Indicator Is Safe Or Proper Analyze
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator Is Safe Or Proper Analyze
    Deaar members mai aj apko batana chahta hu k Indicator safe hai ya risky q k bhut say member sirf indicator pay depend reh kar trading kartay hai, to mai apkobatata chalon k indicator jo hai woe k tarah say digital robots hai jo market ka oresent or future ki calculation say Signals dete hai k future predict karty hai k ab hu sakta hai ye up jai ya down, but wo accurate nahi batate hai k ye confirm upper hi jaigigi q k ye predication hoti hai bus isse ziada haqeeqat kuch nahi hoti tu apko bhi yehi sochna chaheye k ager indicator ko khud confirm nahi hai to hum un pay depend hu kr trading nahi kar saktay hame apni khud say alag analyze krni chahehey ta k hum apnay apko double safe side rakh saken, Thanks!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

    indicator se kiye gay analysis confirm nahi hote hain isliye hame chart ko dekhkar analysis Karne padte hain jab hum indicator ke sath sath technical analysis karenge tabhi hum kamyab honge agar hum only indicators paid depends rahenge tab hum successful nahi ho payenge kyunki koi bhi indicator aisa nahi hai jo Hume hundred percent correct value Bata sake isliye hame market mein technical and fundamental analysis karna zaroori hote Hain
    • #3 Collapse

      Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

      sir rejoin ka shukriaa sir ap jab tak foreign exchange trading ok motaliq analyze kar lein tab tak ap demo account pe paintings karty rahyn demo account ka sirf ek he advantage hota hai or wo hai hamara understanding gaining baqi kuch faida nahe hota is liye jab tak ap forex p knowledge hasil na kar lein tab tak ap demo account ko na chorin
      • #4 Collapse

        Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

        Brother indicator k signal par trades open kar lena achay trader ka kam nai hay, ek acha trader indicator say sirf idea leta hay aur phr market ko proper analyse karta hay aur us k bad acha signal milnay par trades open karta hay aur es say woh acha profit bi earn kar leta hay, so ek proper analysis hi best hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

          G myn aap ki ki is bat sy 100 feesad itefaaq karti hun k insicators py trading k doraan indicators pey inhisaar nahi karna chahiyay. Myn is myn kuch or baat ka izafa karna chahti hun kay zyada tar kamyab forex traders indicators ka istemal forex trading myn nahi karty kun kay indicators ka zyada istemal graph pe traders ko kashmakash ka shikar kar dyta hey or jysa kay aap nay kha kay agr indicators ka istemal kiya jaa rha hy to sirf iss py inhisaar kar ky trade ko analyse nahi karna chahiyay.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal sy jesy nam sy he zahir hai indicator matlb eshara to trade lagany k lye ham indicator ka sahara nhe lety ye to just ek andazy k lye dekhny k lye use kye jaty han
            • #7 Collapse

              Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

              g ha ap bilkul thik keh rahy hy indicator ka mtlab ishara hota hy isi liye hamy kisi bhi kisam ki trading karny k liye indicator ki zarurat par sakti hy ham tecnikal anylysik tabhi kar sakty hy jab hamy is ka experience ho tabhi ham is men kaamyaab ho sakty hy lehaza hamy pely is ko samajana chahiye phair karna chahiye ta k hamy is se bkoin nuqsaan na ho
              • #8 Collapse

                Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

                hamy indicators ko achy sy samaj kar is main mehant sy kam krna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathm kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

                  hamy forex mai RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik legal business hain hum is mai live caht kar saakty hain hum is mai amont be invest kara sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Edden5 پيغام ديکھيے
                    Deaar members mai aj apko batana chahta hu k Indicator safe hai ya risky q k bhut say member sirf indicator pay depend reh kar trading kartay hai, to mai apkobatata chalon k indicator jo hai woe k tarah say digital robots hai jo market ka oresent or future ki calculation say Signals dete hai k future predict karty hai k ab hu sakta hai ye up jai ya down, but wo accurate nahi batate hai k ye confirm upper hi jaigigi q k ye predication hoti hai bus isse ziada haqeeqat kuch nahi hoti tu apko bhi yehi sochna chaheye k ager indicator ko khud confirm nahi hai to hum un pay depend hu kr trading nahi kar saktay hame apni khud say alag analyze krni chahehey ta k hum apnay apko double safe side rakh saken, Thanks!




                    Assalamu Alaikum dear Forex member dear indicator bhi acche analysis ke liye important hote hain lekin main aapko Yahi mashvara Dunga Ki aap Hamesha Se Hi proper analysis karte rahenge to aapko acche experience Hasil ho jaega aur FIR aap ismein bahut hi Achcha profit Kama sakte ho aur agar aap proper analysis karna chahte hain vah to usmein Bhi Main aapko Yahi mashvara Dunga Ki aap indicator set karke hi proper analysis Karen Is Tarah aap ki experience short-term mein bahut increase ho jaega
                    Visit My Profile
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator Is Safe Or Proper Analyze

                      Dear sir aap nay sahi kahan hay sir koi bi indicator har wakat aap ko profit nahi dayta hay ya yoon kahlo kay indicator aap ko old work dikha rahay hotay hane ab ya aap nay daykhna hota hay kay iss say aap ko profit ho ga ya loss ho ga quen kay agla kadam aap nay layna hota hay jo kay analyzing ki madad say hota hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X