Indicatores aur signals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicatores aur signals
    Dear memeber trading main boht se log indicatires aur signals par trust karte hain jab k kuch ka kehna hay k humain indicatores aur signals par trust nai karna cahiay balke apni aik stretige bnani cahiay aur us k mutabik trading karni cahiay ap ka kya opinion hay is baray main??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicatores aur signals

    G ha Humain humesha indicator aur signals pr depent nhi karna chaiye humain chaiye k hum trading k har chez k information laa phir apna work small amounts sy start kariye asa nhi karna chaiye k just singnal or indicator k madaat sy he risk laa kar apna loss karwaye zaroori nhi hota k just indicator or singnal pr he chaliye humain chaiye k hum zada sy zada information or knowlegde laa iss k bariye ma phir small lot sy account start kariye
    • #3 Collapse

      Re: Indicatores aur signals

      I think first of all Ap ko indicators aur signal k sath aware hona chiey, start m Ap ko in se help leni chiey aur jb ap smjy k Ap is qabil o jay k khud se in ko understand kr skty hain to khud se karna zaida behter a is se Ap ke trading skill b improve hoo ge aur Ap behter se behtreen Ke tarf jay gy
      Trading m Ap Lakeer K faqir ni rh skty blky apny Ap ko improve kr k ik outstanding trader bnna chiey
      • #4 Collapse

        Re: Indicatores aur signals

        yes dear humean forex main kisi k oper trust nahe kerna chhay our us market main Pakistani kafi scammers kaam ker rahy hain humean un say bachna ho ga humean forex main bus mehnat kerna ho gee our us main trade ker k hum acha profit tab he bna pain gay jab huemry apny analysis hoon gay humn khd market main enter hoon gay our hum khud he us main success kerain gy
        • #5 Collapse

          Re: Indicatores aur signals

          G ha Humain humesha indicator aur alerts pr depent nhi karna chaiye humain chaiye okay hum buying and selling okay har chez okay statistics laa phir apna paintings small amounts sy begin kariye asa nhi karna chaiye ok simply singnal or indicator okay madaat sy he risk laa kar apna loss karwaye zaroori nhi hota ok simply indicator or singnal pr he chaliye humain chaiye okay hum zada sy zada information or knowlegde laa iss okay bariye ma phir small lot sy account begin kariye
          • #6 Collapse

            Re: Indicatores aur signals

            dear forex main analysis karny k leay ap ko indicator ki zrorat parti he hai chahy wo price action ho ya koi aur indicator aur mt4 main itny achy indicators hain k ap soch bhe nai sakty hamri practice he nahi hoti inidcator pay jiski wajha say ham us main fail hoty hain ager ham unko achi tra say smjhain tu ham kafi acha earn kar sakty hain most indicator ichimoko aur bolinger band hain jin sy ap achi earning kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Indicatores aur signals

              Dear ye depend karta hai k ap learning k konsay stage mai ho, ager ap bilkul egginars mai count hote hoto apko indicator bhi use nahi karna chaye just signals le kr kr apkotrade lagani hai or market watch karnai hai k market analyze kare howay point pay kese pohunchti hai, ager ap li practice hu chuki hai to apko chaheye indicator bi use Karen or signals bhi le mtlb apni analze bhi Karen or sath sath dosro k signals say faida bhi uthai, or ager ap high level pay hai mtlb apko forex mai 3 years hu gai hai to apko chaheye na hi signals le or nahi dosro ki trading ya signals pay believe Karen bul ka pni trading kare or kjhud say analyze Karen ta k apko kuch sekhnay ka mile, Thanks
              • #8 Collapse

                Re: Indicatores aur signals

                forex trading main agar hum singals par trading kar rahy hay to hum achi trading nahi kar sakty kyun keh kisi kay btaye huway signals hamesha sahi nahi hoty aur humay chahiye keh khud he forex trading kay bary main learning karen aur seekhain es business ko kyun keh jab hum seekh kar kam karen gay to achi earning kar sakty hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Indicatores aur signals

                  hamy indicators ko use kar ky signals ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasal kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hamy is mai indicators or signals py 100% itbar nahi karna chahey forex aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicatores aur signals

                    Yes dear ap na bilkul sai kha ha ma apki bat sa itefak krta hun forex ma hmara jitna experiance hoga jitni hmari practice hogi utny achy treeky sa hm trading kr paty hain or hmen siganls ya indicator ki zrorat b nai parti ap itna knowledge hasil krain k trade krty wakt ap fully confident hu
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicatores aur signals

                      Indicator aik aisa tool hota hay jo kay chart ka purana data dekh ker ya kisi aur source say data lay ker hamen koe indication deta hay kay yeah mumkin ho jata hay. is main boht had tak indicator thek aur accurate signal detay hian. lakin kabhi bhi aik indicator per aitmad nahi kerna chahye. kam say kam 2 indicator ko use kerna chahye. aur signal lenay say door rehna chahye. is say trader kabi bhi confidence say trading nahi ker sakta.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicatores aur signals

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy singnals ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X