How use stop loss tool.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    meray bhai mein ap ko btata hun k agar ap FOREX TRADING buisness mein ziyada loss se bachna chahty hain to ap stop loss ka use kar sakty hain is k liye ap ko apni trade jahan ap ne lgai hai usy down ya up kar lein to stop loss lag jaye ga.aur app baday nuqsaan se bach saktay hain per is se app baday faida se bhi mehroom hoo jain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      brother stop loss ko use karne ke lye aap ko kafi soch samjh kar trading karni hoti hai aik sahi fasly per aap ko stop loss use karna hota hai wese trade jo open ho usi per click kar ke stop loss ap laga sakte hain yeh bohat easy hota hai .
      • #48 Collapse

        My dear friend forex trading main stop loss ko use karna koi difficult nai ha. forex main jab app koi trad enter karte hain to wahan par stop loss ki option bhi hoti ha app wahan par stop loss laga sakte hain.
        • #49 Collapse

          Forex tardign aik bahot acha businness ah humm ko hamar akam karna ak pasia data ha ya acha ha hamara leya ior sab aka leya ha
          • #50 Collapse

            jab hum stop loss ko use karty hain to humain trade main achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kkay kam karna ho ga jis say humain is tool say kafi faida hasil ho ga
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #51 Collapse

              g ha forex ma ma stop loss ki kafi amyat hoti ha ab koi new trader trade kar raha ho too osa chya k wo stop loss or take profit api trade ma lazmi use kai kara osa y wo profit bi limit sa earn kar sakta ha or osa koi nusan zaida nh hota stop loss ap k account ko wash hona sa beachta ha
              • #52 Collapse

                agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading boaht safe ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say mehnat karen kyun keh tabhi humari trading achi ho sakti hay
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: left پيغام ديکھيے
                  agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading boaht safe ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say mehnat karen kyun keh tabhi humari trading achi ho sakti hay
                  ge han bhai hmein apne trading mein stop loss ka istemal krna boht safe hota he aur hmein apne trading mein market mein sahih jaga pr stop loss ka istemal krna hota he aur hm apne trading mein mhnt krein aur apne trading mein ache trah se market ko analysis krein aur apne trading mein stop loss ka istemal lazme kia krein
                  • #54 Collapse

                    hum jab bhe trade ksi bhe pair main karean to aik baat ka khas kheal rakhin k stop loss ko must apni her trade main use karein nahe to app ka account full risk pay ho ga our koi bhe fundamental news anay say app ka account wash ho sagta hai
                    • #55 Collapse

                      stop loss use karny k ley app ko ye karna chaye k jab b app koi order book karo to us time hi take profit or stop loss b laga leya karo es se app ko asani ho gi.
                      • #56 Collapse

                        stop loss tool ka use of Asani se kar sakte ho Jab aap wahan par aapke liye stop loss cartoon aa jata Hai Mushkil ko aap use Karke stop loss Laga sakte ho stop loss aap proper management ke zariye Laga sakte ho Agar aapko money management karna nahi aata toh aap money management karna seekho uske baad aap stoploss ko acche se use kar Sakoge
                        • #57 Collapse

                          yes janaab bilkul theak kaha hay in my opiniion meray khyaal say jahan tak tou maina parha suna or daikha hay tou forex may sir wohi succes houte hen jinho na learning ki houti hay or jinko stop loss take profit lagany ka pata houta hay mera matlb ya hay kay jinko pata houta hay kay stop loss kaha set kerna parta hay take profit kaha set kerna parta ha
                          • #58 Collapse

                            Stop loss tool ko ap use kr sakty ho. likan es ko right use krnay kay lye ap ko money management ko learn krna hai tk ap apnay capital ko behatr tarah say divide kr sky. aur ap ki earning bhe regular ho gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #59 Collapse

                              forex market mai stop loss ko har koi use kr sakta hai. likan agr ap esko durast use krna hai tou ap esko strategy kay sath use kr sakty ho. es say ap koloss bohat kam ho gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X