study vs trading in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    kisi bhi kam ko karne ke liye us ki information hona bohat zarori hota hai us ke baghair app wo kam nahi kar sakte same usi targha trading se pehle trading ke bare mai experince aur knowledge hona bohat zarori hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      g han meri nazar ma stop loss forex trading business k liya bohot zarori hai kiun k agar ap proper money manage karna chatye ho tu ap ko stop loss b use karna ho ga.
      • #723 Collapse

        dear friend forex online market hai or is ka close hony ka koi bhi time nahi hai is ley ham is per totaly depend nahi ker sekty hain is ley hamain apni study ko pora ker k other job bhi kerni chahye jis se hamain life men koi bhi problem nahi hoti hai.
           
        • #724 Collapse

          study mare khyaal man boht zarori kam hai app ko es main boht banefit hasil karna hoga tu ap es main kamayab aur ache trader ban skte ho so forex main ye boht important point hai app ko es main boht success hasil kanre hoge tu app es main kamayab hoge
           
          • #725 Collapse

            mera to khayal yeah hai k ek student ko chahiye k wo jitna time study k liye chahiye study ko de usk ilawa jo bhi time usk pas bachta hain usay forex mein lagaye isay na to study pe bad effect hoga na forex k work mein
            • #726 Collapse

              forex ko traidng ko learn karne k lye app ko study karna lazmi hay agar app study nahi kare gay tu ap partices bhi nai kar sakte je baqi app ko jesa best ho ap kar sakte hay je
              • #727 Collapse

                mare kheyal se agar ap student hay to apko jarur study ko jyada time dane caheay keuke is Forex foram may busineass sy hajar guna importent hay apki parai.keuke study se apki success nichit hay but is busineass say apki succeass seor nahe hay..
                • #728 Collapse

                  sab apni apni jaga sahi hain lekin i think so that if we want to get success in forex bussiness so we have to get much knowledge about forex and do much trading so these both things can teach us how to get success here..
                  • #729 Collapse

                    ma bhe student hon or apni studies ko bhe prefer karta hon. or forex ko as a part time use karta hon. ya business hamian boht money data ha.but ya boht risky ha. isi lye hamin forex ko part time k tor par karna chyae. but forex ko hamain samjh kar he karna chye. tabhi hum yhn earning kar sakthy hn.
                    :cool::cool::cool:
                    • #730 Collapse

                      g bhai forex sai ziyada study important hai kyo k agar hum study karay gai tu humay he faida ho ga agay ki zindagi mai aur trading k sath hum study b kar sakty hain agar hum dono kam b karna chahy tu kar skty hain but ziyada humy study karni chaye ta k agay ki zindagi mai koi nuqsan na ho
                       
                      • #731 Collapse

                        ji mary bhi study bahat zarori he us se insan main iatmad paida hota he beshak ap k pass jitna bhi paisa ho aur ap english nhi likh sakty to ap forex ko kaise smjh sakty hain aur kr sakty hain isi lay study zarori he usy ziada time dian.
                        • #732 Collapse

                          g brother student kay liya zaroore hay kay wo forex main trading karnay kay bajay zaida tar apne study ko time dain forex trading ka business katam to naie ho jata wo is ko agay chal kay kar lain gay.
                          • #733 Collapse

                            At first study then start in your trade. Because with knowledge and experience, you will make a lot of money in Forex so anybody who want's to make it in Forex must start with sound education and practice to gain experience.
                            • #734 Collapse

                              i think koi bhi student apni study ke sath sath forex trading business ko bhi easily join kar sakta hai kun ke is business main koi bhi time-limit nahen hai ap jab bhi chahey is main kam kar sakty hain is liye do no hi chezen sath sath chal sakti hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                Aik educator person kisi illetreate person se duniyan k sath behtr aur aasani se rabta rakh sakta hy. Mery khayal mein forex treading mein b kamyabi k liy study forex se b ziyada zaroori hy. Haan agr study k saat saat forex per b tuwja de jay to ziyada acha hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X