Money Management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Money Management

    g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen is ke liye kuch alag hi sochna chahye wo ye ke hamare pas agar mony kam he to hamen chahye ke ham apna trade open karne se pihle lot size ko bhi apne mony ke hisab se set karna chahye q ke agar mony kam he aor lot size big he to is me hamra account wash bhi ho sakta he bhai jan me ap ki is bat se agree karta hun....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Money Management

      forex main money mangment bohut he zrori hai kyun k iss k bagair ap kabhi bhi professional trader nahi ban skaty hain money mangment k bgair aj tak koi bhi trader nahi success ho sakta hai forex main expereince waly log bhi isi leay loss karty k wo money mangement ko nahi use karty hain jiss sy unko loss hota hai,.
      • #18 Collapse

        Re: Money Management

        Money management main trader ko yeah dekhna perta hay kay us nay kitnay percent per risk lena hay. que ky trading risk hay. aur ager trader ka risk utna ho jata hay to wo trading chor deta hay aur apnay plan kay mutabiq ya to wo forex trading ko dobara say seekhta hay aur ya phir senior ki suggestion leta hay aur apni mistakes ko door kerta hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Money Management

          money management best ho ge to he hamy forex acha profit dy ga forex mai hamy kabe be bager learning ky tukky baze sy kam nahi karna chahey q ky hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band nahi ho sakta is mai hamara koi boss nahi hain

          اب آن لائن

          Working...
          X