ham forex kay sth ziadti kese karty hei
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham forex kay sth ziadti kese karty hei
    Dosto, aj mei ap logou kou btata hou kay forex kay sath aksar hm ziadti kar jaty hei aur hmei pataa bhi nahi hotaa - yeh bat 100% drust hy kay forex kou smjhnaa bht mushkil hy lakin na mumkin blkul bhi nahi hy - yeh aik mehnat talab kam hy - yeh ziada practice mangtaa hy - bht sy nayee anay walay traders jb nuqsaan karty hei tou woh forex kou ic ka qasoor war mannay lag jatay hei kay yeh fraud hy sirf nuqsaan karwataa hy - yeh sb sy bdii ziadti hoti hy market kou blame karnay kay bjaye hmein chahye pehly ic karoobar kou karnay ka hunr tou sekhei tabhi kamyab hongy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

    dear aap ki baat kar usse forex Koi fraud nahi hai balke hame khud Hi experience nahi hota haiagar hum is business mein experience hasil kar lete hain tu tabahi hum is businessman successful hote Hain
    hame jab is business se last hota hai tab hum is business ko hi blame karte hain a business totally fraud hai aur Hume isme loss ho jata hai
    hame is business Kela se bachne aur is main baithe earning ke liye jaroori hai ke hum is business ko sekhen jab hum is business ko seek karenge tab hum is business mein kafi had tak successful rahenge
    • #3 Collapse

      Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

      G apnay bilkul sahi kaha forex main log khud tawajoh nahi detay ya unhn is baray main khud ilm nahi hota oar wo atay hi bgher sochy smjy invest kar detay hain oar hum log wesay bhi jantay hai ke kisi bhi karobar ko shuru karnay say pehlay humen ata hona chahiyay ke woh karobar keya kesay jata hai usi tarah humn forex main bhi humein smjhna pdhat hai tabhi hum kamyab hotay hain iseye humen pehlay sekh ke ana chahye oar forex ke sath zyadyi nahi karni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

        forex k sath sub se bari zayadati ye hoti hai k hum forex par sahi tarah kam nahi karte or phir jub achi earning nahi hoti to hum sara blame forex par laga dete hain k forex ne to hamare sath theek nahi kiya or ek or bat ye hai k ap koshish kare k real investment ki bajaey bonus ki investment kare yani pak forex forum par kam kar k jo bonus milta hai us ko trading me use kare.
        • #5 Collapse

          Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

          اصل پيغام ارسال کردہ از: icfaddi پيغام ديکھيے
          Dosto, aj mei ap logou kou btata hou kay forex kay sath aksar hm ziadti kar jaty hei aur hmei pataa bhi nahi hotaa - yeh bat 100% drust hy kay forex kou smjhnaa bht mushkil hy lakin na mumkin blkul bhi nahi hy - yeh aik mehnat talab kam hy - yeh ziada practice mangtaa hy - bht sy nayee anay walay traders jb nuqsaan karty hei tou woh forex kou ic ka qasoor war mannay lag jatay hei kay yeh fraud hy sirf nuqsaan karwataa hy - yeh sb sy bdii ziadti hoti hy market kou blame karnay kay bjaye hmein chahye pehly ic karoobar kou karnay ka hunr tou sekhei tabhi kamyab hongy
          Bhai Forex Ke Saath Ho Jati nahi karta Jyoti traders Apne Sath karte hain Kyunki Jab Wo Bina knowledge or experience K trading Karte Hain Tumko sirf laws Hai Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

            G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, loss anay par forex ko blama karna ghalat bat hay, q kah loss hamain apni mistakes ki waja say ata hay aur ghalat analsysis aur ghalat trades open karni ki waja say ata hay, aur forex ki market ki movement to ek real movement hay usay koi broker ya banda change nai kar sakta.
            • #7 Collapse

              Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

              hum agr as bussines me mehnat krte han to as me kamyab hote han agr hum surf and surf tuka pr chalte han to ek day to chal jata hye tuka but har time nahi chalta hye as leey hum as world ke sub se big bussines ko atna jalde to nahi sekh sakte han as me hum agr achi mehant kraran to hum ache trader ban kr acha earn kr sakte han
              • #8 Collapse

                Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

                G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me zaydti hum boht zayda karty hai.....jald bezi me kam karty hai jub humy acha bouns nahi milta toh hum forex ko galat tahraty hai......agr hum forex me mehnat kary gay toh kamyab ho gay mehnat ka bagair kaisy hun kamyab ho sakty hai mehnat ki bajay hum is me tuka lagty hai or jab hum kamyab nahi hoty toh sab kuch forex pay dal dety hai
                • #9 Collapse

                  Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

                  G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein zada knowledge hasil karni chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko is mein ihtiyat se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko is mein ihtiayt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko is mein zada expriences hasil karna chhaye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

                    Ham forex trading kay sath ye zayadti kertay hian. kay jab ham forex main new hotay hian aur hamen trading ka kuch pata nahi hota aur ham ilam hasil kiye baghair aur seekhay baghair trading kertay rehtay hain aur jab market say hamen loss hota hay to ham market ko bura bhala kehna shoro ker detay hain. ye market kay sath ham zyadati ker rahay hotay hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ham forex kay sth ziadti kese karty hei

                      Ham forex kay sath aisay zayadti kerta hay kay jab trader forex main trading kerta hay aur us ko trading main profit ki jaldi hoti hay aur us jaldi ki waja say wo trading kernay main jaldi kerta hay aur forex ko aisay nahi seekhta jesay is ko seekhna chahye. aur jab trading kerta hay to apni ghalti ki waja say loss kerta hay aur jab loss ho jata hay to forex trading ko logo main badnam kerta hay kay ye kam thek nahi hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X