Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na hon
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na hon
    Achi trade ke opportunity ke liye aur achy trade setup k liye aksar kafi time wait b karna parh jata hai . Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate nai hona chaiye . Ager iss time per trade frustration ka shikar hon gaay tu woh pressure Mai bohot ghalt trading kar k loss b kar sakty hain .


    Iss liye aik opportunity miss b ho jiye tu frustrate hony k bajay nai trading opportunity ka wait karna behtar rehta ha .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

    Yes dear agar ap ko ais market mai kafi time tak koi trade na mily aor ap aus k baad ais market mai dekhy k ap ko ais mai koi trade mil rahe thi magar ap ne aus time ais mai entry ni li thi to aus mai ye hai k ap ko pareshan ni hona chaye kun k ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ap ko pata hona chyae k ais market mai ap ko trades milti rehti hai aor ap ais mai time lagye to ap ko ais mai moky milty hai jin se ap faida autha sakty hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

      Well ap ki bat theek hay humain rizq wohi milta hay ko humaray naseeb main hota hay na us se kam na zada so agar hum se koi achi trade miss ho jay tou humain paresjan nainhona cahiay balke wait karna cahiay achi trades ka ho sakta hay humain next is se achi trades mil jay is liay trades miss hone par pareshan nai ho aur pareshani main koi galti kar k apna loss nai karain
      • #4 Collapse

        Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

        Forex trading ma unlimited pair hain trading k leya if some good chance miss Kr jaao tu don't loss hard or agusted mat hona it's to much big market find next one wait for best Kabi b trade ko centr sa catch mat krna kse time market swing Kr skti hi or ap loss Kro so wait and take good entry
        • #5 Collapse

          Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

          Trading mn hr jaha trade ki opportunity milti rehti h. Agr sell mn miss ho jay to buy ko daikh lain. may bi us mn aur bi achi move mil jay. Lakin kbi bi khud ko tension mn rakh kr trafe na krain q k aisi.trades hi loss ka sbab bnti hn. Jb tk apko market ko analyze krna ata h, trade krna koi mushkil kasm ni h
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

            g ha ap ne buhat achi baat shair ki hy agar ap ne kafi weight ke baad achi trading ki hy or ap ko is men apportunity na mil saky or ap is ko mis kardy to ap ko is men pareshan nahi hona chahiye kiyun k isse ap ko or loos bhi ho sakta hy ap ko chahiye ka ap is men mehnat se kaam kary gy to hi ap ko opportunity zarur mil saky gi or is men ap ko frustrate bilkul nahi hona chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

              Yes ye to sahi kaha k ager ham kafi time tak achy trade ka wait karen r phi wo bhi miss ho jay to frustate to ho hi jaty hain lakin is ka koi faida nahi so apna qeemti time zaya kiye bager kisi r trade main acha entry point find kerny ki koshish karen markete ko watch kerty rehna chahye is se hamy trade main acha entry point mil jata hai r acha entry point milny per foran se trade open ker deni chahye r kabhi bhi pairs ki movement ko dekh ker trade na lagaen hamesha achy analyse k bad hi trade open karen
              • #8 Collapse

                Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

                forex aik best bsienss hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai amount be invest kaar saktuy hain hum is mai bager balnce account bana ar be kam kar sakty hain hum is mai agaar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ba forex paksitan mai legal ban cuka hai n hum is mai apne maarze sy time table bana kar kam kar skaty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

                  Gee han app ke bat darust ha agar hamain trading main chance milay ro hum us chance ko miss kar dain to hamain dil chota karny koi zarorat nai ha agar forex main or bhe bohat saray pairs han app un main trade kar sakty hain agar hum dil har jain gay to pher is main hum kmayab nai hon gay lahza asbar or mahant sa kam lain or dil laga kar kam krain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate na

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Achi trade ke opportunity ke liye aur achy trade setup k liye aksar kafi time wait b karna parh jata hai . Kafi wait k baad achi trading opportunity mily lakin miss ho jiye tu frustrate nai hona chaiye . Ager iss time per trade frustration ka shikar hon gaay tu woh pressure Mai bohot ghalt trading kar k loss b kar sakty hain .


                    Iss liye aik opportunity miss b ho jiye tu frustrate hony k bajay nai trading opportunity ka wait karna behtar rehta ha .
                    Ap nay sahi kaha forex trading main hum achi entry points find out karnay k liay bohat time mehant kartay hain aur mehnat say talash kartay hain aur aesay main agar wo opportunity miss ho jay to kafi saray traders ghalti kar jatay hain aur ghalt trading kar jatay hain frustration main, es liay agar aesy entry points jin ki hamain tlash thi wo miss ho bhi jain to frustration main nai aana chahiay aur sabr karna chahiay aur mazeed mehnat kar k mazeed mehnat karain aur koi aur achay entry points find out kar k trade karain ta k faida ho, frustration main ki hoe trade loss hi deti hay.
                    If you work hard no body can stop you from success

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X