Long time trading and Short time trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long time trading and Short time trading
    Forex main log 2 qism ki trading krty hain.
    1)Long time trading.
    2)Short time trading.
    Long term trading:
    Long term trading long time chalti hy 2 3 din 1 week ya 1 month bhi chal sakti hy. Is qism ki trading main hum trend ko aur support resistance level ko dekh kar trade krty hain. Is trading kilie hum Month ki ya week ki candles ko zyada imp dyty hain aur unki indications ko dekh kar trade lgaty hain. Is mn hum lot size chotii lagaty hain. Yh bht lamba time chal kr humy profit detii 1 week ya 1 Month bhi profit kilie wait krna prh skta aur tb jaa kr trade sy profit lyty hain. Yh bht e safe way ha trading ka aur ismy loss ky chance bhot kam hain yh bht time taking hy lekn aik safe method hy aur riskfree trading hy.
    Short term trading:
    Short term trading shory time chalti hy 1 din ya kch ghanty. Is trading main hum candelistic pattern ko bhot zyada importance dyty hain aur support resistance level ko lekn trend ko itna nai dkha jata. Iskilie hum m1 sy lekr day tak ki candles ko dekhty hain phr jo bhtr planning bny usky mutbq trade krty hain. Is mn lot size Long term trading k muqably main bri hti hy q k hmy short time mn e zyada profit kmana hta hy q k ismy hmy profit usi din e mil jata hy yaa kch ghnto mn. Yh trading ka risky way hy aur ismy bndy ko bht zyada manage krna prta hy bhot zyada dimagh lagana prta hy q k hum h1 kii aur h4 ki ya is sy bhi kam time formats ki candles follow kr rhy hty hain tw inka koi pata nai hta k kb agli candle opposite ki bn jaye islie bndy ko bht active rhna prta hy. Yh timetaking nai hy lekn bht risky hy ismy hum m15 ya m30 ki candles pr bhi trade lagaty hain aur profit lety hain islie lot size bri hti hy aur breakout k chakr mn sara account wash hskta islie yh Long time trading sy zyada risky hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long time trading and Short time trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Usama777 پيغام ديکھيے

    Yes dear agar ais market mai hum ne kaam karna hai to hum ko ye pata hona chaye k hum ne ais mai kaisy kaam karna hai kun k ais market mai hum long term mai bhi kaam kar sakty hai aor short term mai bhi kaam kar sakty hai ais mai ye hai k hum agar ais market mai koi aisi cheaz dekhty hai jo long term k liay hai to hum ko aus mai lot size aor aus mai stop loss aor take profit aus hisab se lagana hota hai aus k baad agar hum ais market mai kaam karty hai to aus mai hum ko acha result milta hai ais market mai ye hai k humm agar ais market mai acha kaam karna chaty hai to aik plan k sath chaly to ais market mai hum ko kafi zayda faida ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Long time trading and Short time trading

      Dear frend mery khayal mai treading log tym ho ya short tym hmy os mai experions hona bhot zaruri hai hmy es bat ka pata hona chaye k jo kam hm kar rahy hai wo kis had tah theek hai bat hnari samjh ki hoti hai jab agar hmy samjh ho gi to hm asani sy long term treading mai b profit hasil kar sakty hai or short tym mai b es liye learning hona bhot importent hai.
      • #4 Collapse

        Re: Long time trading and Short time trading

        G jysa kay aap nay apni is thread myn long time trading or short time trading ko bohat taffseel sy byaan kiyan hy jis myn myn aap ny us ki tareef sy ly kar us ko karnay or achy buray kay bary myn hmayn agha kiya hey to myn khn ge kay myn hamesha long time trade ko foqiat dyty hon q kay iss myn mjhy market ko rozana nahi dykhna parta blky myn haftay myn aik bar sirf market ko dykhty hn or long time trading myn humyn saal myn sirf aik ya do he trade laga saktay hyn. Is trade ki aik buri baat yeah hey kay is mein hmyn trade ky develop honay ka bohat intezar karna parta hey to myra khna yeah ho ga kay in donon trades kay kuch achy or kuch bury aspects hyn to hmyn apny mizaaj or rehan sehan or tajurbay ki bina par kisi bhi aik trade ko apnana chahiyay.
        • #5 Collapse

          Re: Long time trading and Short time trading

          g haan bhai jaan as main ham ko long time i s main trading karny chahiy hai q k as main hi hamry bihtry hai as se hi ham as main profit hasil kar sake gee as main ham agar aesa nahi kare gee tu ham as main kabhi bjhi kayab nahi ho sake gee as main ham ko chahiy hai kee ham as main take profit ko het hi hone den tu hi ham kamyab hain
          • #6 Collapse

            Re: Long time trading and Short time trading

            Long taime trading my bhot zeada balance hona chiya hamary oas our ham jb kam krty hy to us my phr loss acept kr y ki henat honi chiya kio k us my kafi taime ham w8 krty hy itna taime trade ooen rakhty hy us k bad bhi agr ham ko loss ho raha ho to ham acept nai krty hy our ling taime my sport resistance our thred malom hona chiya
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Long time trading and Short time trading

              Ji brother long term trading k liye ap k pas balance ka bhi zyada hona zruri hai or isme lot soze bhi bhut kam rkhni chahye kyn ki yeh choty lot size pr bhi bht zyada faida or nuqsan deti hai jab k short term m lot size hum bari rkh skty hain or yeh candlestick patterns ko zyada follow krti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Long time trading and Short time trading

                Trading ki 2 terms hain short term and long term trading Jo k ap apnay capital k hisaab se manage kar saktay hain with small account long term trading karna ziada benefited nae hota small aconut se ap small lot size k sath short term trading karein kuen k small capital p long term trading karnay mai hamaray account p risk reward ratio barh jaati hai and long term trading k lye ap big account k sath risk le saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Long time trading and Short time trading

                  G Dear apne bahut achi bat ki hai acha samjhaya hai apne aesi post kia karen ta k newbie ko learning k moka mil sake aur wo pakforum k plateform se acha faida hasil kar saken aur wese dear hamen short trading karni chahiye qk hamara capital kam hota hia is lye zyada risk nahi lena chahiye long time main aksar trades phas jati hai aur tention hoti hai aese main
                  • #10 Collapse

                    Re: Long time trading and Short time trading

                    hamy ache learning ky bad market ky rules ko follow karty howe long time trading karne chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Long time trading and Short time trading

                      forex mai hamy long time trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex trading students ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Long time trading and Short time trading

                        forex mai long time trading ky liye hamara knowledge best than best hona zarore hain pher he hum acha earning hasial kar saky gy forex aik real business hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique or legal business ban cuka hain or yai pakistan mai legal ban cuka hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X