Greed.. Emotions... Trading psychology not in Demo account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Gee mery bhai ap demo account mai greedy kray ta phr real mai greedy greedy gechoti hai.es lye ap demo mai kam kray ya real mai koshish kray k planning say kam kray.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Demo account main hamari real amount involve nahi hoti aur yehi waja hy keh hamarey emotions control main rehtay hain aur greed sey bhi bachay rehtay hain. Lekan real account main hamari real amount involve hoti hy aur aur profit aur loss bhi real hota hy, jis ki waja sey hum emotional ho jatey hain aur greedy bhi ho jatey hain.
      • #63 Collapse

        humain demo account ko use karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo main loss nai hota hay humain learning kar kay kam karna ho ga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #64 Collapse

          agar hum forex trading main emotions ki zad main aa kar trading karen gay to hum theak say trading nahi kar sakty so humay emotions ko control main rakhna chahieya ur esmain lalach bhi nahi karni chahiey
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: left پيغام ديکھيے
            agar hum forex trading main emotions ki zad main aa kar trading karen gay to hum theak say trading nahi kar sakty so humay emotions ko control main rakhna chahieya ur esmain lalach bhi nahi karni chahiey
            ge han bhai hmein apne trading mein emotions ka istemal blkl nhe krna he aur hm apne forex trading mein loss ko control krein aur apne trading mein ache knowledge se kam krein aur apne trading mein greed bilkul na krein aur apne trading mein acha experience se apne trading mein kamaybe hasil kr skte hien

            اب آن لائن

            Working...
            X