study vs trading in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Base on me at all times that you are in this business it is very good for you to engage your self with professional so that you will be able to learn fast and make good money at all times
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ay khyal say yeh do alag alag chezain hai so apko nahe chayeh ke aap esay aik dusaray say compare kerain kyoun ke study our chees ahi our trading our chees per aik dusray ko yeh support kertay hain yeh dono.
       
      • #453 Collapse

        ap jo bi study kr rahe ho forex trading ki study bi ap ko continue rakhni chahye lekin jo log forex trading mein zyada time spend kr rahe hai aur earning nikaal rahe hai wo phr ho sakhta hai studies ko itna time na dete ho, kyo ke studies mein apki koi earning nhn ho rahi hoti lekin ap ko phr bi continue rakhna chahye is ko
        • #454 Collapse

          dear jo study karte hain or is k sathforex main trading karte hain tio un ko apni study k sath forex trading ma bi dehan dena chahiye dear is say bi hum ko bohat kuch hasil hota hai
          • #455 Collapse

            mere khayal main ap kostudy ko zyda time dena ho ga tke ap bad main asani se learn ker ke earn ker sakoo jab ap achi learning ker loo gye to ap ko achi earning bi ho jye gi iss lye learning per zoor doo then ap achi earn ker lo gye
             
            • #456 Collapse

              forex se app ki study par koi asar nahi parta i think main jahan tak samjhta hun ye business aggr best hai kisi k liye to wo students k liye hain kun students jaldi hi cheizun ko pick kar lete hain or jald hi smj lete hain forex ko so then hi ...
               
              • #457 Collapse

                Dear aap achi tarah janty hen study or Forex ka comparison nai hy, study sy hm educated hoty hen or hamen learning ko bht kuch milta hy, or Forex sy hm earning karen gy jab hm educated hoty hen to Forex ka knowledge ly k hm is py achi trading kr skty hen, Forex acha business hy, aap study k sath sath is ko use kr skty hen aap part time Forex py job kr lain ye b best hy.
                • #458 Collapse

                  Yes brother hamein forex mein behtareen trader banne ke liye sab se zaroori ye hey ke ham ziada se ziada learning aur study karein jitni ziada hamari study hogi utni hi ziada trade mein profit hoga
                  • #459 Collapse

                    mera khayal hai forex koi permanent source of income nahi hai, ye aik risky business hai jis mai loss aur profit dono hain aur even loss profits se zada bhi huta hai is liye ap ko is ko tudies kay uper preffer nahi karna chaiye,, study kar kay ap ko permanent job mil sakti hai laikin forex se nahi
                    • #460 Collapse

                      jo students hain unko to chahiye ke wo trading se zeyada apni study mein dheyaan den ta k wo forex ke peeche par kar apna sara time trading mein hi na zaya karen balke saath saath apni study ki taraf bhi tavaju rakhen ta ke wo forex se kama kar apni study ko mazeed behtar kar saken
                       
                      • #461 Collapse

                        Meary khayl main study tou har kisi par farz hai, forex trading aur study do alag alag rastay hain, study key wajah say hum achay aur baray key pehchann kar saktay hai jab ke trading humain money day sakta hai
                        • #462 Collapse

                          I think we need to spend most of our time in study on forex. because we need a lot of forex knowledge for become success in the business. we can learn from our trades also but we need basic learning first.
                          • #463 Collapse

                            dear her kisi ko phly ilam hasil karna chaye aus kay bad kaam karna chaye agar ap sath kam karna chaty hai to sath part time kaam karty raho forex pe
                            • #464 Collapse

                              je ha ap is forex per ful time work ker akt ha per ap apni study ko zada time day tb hi ap is forex perwork ke sko ga jb ap is forex per kamay ga tb hi ap apny study k ahkrajat ker sako ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                aap ne bilkul sahi kahaa k bohat saarey loag study pe hi zor den ge lakin dear jis tarah aap ne ek wajjah btaa di k agar aap achaa kama laen ge to phir study pe q ziada time de to dear aisey hi is pe tuwajjoh dene ki b besiyon wajoohaat hon gi laikn mujey ye pata ha k aap maney ge ya karen ge wohi jo aap ka dil chahe gaa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X