agar ap ko loss ho aur profit na ho to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    agar humein loss zayada ho raha ho aur profit na ho raha ho to main yahi suggest karon ga ke kuch time ke liye trading ko quit kar dein. aksar aisa hota hai ke humein loss hi hota rehta hai jiss sey hamara confidence bohat low ho jata hai. iss time par humein trading ka thora sa break lena chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai agr aap ye samajhtey hen ke agr aap ko iss kaam main koi nuksaan hu aha to iss main aap ki nahi balkey kisi aur ya iss forum ki galti ha to aap ka andaza bilkul hi galat ha iss main so fisadi aap ki galti ha kiun ke iss kaam ke rules bht strict hen aur aap ko pata bhi nahi lagta aur aap galti kr bethtey hen lekin phir bhi main aap ko loss ke baad bhi dathey rahney ko suggest karun ga
      • #63 Collapse

        agr hemrai loss ho gai hai or profit ni ho raha hai to hum pershion na ho or apni galti ko cover kerai or is insurction per learn kerai taika next month achai profit ho mai allah sai pry kerti ho kai next month b muj achai profit hi ho loose ni ho
        • #64 Collapse

          janab mei samajta hu k agar hamy khuda na khuwasta loss hota hai tou humy apni woh ghalti point out karni chaye jiski waja se hamy loss huwa hota hai phir us ghalti ko sudhar kar next trade mei improvement lani chaye
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
            ap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki atdring main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul eche na hate sirf forex ke peche pade rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain
            bahi forex aik business hy or business main profit or loss dono hty hy agr ap ko starting main loss ho raha hy to ap ko or koshish krni chaye or apni galtion ko zehan main rakhna chaye or business ko chorna ni chay e aishta aishta ap zaroor profit ki taraf aye gy or phr ap ko loss kam or profit ziada ho ga
            • #66 Collapse

              agar forex main apko loss ho jae to apko chahye k ap is main elarning karina apni mistakes ko dhundain or phir say trading try lkarian takky ap seekh bhi sakene or is main ap aik achy professional ban kar earning bhi kar sakeen is main
              • #67 Collapse

                mai ap ki bat se itefaq ragkhta hoon. ager ap ko loss ho rha hai to b forex ki jan mat choro but ager ap ko bar bar los ho rah ahi to ap us din trading band krdo or next day se phir shuruwat kro inshalah pichla los recover ho jaye ga. this is my opinion.
                • #68 Collapse

                  Dear loss hona na hona to kismat mai hota hai.lakin agr ap apni techniques ko acha use krna jan letay hai or trading ko bina learn kiye start nhi krtay to loss honay k chances thoray hotay hai Q k ap forex k baray mai kafi kuch jan chukay hotay hai Trading ki learning kr k.OR Agr phir b loss ho jata hai to hmay peechay nhi hatna chahiye blkay tradinh mai doobara is trha ki mistakr honay say btchna chahiye or apnay loss ko recover krnay k koshish krni chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #69 Collapse

                    Dear ap koi be business start karte han to ap profit or loss ko dimag main rekh kar business start karte han waise he forex aik aisa business ha jis main profit aur loss sath sath ha lakin agar ap ke pass knowledge ha to ap ko profit hoga aur agar ap without knowledge aur less knowledge ke trading kar rahe han to ap ko loss hoga.
                     
                    • #70 Collapse

                      dear mai to ya kaho gi kay agar app ko mustaqil loss ho raha ho to app ghabrain nahi balkay yae dakhain kay app kahan mistak kar rahy hain or phir apni mistak ko darosat kary to app loss nahi kary gay
                      • #71 Collapse

                        Dear according to me ager hamy loss hota hay to hamy loss ki waja search karni chahye and os waja ko improve karna chahye k ham nay aysa kia kiya or hamy loss ka samhna karna para so next time os mistake say bach kar achi trade laga kar profit earn kiya ja sakta hay
                        • #72 Collapse

                          yes dear ap ki baat sa main agree hon agar kisi trader ko us k trading work main loss hota ho tu usy chahiyea k wo forex trading ki ziyada sa ziyada or profitable strategy hasil karni chahiyea ta k wo loss sa bach saky or dear trading k work ko loss ki waja sa nahi chorna chahiyea ya bohat hi bara business ha.
                          • #73 Collapse

                            my dear naffa or loss to trading ka hissa hai trafing mein loss or profit dono ko dekhna hota hao or apne heart ko sambhal k rakhna hota hai ap ko har lamhe jb b ap trade open krte ho ap ko naffa or loss dono ko dhiyaan mein rakhna hota hai
                            • #74 Collapse

                              Salam alls insan ko los uss waqat hota hai jb uss ko iss k baray mey information nahi hote forex mey profit nd los to hota rehta hai nut ziyada knowledge say insan ziyada los say bach jata hai .agar loss ho bhe jaye to insan ko dobara trading ker leni chhayee bht profit he ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki atdring main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul eche na hate sirf forex ke peche pade rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain?

                                Ans:G main yah kehta han k agar insan ko nai faida ho raha aidr aodr say har koiu khay ga ap ko kuch nai milay ga aodr say.But mira mind kehta hai k insan ko manzal dakh k mehnat karni chay kamyabi rub day ga ji.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X