Targets and lalach k difference ko samjhein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Targets and lalach k difference ko samjhein
    Forex trading mai aksar ham log mistakes krtay hain jin
    mai se aik mistake teh b hai k ham apnay targets and greed mai difference nae kartay jaisa k aksar aisay hota
    k jab hmari trading mai profit ho RHA ho to ham apnay targets ko bhool jaatay hain ya to take profit lgaatay hi
    nae ya phir trade profit mai jaatay hoye daikh kar apna
    profit target barha daitay hain Jo k lalach ki waja se hota hai agar ap successful trader banana chahtay hai to targets and lalach k is difference ko samjhein kbi b ziada profit ki greed mai aa kar apni money management ko destroy na karein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

    Dear jis time ap trade banaty hai to ap ko aus time hi target nazar aa jata hai k ais trade ka target kai hai aus k baad jab ap aus trade par profit bana rahy hoty hai to ap aus ko close ni karty to aus mai ap lalach kar rahy hoty hai ya aus mai kai dafa market ap k target k pass jati hai to ap aus ko mazeed shift kar dety hai jis se ap ko faida kam hota hai ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais mai ap ne lalch ni karna jo target set ho bas aus ko hit hony dey.
    • #3 Collapse

      Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

      G akser log ye galti kar dety hain Zara sa profit honey lgy to greed kr jaty hain or to barha dety hain or relax ho jaty hain or market trend na acha profit dety huay opposite direction ma move kr jata hai esi liye greed ja kren hmesha apne target ko pora hony k bad patience ka muzahira kren
      • #4 Collapse

        Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

        Jb daily ka profit target achieve kr lain to trading stop kr deni chahiey. Agr market achi move bi kr rhi h tb bi greed na krain q k market ki move change hony ka koi pta ni hota. Zayada ki greed ki waja sy akser trader apna already gain kia hua profit bi loss kr dety hn. Es lay daily target sy exceed na kia jay
        Just view ???, Like kon kry ga???
        • #5 Collapse

          Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal sy kesi ko bhi market ka andaz nhe hota jo is tarha sy katy han kah take profit use he nhe karty han wo log tukky pe trading karty han jo take profit use karty han wo market ko achi tarha analysis kar k aty han un ko pata hota hai k market ny khan tak jana hai phar wo usi k mutabiq he take profit lagaty han
          • #6 Collapse

            Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

            Yah forex maen target our cheez have our greed k sath trade kerna our baat Hy Ys market maen jb bhe app greed ko khtm jer k our short term trades py app ka ab take profit short ho ga our Jo long term analysis Hoon gy us maen app ki trade long hoo gee us ka take profit bhe bara hoo ga us ko lalauch nahe kahean gy humean firex maen mehnat kerna ho gee knowledge our experience k bad he live trade live account maen ker k acha profit Mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

              G han bhai ap nay achi bat ki hay, target aur lalach main bahut difference hay, ham target select karnay say lalach bi kar saktay hain aur lalach say bach bi saktay hain, aur yah hamaray target par depend karta hay, agar hamara target zayada hoga to ham lalach kar rahay hon gay aur agar hamara target small hogi to phr hamari trading lalach say pak aur secure hogi.
              • #8 Collapse

                Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                Forex trading mai aksar ham log mistakes krtay hain jin
                mai se aik mistake teh b hai k ham apnay targets and greed mai difference nae kartay jaisa k aksar aisay hota
                k jab hmari trading mai profit ho RHA ho to ham apnay targets ko bhool jaatay hain ya to take profit lgaatay hi
                nae ya phir trade profit mai jaatay hoye daikh kar apna
                profit target barha daitay hain Jo k lalach ki waja se hota hai agar ap successful trader banana chahtay hai to targets and lalach k is difference ko samjhein kbi b ziada profit ki greed mai aa kar apni money management ko destroy na karein
                trailers ko Hamesha target coaching Mein repairing karne Jayenge aur Hamesha Ek reasonable profit banana chahiye traders ko Kabhi Bhi Jyada profit banane ki lagat nahi karni chahiye jisse traders courses of laws hi hota hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

                  G sir ap ki bat par me agree hu ky target or lalch ky difference ko samjy agr pak forex trading ky ki limit me sy zayda kam kary gy or phr is trha hum profit ky lalach me kar boht c mistake kary gy or phr hum ko loss ho ga is ley targets or lalach ky difference ko samjna chahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

                    hum ko apne mistake se bohat koch sekhne ko and earn krne ko melta hye jo log mind se kam krte han agr on se ghalte ho jye to on ko pata hotaa hey ke kia mistake hove haye and wo kabi bhe os mistake ko apne mind se out hone nahi dete and wo har bar yehe khete han ye ye mistake mj ko kamyab bante hye har mistake hum ko acha learn krwate haye agr hum soch samj kr as me kam krte han as leye hum ko apne ap se greed ho out krna ho ga phr he kamyab hon ge hum
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Targets and lalach k difference ko samjhein

                      forex aik online business hain hamy is mai kam karny ky liye lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X