agar ap ko loss ho aur profit na ho to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    men ny apny mind men ye bitha lia hy ky forex trading aik business hy or busienss men loss to hota hy loss or profit hr business ka hissa hy is liy agr mujhy forex men loss hota hy to men bar bar try krta rahn ga forex men loss sy bachny ky liy men ny practice boht ki hy ab mery pas boht acha knowledge or experience hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      jab hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay stop loss ko use kar kay practice kar kay kam karna ho ga stop loss use karna ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #288 Collapse

        forex trading main agar humay loss ho raha hay to es wjaa say humay pareshan nahi hona chahiey balkeh humay chahiey keh apny loss ki reason ko jan kar usko theak kar kay trading karen
        • #289 Collapse

          Agar mojy loss he ho raha hai to mai phely demo accunt pay prictice karo ge pher real accunt pay tread lagao ge
          • #290 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: left پيغام ديکھيے
            forex trading main agar humay loss ho raha hay to es wjaa say humay pareshan nahi hona chahiey balkeh humay chahiey keh apny loss ki reason ko jan kar usko theak kar kay trading karen
            ge han bhai hmein apne trading mein profit aur loss donon hote hein aur hmein lazme hota he keh hm apne trading mein ache experience se kam kia krein aur apne trading mein hm ko market ko ache trah se smjhna hota he aur hm apne trading mein jb ache planing aur ache decision se trade krte hien hmein apne trading se acha profit milta he
            • #291 Collapse

              dear agar trading me loss hi ho raha ho or profit na ho raha ho to pareshan nahi hona chaye or na hi app ko jald bazi karni chaye, trading us time stop kar deni chaye or next day achi planing k sath trading start kar deni chaye.
              • #292 Collapse

                Agar aap ko sirf aur sirf loss he Hota Jaye market mein real work karna Chod Do Aur Dam account mein work karna Shuru kar do demo account mein aapko work karne se market ka experience Mil Jayega Jis Se aap Jab real mein work Karoge aapke liye profit he profit Hoga isliye experience Hasil karna bahut hai zaroori hai
                • #293 Collapse

                  g bilkul bhai jaan loss or profit is a part of forex ya bhi is bussoiens ka hissay hay jis tarha hum koi shop opern kerte hen tou hamen us time do tarha ki cheezen milti hay loss or profit in may say agar loss houjata hay tou koi masla nahi agli bar profit hoga in sha allah so ismay koi haraj nahi hay thanks
                  • #294 Collapse

                    Forexmarket mai loss bhe hota hai aur profit likan agr a ko regular lossho tou es ka multab hai k ap nay forexmarket ki learning nahi ki jiswaja say ap ko forexmarket mai losshotay hai. ap phely apni learning ko focus kray.
                    • #295 Collapse

                      trading kay doran loss hona kafi normal baat hai aur traders ko iss mai start mai tu ziada tar loss he hota hai . lakin ager app ko trading kay doran musalsal loss he ho rha ho tu phir trader ko kuch din kay liye real account mai trading say break kar laine chaiye aur apni trading strategy per kam kar kay us ko set karna chaye aur iss doran demo per dobara say apni trading strategy check b karne chaiye.
                      • #296 Collapse

                        Agr mujh forexmarket mai lossho rhay ho tou es ka multab hai k meri strategy achi nahi hai aur mai forex market mai achi strategy kay sath trade nahi krta. es lye mujh apni strategy ko improve krna hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #297 Collapse

                          My dear brother forex online trading business pe loss or profit serf ap par he depend kar kete quike ager ap ke pass forex trading business ke knowledge,information,skills and experience he to loss hone ke chance nahi he.Ager loss huya to may 1hours trading nahi kar ta then phir me trading kr na start kar ta hu or may forex trading pe 10 trading kare to ekbar loss hota he but may loss se koe guna jada profit earn kar ta hu.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X