Tension walay traders kon hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tension walay traders kon hotay hain
    Assalamo alaikum sathio aaj main apko batati hon ke tension walay traders kon hotay hain,meray khyal main wo log jo forex main naye naye atay hain oar unki learning oar practice zyada nahi hoti tou woh hmesha tension main nazar atay tou meray tmam beginners ko yahi mashwara hai ke ap tension na len khud ko waqt den forex sekhna ka oar mashq ko jari rakhen aik din aye ga ap forex ko bhot achay say selh len gay oar yahi chez apki tension ko khtam karay ghi tou ghabranay ki zrort nahi bus kam kren oar mehnat jari rakhen ap aij din zror kamyab hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tension walay traders kon hotay hain

    tension wale traders wo hote hain ho k thora sa loss hone pe bhi preshan ho jate hain hur wo apni trades ko achay tareqe se run nhi kr jate hain
    market men thora bahut loss to ho hi ho jata hai but hamen ziada tension lene ki zarurat nhi hai hamen always sabar se kaam lena chahiye q k sabar se ham bahut hi best kaam kr pate hain
    • #3 Collapse

      Re: Tension walay traders kon hotay hain

      apki bat bilkul theak ha forex trading mn new trader bahot tention letay k kahen loss na ho jay keun k aik to woh trading mn new hotay hn un k pass trading knowledge naen hota aur na he un k pass achha experience hota ha aur woh tention mn trade krtay hn aur loss kr detay hn meray khial mn sb doston ko tention free ho kr trade krni chayay tub he kamyabi mumkin ha
      • #4 Collapse

        Re: Tension walay traders kon hotay hain

        g bilkul apny thek kaha hai tention waly traders woh hoti hai jo choti say loss say tention mn aa jaty hai new traders ko zaida experince nhi hota is waja say wo bat bat pay tention lety rehty hai un ko chayi wo sabar say kam lay or tention free ho ker work kery is say or koi bhi diisturab na ho or learning krty reht us say jo experince mile gay tb achy say work kry sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Tension walay traders kon hotay hain

          Tension walay wo trader hotay hain jo forex ko study kernay ki baajey direct hi trading kernay lagtay haain aur un ko ye bhi pata nhi hota kay trade lagani kaisay hay. aur jab wo trade laga letay hain to phir tension say un ka bura hal hota hay. aur tab tak wo tension main rehtay hain jab tak wo apni trade ko close nahi ker letay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Tension walay traders kon hotay hain

            g han bhai jaan as mainyany forex trading main jo bhi tention krta hai wo kabhi bhi a main kamyab naho ho sakta hai aor us ka sehat bhi kghrab ho sakt hai as main ham ko kabhi bhi kisi bhi time nko ham ko tenntion nahi lena chahiy hai tu hi ham kmayb hai as main se earning kar sake gee
            • #7 Collapse

              Re: Tension walay traders kon hotay hain

              yse sir as main jo trader bhi forex trading main tesion karta hai tu kabhi bhi as forex trading main kamyab nahi hopsakta hai as main ham ko dil aor semagh se kam karna cahhiy hai q k agar as main acha bonus hasil karna hai tu ap ko aesa karna ho gaa as main ham ko ache se kam karna chahiy hai
              • #8 Collapse

                Re: Tension walay traders kon hotay hain

                agar hum tension lay kar trading karen gay to hum market main achi trading nahi kar sakty es liye humay chahiye keh mehant karen kyun keh mehant kar kay sabar say kam karnay main he faida hota hay sab say aham baat time dai kar seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay market main
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Tension walay traders kon hotay hain

                  forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai jin traders ko loss hota hain wo perishan rahty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Tension walay traders kon hotay hain

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain or ham is main learning ky sath earning be haisl kar sakty hain jab ham is main bager experience or kniowledge ky is main kam karty hain to hamy loss ho jata hain or is main arket yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai online ki dunya main aik king business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Tension walay traders kon hotay hain

                      Dear friends tension valy trader wo hotay hain jo money managment k sath rah kar trade nahe karty aur tension may a k over trader karty hain es leyh hum ko caehyh k jo be trade karin to bhair tension k karin ta k hum ko zada burden na paray
                      • #12 Collapse

                        Re: Tension walay traders kon hotay hain

                        Friend ap nay sahi kaha hai,aapne thi kaha ha sir. naye logo ko demo trading karna chahiye. demo confidence barhata ha.specially experience bhi barhata hai.agar experience and confidence na ho to trade kaisa kia ja sakta ha ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Tension walay traders kon hotay hain

                          Dear member tension wale trader hi hote hain Jo market ko bagair analyses kiye trade Lagate Hai Jiski wajah se Unhe loss hota hai aur woh tension Mein Aa Jaate Hain agar aap Chahte Hain ki aap kabhi bhi lao na Karen aur tension mein trading na karen to iske liye aap ko chahiye kya aap market Kochi Trance analyses Karke free trade Laga Hai Is Tarah aap accha profit Kama sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X