Money management ki kuch tips

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management ki kuch tips
    Money management ki kuch tips myn iss trade myn zikar karnay jaa rahi hun or wo tips durj zail hey:
    1.apny risk ko calculate kareyn agr nafay kay muaqay kam heyn to trade na kareyn.
    2.stop-losses ko istemal karyn.
    3.Tilt pey trade na kary
    4.Trade katy waqt realistic hona chahiysy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management ki kuch tips

    Trading krnybmy hhot sari baty dykhni hoti hy ham ko agr ham kuch bhi bech my mis kr dyty hy to us ki waja sy ham kamyaba nai ho paty hy ham ko kamyab hony k liya bhot zeada kam krna hota hy apny ap pr bhot zeada mhnat krni hoti hy jb ham ya sab chezy countrol my rahy apny ap ko bcha k rakhy lalach dy to bhot acha profit ham kama sgty hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Money management ki kuch tips

      Forex trading market main agar ap ne kamiab hona hay tou us k liay boht zarori hay k hum money manegment k sath kam karain kiu k us k bagair humara account save nai rehta aur na hi hum save trades kar pte hain is liay jab bhi koi trades open karain hamesha money manegment k k sath karain take save reh sakain
      • #4 Collapse

        Re: Money management ki kuch tips

        Yes dear trading me agr ap chahty hain k money ko manage kryn or trades ko sath sath chlayen apny capital k mutabiq and also zyada loss ko prevent krna chahty hain to apko chahye k kabhi bhi confusions me trades na lagayen jb tk ap puri situation or indications ko jan nah lyn tb tk risk na lyn or sabro tahamul se kam lyn.
        • #5 Collapse

          Re: Money management ki kuch tips

          Bhai Jaan MoNey ManageMent k liye HameN ChaahiYe K trade lagaany Se PeHLay maRket Ko achi taRha oBseRve kiYa JaaaEy Agar maRket Hamary FaVlur main Ho to Hii Trade Lagaani chaahiye WaRna nahi lagaani ChaahiYe...isKe iLaaawa Kam Lott siZe se trading KaRni ChaaiYe Taalay agar koi Loss ho bhi Jaaey To kam AmoUnt Main Ho Or EasiLy ReCoVer kiYa Jaa Saky...
          • #6 Collapse

            Re: Money management ki kuch tips

            apnay kuch points bht khoob btyee kuch ki smjh nahi arhi mjhy tou mei apnay nazriyaa pay yeh kahou ga kay - money mangment mein sb sy ehaam hotaa hy risk kou aik percentage denaa maslan sirf total equity ka 1% risk lenaa - agerr hm ic trah e risk lei tou hm apni equity kou ziada derr tk chala sakty hei aur stoploss ka istmaal nehayat zrori hay
            • #7 Collapse

              Re: Money management ki kuch tips

              Aap ny thek kaha h aur mien as baat s ap k sath agree kerta hon mien as mien ye kerta hon k mien as mien jab b trade laro ga tu mien as mien her bar money management zaror karo ga aur mien as mien us waqt hi trade karo ga jab mien as mien ye jan loga k mien as mien acha trader ban chuka hon mien abi as mien seekh raha hon aur mien as mien mazaeed seekhna chahta hon.
              • #8 Collapse

                Re: Money management ki kuch tips

                Money managmntt bht he zarOrii haii agaar yeh sahee se nhee hOgee tO accnt pura washh ho jaii gaa aur dObara see kaam shuru krnaii meiin mushkill hOtee haii...us k liyer hmaiin chahiyaii k riskyy trades na lgaiinn.....aur kohshish k stop loss k istimal ko yaqeeney bnaii ta k hmaiin nuqsa kam se kaam hO
                • #9 Collapse

                  Re: Money management ki kuch tips

                  hamy ache money management kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain is mai money management ke bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex ko hum apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management ki kuch tips

                    forex main money management ki bohat hi ehmiyat hain hamy apny experience or knowledge ky mutabiq set kar ky forex main kam karna chahey pher hi ham forex main kamyab ho sakty hain forex aik asa business hain jis main ham apni marzi ky mutabiq kam kar sakty hain yai dunya ky bary bary mumalik samil hain or forex pakistan main be legal ho cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management ki kuch tips

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarahnawaz پيغام ديکھيے
                      Money management ki kuch tips myn iss trade myn zikar karnay jaa rahi hun or wo tips durj zail hey:1.apny risk ko calculate kareyn agr nafay kay muaqay kam heyn to trade na kareyn. 2.stop-losses ko istemal karyn. 3.Tilt pey trade na kary4.Trade katy waqt realistic hona chahiysy.
                      Acchi trading karne ke liye money management karna bahut jyada Jaroori hai agar Ham money management Karke trading Nahin Karenge To Kabhi De successful trading nahin kar Sakenge aur trading Kar Ke nuksan Hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management ki kuch tips

                        g han asa he ha dear main aop k bat sy itfaaq karti hu humain trade karta waqat humesh sabar karna chaiye humain chaiye k hum jaldbazi na kariye humain sabar karna chaiye or trade karta waqat jazbad main aa kar koi trade nhi karni chaiye iss sy hum apna loss he karwatye hain humain chaiye k hum trade karta waqat apni mind ko humesha positive rakye iss sy hum achi trade kar saagtye hain humian calculate kar k sari galtiyoo ko phir working karni chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management ki kuch tips

                          Money manigmint ki koi tips nai hy money manigmint ki waj sy ham save rwhty y our ya ayk hi rol hy is ka k hagr hamara account 100 doler ka ho to us pr hamko 0.01 ki trade 200 ka balanace ho to us pr ham ko 0.02 ki trade esy hi ham ko trade krni chiya bs our much b nai
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management ki kuch tips

                            G han brother ap nay money management ki achi tips share ki hain, agar ham en tips ko follow karain gay aur money management ko mind main rakh kar trading karain gay to hamain loss bahut kam hoga aur thora thora profit earn kartay rahen gay but market main long term tak survive kar sakain gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management ki kuch tips

                              money management ki ek sabse achi wali planning ya Hoti Hai strategy ya hoti hai ki Aap Yahan Par inflation par Nazar Rakhe market Mein money movement par Nazar Rakhe Jaise Jaise market Mein capital aayega market ki movement Yahan Par aapko speedly hoti Hui Nazar Aayegi Aap Par kam karne ke liye excitement bhi Hogi lekin aap exact position ke sath market Mein working Karenge to aap ke liye Jyada accha aur Jyada beta Hoga earning karne ke liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X