First day of week ko forex market slow kiun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    First day of week ko forex market slow kiun
    Monday wale din yani kay first day of the week market is liye slow hoti hai kyunki us time puri duniya mein market open nahi hoti to jonhi wo ahista ahista tamaam countries mein open hoti hai to usi hisab se market mein tazi aa jati hai means ke yeh kaha ja sakta hai k monday wale din shaam ko market kafi tez hoti hai..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: First day of week ko forex market slow kiun

    Jab market reopen hoti hai weekend per close rehny ky bahd tou her pair main positions bhi redecide hoti hain jin ko adjust hony main kuch time laga hai tou isliay monday ko market main movement bahot kam hoti hai lekin next weekend ky jitny days remaining hoty hain un main market ki movement normal bhi hoti hai aur tez bhi
    • #3 Collapse

      Re: First day of week ko forex market slow kiun

      Dear brother apki bat bilkul theak ha monday walay din jb market open hoti ha to trade movement kafi slow hoti ha keun k 2 chution k bahd adjustment mn thora time to lgta ha lekin jaisay jaisay time guzrta ha movement bhi taiz hoti rehti ha apko chayay k apni trading strategy ko behtr kren ta k trade ko profitable bna sken
      • #4 Collapse

        Re: First day of week ko forex market slow kiun

        First day ko aesa hota hai ky market slow hoti hai lekin ham jin kam balance kam hota hai aesi situation main hi trade ker ky ham profit hasil ker sakty hain ky agar fast movement ky time ham market main apna order put ker lety hain tou ho sakta hai short time main market ki bari movement hamari open trade ky against ho aur hamara account hi wash ho jaey
        • #5 Collapse

          Re: First day of week ko forex market slow kiun

          Jab market monday ko open hoti hai to waqee bahut slow hoti hai. Lakin ap dekhein ky din 11 ky baad market mein movement shoro ho jati hai. Shoro ky time mein market apni position sambhalti hai. Broker bhi is mein involve hoty hain wo dekhty hain ky ab market ko kis traf le jaya jaye.
          • #6 Collapse

            Re: First day of week ko forex market slow kiun

            Dear market weekend kay baad open hoti hai tou thori slow hoti hai lakin sham tak market mein tezzi aa jati hai iss lye aap market mein kaam kertay rahain aur aap dekhain gay kay chand ghantoun kay baad market mein aap ko bahut tezzi nazar aye gi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: First day of week ko forex market slow kiun

              Forex market hamesha haftay kay pahele din slow hoti hai aur doosray din market ki position theek ho jati hai iss lye pahele din trading sae aksar trader bore ho jatay hain lakin aap ko slow market sae profit zayada ho sakta hai agar aap analysis ker kay market mein trade lagain tou

              اب آن لائن

              Working...
              X