tarike se nhi kr pate hain
        indicators brothers e-trading Mahal karte hain lekin traders going out of my mind map me chahiye Figo indicator 100% transmitter or traders ko indicators for use Karke weight loss ho sakta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: indicators ka kam usage best for our trading

          Wesay indicators ko forex trading mai new trader boht zada istamaal kertay hain aur un ki sari trading strategy ka daromada indicators per hota hay. ye indicator chart ki jo pechay move ho chuki hoti hay us ay apna data letay hian aur us say idea lagatay hain kay market kahan move keray gi. aur ye aksar ghalat entry day detay hain. aur market ko sahi say analysis nahi ker patay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: indicators ka kam usage best for our trading

            Froex market main indicators ki boht zayda bharmar hay aur boht say indicators aisay hain jo kay be fida hian aur boht say indicators ko log paiso main bechtay hain. is liye kam say kam indicators ko apni trading strategy ka hisa banaye. ap kay jitnay zayda indicators hon gay trading kay doran trader utna hi zayda confuse ho jaye ga aur wrong trade lgaye ga.

            اب آن لائن

            Working...
            X