Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?
    Hamara tp aur sl ko kis ratio py hona chahiya. Aksar sl hit kar jata hai jb k us ky baad market ki movement hamary profit ki taraf hojati hai lakin trade close ho jati hai loss ky sath. To hamra tp aur sl ko kaisay set kiya jay....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

    stop loss how take profit ko hum market khel levels ke mutabik set karte Hainhum jab market ko analyse karte hain tab hum market ke support and resistance area ke high ya low k ooper ya neeche apne Stoploss aur take profit lagate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

      forex trading me stop lose or take profit ka bohat zaida role hai hum apna stop loss or take profit kaise rakhe? waise tu hume apni trade is tara leni chahiye ke hamra stop lose kam or take profit zaida hona chahiye stop loss lagane ke kafi tariqe hai ap ATR indicator ko use kar sakte hai stop loss lagane or take profit ko lagane ke liye is se ap ka faida hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

        Dear forex member jb hm trade open karte hain to hum hamesha usme take profit or stop loss lagate hain trade lagane se pehle hum bahut ziyada malumat hasil kartay hain forex trading se mutaliq ke market kis side pe move karti hai jis side pe hamara mind kehta hai ki market move karegi ham us side pe TP lagate hain for example agar hum TP 100 pips lagate hai to hame 50 pips stop loss zaroor lagana chahiye kyunki market hamesha aysa nahi hota ke 100 plus pips market ek side pe hai move kar jaye..
        THKS
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

          hum ko chahye ke hamehsa apna SL big rakhan and apna TP small rakhan as se hum ko acha profit hota hye agr hum apne tradeing me khud se lalch ko end kr dain to as se hum acha earn kr sakte han aksar dekha gaya hye ke log apna TP big rakhete han and SL small to as se hamra SL he hit ho ga as leye achi ponit pr entery le jaye
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

            Bhai stop loss or tp duble ratio k hisab se lgana chahye i mean agr ap stop loss 40 ka lgaty hn to tp 20 adjust krna chahye market trend ko analsys krty huy.agr ap SL kam rkhen gy or profit ziada to wo SL ko pehly hit kr jata h
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

              Apka risk and reward ratio minimum 1:2 hona chaiye agr ap ko is se kam reward mil raha hai to trade na lain . q k koi faifa ni hai agr ap risk or rewad same ratio mein le raye hn. main to yehi recomend krta hu k minimum RR Ration 1:2 honi chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

                stop loss ko humay analysis kay mutabiq he set karna chahiye agar hum theak say analysis karen gay to he humay pata chalta hay keh stop loss ko kahan set kea jata hay agar hum esko theak say set kar kay trade karen gay to hum risk ki ratio ko kam say kam kar sakty hay aur market main earning bhi achi kar sakty hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

                  forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy is main stop loss ko laga kar market ko achy sy learn kar ky is main apny balance ky mutabiq amount invest karni chahey pher hi ham is main loss ys bach sakty hain or acha profit hasial kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

                    g haan bhai jaan hame as main har trade main stop loss aor take profit ka istmal karte rihna chahiy hai aor aor ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko an khass chezo ko bhi istmal karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab hasil kar sake gey aor ham ko chahiy hai kee agar as main trading main kamyab hona hai tu ham ko as main bohat hi zyada as main an dono ka istal karna ho gaa tu hi ham as main asani se propfit hasil kar sake gey aor ham as forex trading main aik bary losss se bhi bach sake gey as lity ham ko an dono ka istmal karte rihna chahiy hai agar as main kamyab hona hai tu aor agar as main kamyabi jaldi chahte hon tu as main trading bhi ache se karo
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

                      forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain is mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss aur tp ko kis ratio sy set kiya jay..?

                        hamy capital ky mutabik stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze suy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X