Fundamental Vs Indicators Vs Experts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes jo robots hote hen usme ham ne koi analysis nahi krna hota or woh sab technical analysis par bane hue hote hen or iske sath jo indicators hote hen woh bhe ham ne khud hi test karna hote hen or samjna bhe khud hi hota he ke kab or kis wakat ham ne trade karni he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      well, i am new in forex so is topic k bare mein mujhe itni khas knowledge nahin he, ap ye senoir and porane members se poch k kar sakte ho... :)
      • #33 Collapse

        fundamental analysis hote hain jin se ap boht kuch sekh sakte hain aur indicator hote hain jin se ap ko is main trade lagane main help milti hai aur ap is ko phir achi tarhn sekh sakte hain
        • #34 Collapse

          i think both are quite important ,fundamentals help in the beginning of trade while technical helps you at any U-TURN that market takes at sudden.
          • #35 Collapse

            forex trade k baray main lakin sekhne ki koshish main laga hua hoon jald he kissi bhe ek ko choose kar lo and us main he grip and information collect karain
            • #36 Collapse

              have any idea about this issue because main to abhi yahan pe new hoon zada kuch nahi janta forex trade k baray main lakin sekhne ki koshish main laga hua hoon jald he sekh jaoga aise topics se or jo members answer karte hain unse bht he informative topics hote hain or answers bhi.
              • #37 Collapse

                forex main kaam akrny k liye aik expert ko fundamantal analsis karna hota hay isky baad hi ap is main market ko follow kar saakaty hain or is main kaam kar k earning kar skaty hain asani say so apko analysis karna hota hay is main
                • #38 Collapse

                  You asking the three question in a thread. I think that we are work the market according to the fundemental and apply the indicators. I hope that we are perform the good.
                  • #39 Collapse

                    I consider technical analysis as the mos important thing in forex because it allows you to trade at micro level and you may scalp or make intraday trading. However for long term trading one has to go with fundamentals. EAs are only a bunch of crap.
                    • #40 Collapse

                      markets ko analysis karna humare liye bhot zarori hota hai kiu k is tarha say hum easily trade kar sakte hai and jis mai hum humay 2 tarha ki analysis karni hoti hai aik technicaly analysis hoti hai and dosri fundamental analysis or is k saat hum indicators say b trading kar sakte hai jis mai humay trading signals milte hai
                      • #41 Collapse

                        humain indicators ko use karna ho ga jis say humain market main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr humain practice kar kay kam karna ho ga to earning hasil h gi
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #42 Collapse

                          forex trading main humay fundamental analysis karty rehna chahiey kyun keh agar hum aanlysis kar kay trade karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur esmain kamyab ho sakty hay
                          • #43 Collapse

                            forex main meri observation k mutabik jo technical analysis market show ker rahi hoti hai us main movement bhe us k mutabik hoti hai humean us main achy analysis ker k acah profit earn ker sgty hain
                            • #44 Collapse

                              Fundamental,indicators, or Expert advisors 3 alag cheezay hai or inka 1 doosray say koi link nhi hai Q k fundamental trading newses pay ki jati hai ismay indicators nhi miltay hai trading k liye or expert advisors b technical base pay hi trading krtay hai inka b fundamental newses say koi link nhi hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Fundamental analysis best analysis technical bhi bahut best analysis hai aur agar aap expert Serie training Lelo Aap Ke Liye Yeh Dono analysis karna bahut Yaseen Ho Jayega aur haan bahut jald market ko Samajh Kar aur Trends ko phone karke market mein trading se Prophet Hasi kar sakte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X