Forex mein shortcut na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein shortcut na lain
    Forex mein new comers zayada time shortcut kay chakar mein rehtay hain aur mera mashwara yeh hai kay zindagi aur soecially forex mein shortcut kaam nahin atay aap ki kamyabi ka wahid rasta mehnat hai aur mehnat kay beghair sawaal hi paida nahin hota aap ko kamyabi milay iss lye time na zaya kerain mehnat wahid kamyabi ka zaryea hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein shortcut na lain

    Yes dear agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ais mai ap ko learning kar k aus k baad ais market mai aik plan k sath kaam karna pary ga tab ap ko ais mai kamyab ho gi kun k ais market mai agar ap aisy hi kaam karo gay to ho sakta hai k ap ko ais market mai loss ho jaye ais liay agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to jo tareeka hai aus k hisab se learning karo aor practice kar k kaam karo to kamyab ho gay short cut se loss ho sakta hai aor ap ki investment ais mai zaya ho sakti hai ais liay short cut se bachy.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein shortcut na lain

      Forex mein shortcut lena theek nahin hai iss sae humesha loss hi hota hai tou aap ko chahyea kay forex mein agar forum per kaam ker rahay hain tou forum kay rules kay mutabiq kaam kerain aur agar tradimg ker rahay hain tou insta kay rules ko zaroor follow kerain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein shortcut na lain

        Ap ki ye bat theek hay k aksar log aese hote hain jo k koi bhi kam karte hain wo short cut k chakar main rehte hain k hum kam waqat main zada earning kqr lain tou aese log kabhi kamiab nai hote aur na hi kabhi acha profit earn kar sakte is liay hamesha sabar se kam lain aur soch samjh kar trading start karain kabhi jald bazi se kam na lain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein shortcut na lain

          Forex treading ma wasy short hy koi b nae ,,but jo logo signal la kr short cut sa treading krty wo humsha loss krty hain ,,,kun kse banda Ka trading setup koi copy to kr sakta hy but carry nae kr sakta Hr trader ke apni soch hoti hy,,, Kab trade lana kb exit hona,,, apna trading setup hoti hy so don't take short cut like signal hard work Kro practice ko learning Kro or earning Kro forex is the best
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein shortcut na lain

            Forex trading business mein koi short cut nhi hy aur new trader ko bhi short cut ka nhi sochna cahaiye forex trading business mein hum tab hi kaamyaab ho saktay han jab hum mehnat aur hardwork karain gay kiok mehnat aur hardwork k baghair forex trading business se kuch hasil nhi kar saktay han mehnat karain gay tu learning knewledge aur experience hasil kar saktay han tab hi kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein shortcut na lain

              bilkul forex me shortcut nahi laina chahiye k shortcut me loss hi hota hai lehaza ap sub ko chahiye k shortcut se bach kar working kare or ye bat to senior member bhi kehte hain k forex trading me shortcut na lain ku k shortcut se bohat loss hone k chances hote hain or yad rahe k sirft shortcut hi nahi balke ap ko gambling wagera k chakar se bhi bach kar rehna hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein shortcut na lain

                G bhai apnay theek kaha hai short cut usi time len jb apko bhut zarorat hu q k short cut sirf short time k lie hi hota hai liken mjhy pata hai jo ek dafa market mai ghus jata hai wo kbhi bhi short term nahi sochta use long term hi sochna acha lagta hai, to long term k lie apko kbhi bhi greed nahi karni or na hi patience khona hai bul k sabar say kam lena hai ab khud sochay k ap 0.01 lot size say apnay 100$ ka account berha berha kr 1000$ tak le jai or shortcut marknay k chakar mai 100$ k account mai 2 ya 5$ ka lot size select kr k trade karlen or apki trade loss mai chali jai to apko ek sath hi itna loss huga jitna apnay 1 year mai joor jor kar apna account 1000$ tak le gai thy so please shortcut say bachay or dosro ko bhi bachai thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein shortcut na lain

                  Forez main shortcut nai lany chay kun k shortcut lainy say inshan ko ager arzi toor per loi faeeda ho bi jaata hay laken iss say na sarif oosay kabi kamyabi nai malty balky woo nakami k safar per chal parta hay jis ki waja say woo kabi kamyab nai ho sakta.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein shortcut na lain

                    forex mai short cut method sy kam karny walo ke koi jaga nahi hain jo log is tarha sy kam karty hain unhy loss hota hain is mai market ka koi qasur nahi hota hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein shortcut na lain

                      Bilkul bht se new comers aisay hain jo shortcuts k chakkar main rehtay hain lekin forex main shortcut ni chalta sirf app ki mehnat hi app ki kamyaabhi ki zamanat hy shortcuts kisi aam cheez main chaltay hain forex aik worldwide business hy is main shortcuts bilkul ni chal saktay
                      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                      Please visit my trading journal from here
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein shortcut na lain

                        g sir ap ne thekh kaha hai kee hm ko as main yani ham ko forex trading main short cute nahi lena chahiy haiq k agar ham a smaion short cutes ;len gee tu ham ko as main loss bhi ho skata hai aor ham as main loss ki waja se hm as main kam nahi kar ske gee as liy ham ko as main short cute nahi lena chahiy hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein shortcut na lain

                          short cut rastaa istamal karny say insan hemsha dhokay ma rehata hai ar loss ko bear karna parata hai is. leya hemsha long term way istamal karin jis ki waja say ap bohat kamyab hoo jaty hyn
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein shortcut na lain

                            G bilkul kuch new traders jo forex ko join karty he ziada profit earn karny ki try karty hain dosray words main ap aisy keh sakty hain wo short cut k chakar main hotay hain to brother forex main short cut nahi chalta ha agar ap trade main jald bazi kariny gay to ap ko loss ho sakta ha brother trade k liay ap ko experiance ar knowledge ki zarort hoti ha jo short cut say nahi ata ha waqat k sath sath increase hota jata ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein shortcut na lain

                              forex mai short cuts ko avoid karna zarore hain pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai agar kam karty howe market ky rules ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka kai qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X