study vs trading in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    study bht important hai agr aap student hain tou aap ko chaiye pehle aap apni studies per focus kren haan aap graduate hain aur masters krahe hain tou aap isko as a part time business k tod pr krskte hain kion ye stage aesi hoti hai jisme aap bht kuch seekh chuke hote hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      mery khayal mein forex trading ke business mein kamyab or ek acha trader banany ke liye humy es ke bary mein knowledge skill or experience hasil karna hota hai.
       
      • #1158 Collapse

        Study life k her step main bht important hoti hai so aik student ko apni studies pe zyada focus karna chahiye....agar aise students hain jin k parents un k educational expenses afford nahi kar sakte wo students apni studies se free ho k forex ko time de sakte hain....wo forex se earning kar k apne educational expenses khud afford kar sakte hain aur apne parents ko support kar sakte hain....
        • #1159 Collapse

          khial ke motabiq jo ek student he us ko study ko Zia time dean Chaney Forex say ikon keh wo agr study nahen kery ga to wo forex bhi nahen ker sakita kion keh es menai jan jab ap 2 kam karte hen to on ka time table hona chahie to ap Kalmyk hon GE wees study KO Zia time den agr ap ke pass knowledge ho ga to ap forex kar sakte hen st
           
          • #1160 Collapse

            students surely ye kaam bhi ker sakte hain aur sath mai apni studies bhi kar sakte hain ye zaruri nahi hai ke kamane ke liye education ki qurbani di jaye kyun ke education aaj kal ke zamane mai bohot zaruri hai lekin students ye kaam bhi sath sath kar sakte hain chahe 1 ghante k liye hi kyu na karein lekin zarur karein
            • #1161 Collapse

              bhai jaan hme forex ko as students study se kam time dena chahiye pehle study pe dehan dena chahiye forex say kion keh wo agr study nahen kery ga to wo forex bhi nahen ker sakita kion keh es men bhi knowlege ki zarorit hoti he.hme is me zyada se zyada mehant krni chahiye
              • #1162 Collapse

                mere khayl se as a student study ko ziyda time dena chaheye but as a worker forex ko ziyda time dena chaheye q k students k liye agy bhi bht ziyda or kai moky hen kuch bhi banne k liye but wo log jo k is time free hen or un k pas krne ko koi job nai hy to wo is ko ziyda time bhi dy skty hen or is se kafi faida bhi hasil kr skty hen ......
                • #1163 Collapse

                  Forex is a good currency business.tu kahun ga kay study kay liyea kuch be choor do q kay study sub say aham hai aur is kay bagair zindagi nahi banti asisay bohat say forex ap ko zindagi men mil jain gay leking study ka time her waqt nahi.best of luck.............................................. ..............................................
                  • #1164 Collapse

                    brother mera mashwara y hai k pehly apni study mukmal karin thhen ap is business k bary mai sochy,kio is business ka aik aisa chaska hai jo agar ap ko laag gia to pir ap study nai kar pai gay pehly apni study pay concentrate karin
                    • #1165 Collapse

                      i think that study is most important than forex trading first learn about and study about the forex trading then you have to do trading with forex, it will be easy to do forex trading after getting knowledge, so i think that study is most important than trading,.
                      • #1166 Collapse

                        forex trading tu life time work ha. or study tu ek student na zaida sa zaida 25 year ki age tak karna hoti ha. os ka bad job ya business he kana hota ha.is laye ma to yahe kaho ga ka study zaida important ha. phaly study phir forex trading
                        • #1167 Collapse

                          Phele study phr Forex jb ap trading kr rhe hon to isko time dain aik mehsoos time set krain trading ke liye or study ke liye bi time.
                           
                          • #1168 Collapse

                            yar apne bat to sahi ki ha lakin forex main huma pata nahin ha ke kb tk hum cin yani ye ik juwa ki terhan hum kerty hain hum soch shmjh ke nahin kerty lakin study ka hum pata ha hum kuch na kuch bnjayn gay or achi earning bhe mumkin ha life time
                            • #1169 Collapse

                              bhai wasay to her kisi ki apni apni soch hoti hay magar mujhay lagta hay k forex ko sekhna ziada behter rahay ga kiu k is say apki life change ho sakti hay,magar study say apko zaida say ziada kia mil sakta hay aik achee job,or woh bhee gaurenty nahe hay mene to master kiye huway logon ko bhee dekha hay jo jobs ki talash mein rehtay hein,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                ewuyf gfref y opjg oytpjhyj x trdxwr b jukp hg7 v vdyt6df t v bthpyfg wsytfd6 v gvbtrohij y 65wfdwyt vifdvgjtriohy qwytdf6 vrf gtriu v iubviub niu tr yt v.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X