Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.
    Dear forex members , har insaan ko zindgi mein mushkil halat ka samna karna padta ha jis koi b waja ho sakti ha koi family ki preshani, koi bemaari koi b masala ho jata ha , aise mein insaan aksar preshan hota ha uske sochne aur samjne ki salahiat kafi disturb ho jati ha, isi liye forex mein aik acha trader banane k liye zarori ha k aap kisi b preshani aur stress ki halat mein trading bilkul na karain , balke kuch waqat intezaar kar lain aur jab apne aap ko relax mehsoos karain to phir hi trade open karne ki koshish karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

    Stress aur preshani Mai trading karna bohot he ziada risky ho jata ha. Iss liye trading Say pehly koi b stress aur preshani ho tu phir iss trah k time per trading ko avoid karna behtar ha , kion k traders k liye kafi best rehta ha k woh trade he na Karin tu inn ke investment b Mahfouz rahy gee aur loss ke sorat Mai mazeed stress say b apny app ko bacha kar rakh sakin gaay .
    • #3 Collapse

      Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

      G bhai apnay theek kaha hai k jb ap ko stress hu ya ap thakay howay hu ya apka dill nahi chaha raha hu to zabardasti trading na karen bul k aram karen q k zabardsti trading karnay k lie pehlay apko analyze karna parega or ap stress mai hugay to 99% chance hai k ap market ko accurate analyze na kar sake o rulta ghalat analyze kar k trading karden jisse apko bhari nuqsan uthana parega to behtar hai k trading usi time karen jb ap fresh hu
      • #4 Collapse

        Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

        G jb ap fully stress ho or kse b tension na don't trade on market kun ke tension Ke waja sa factors am involved Ho jaty like
        1# ap ka focus David Ho jata ap chart ko analiyz nae kr sakty
        2 tension Ke waja ap trader PA entry point or exit point mind mix ho jata hy
        3 tension Ke jasa ap treading setup loss Kr jaty Ho risk reward ratio ko carry nae kr sakty
        4# tension Ke waja ap market sa reveng laty ho apni loss krty ,
        So jb tension na no treading
        • #5 Collapse

          Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

          g ah ap bikul thik keh rahy hy men ap ki is baat se mutamain hun stress or pareshani ki halat men trading ni karni chahiye is se hamy buhat nuqsaan bhi ho sakta hy kiyun k is waja se ap ka dhayan nhi hota or ap ko nuqsaan bhi ho sakta hy is liye hamy chahiye k hm stres or pareshani me trade na kary ta k hamy kisi bhi kisam ka nuqsaan na uthana pary
          • #6 Collapse

            Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

            market main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forum main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum sucess hon aur mind ko fresh kar k hi hum achi trade kar k hi hum trade kar k hi hum achy say trade karin gay aur market main bi mind ko fresh kar k hi hum achy say trade kar k hi hum trade kar k hi hum trade kar k hi hum suces shon
            • #7 Collapse

              Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

              stress mind par lena nai chahye is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain apni har zrroat ko pora ka rk hi hum trade kar k hi hum trade karien gay aur hamain is forum main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main bi trader bannay say pahly earn ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Stress aur Preshani ki Halat mein Trading na Karain.

                forex aik unique bsiness hain hum is mai stress free ho kar kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik international business hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                "The mind is everything, What you think you become"

                اب آن لائن

                Working...
                X