stop loss ka faida
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka faida
    forex trading business mein stop loss ka buht ziada faida hy kiok jo forex trading business mein new trader wo buht bari lot size use kar k ziada profit earn karne k liye trading kartay han agr wo apni trade mein stop loss ko use nhi karain tu account buht jaldi wash ho jata hy stop loss sab k liye zaroori hy stop loss ko laga kar trading karne see buht ziada loss see bach saktay han aur stop loss se account wash nhi hota aur stop loss lazmi lagana cahaiye trade kam lot size se open karain ya ziada lot size se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ka faida

    Stop loss basic rule of forex trading,,, jin logo k account wash Ho jaty hain main reason money mangemt ke hoti or stop loss k rule ko follow nae krty ise waja sa account wash hoty stop loss humsha use kro apny up coming support or resistance k according
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ka faida

      Bhai apki bat bilkul darust h forex buisness m stop loss ko use krna chahye.is acount wash hony se bach jata h.trading m bht ziada loss se bachny k lye ye bht hi acha option h.lot size jo b lgaen us m stop loss rule zarur follow kren.
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ka faida

        G bhai apnay theek kaha hai actally stop loss k ilawa bhi mazeed updated meta trader mai mazeed rules hai jinko ap din mai ek time fix karde or order khud place huga , mean ye hai batanay ka k ahista hisat forex trading mai kafi relaxation arahi hai, stop los un k lie must hai lagana jo forex trading mai new hai ta k wo apna account wash hune say bacha sake or forex ki duniya mai survive kar saken
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ka faida

          Stop loss ap Kay account ki safety k lye zarori hai Jis ko agar ap apni trade mai use karein gay to ap ka wash nae hoga trading mai yeh assool bna main k kbi b apni koi trade stop loss lgaye bghair open na chorein and jab achi money management k bad stop loss ko ap apni trade mai LGA dain to agar ap ki trade loss mai move karein jaye to kbi b stop loss ko na barhaein blke agar hit hota hai to honay dain aksar jab gamri kisi trade p stop loss hit honay k qareeb hota hai to ham stop loss ko barha daitay gain his se he in ziada loss hota hai
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ka faida

            Forex ki market aik bohaut hi liquid market ha iss main kisi bhi wakt kuch bhi ho sakta ha market bht upar ja sakti ha ya bht neechay aa sakti ha to iss main agr aap ne koi trade lagai ho jis pr koi stop loss na ho to aap ke paison ka bht nuksaan ho sakta ha iss surat main stop loss bht faida de sakta ha aap ko
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ka faida

              STop loss ka bahoot hi bara faida hai or is jo subh say ehim faida hai wo ye hai kay ap nay ager trade start bhi kar di hai to ap nay TP ko use Kiya hai or sath main stop loss ka bhi point set kar dety hain to ap ko koi musla nahi hai...market jab bhi us point ko tuch karye gi to ap ko nuqsan kaam say kam hoga or ap befikr ho kar trading karty hai or ager ap stop loss ko use nahi karty to ap ko loss kay ziyafa choncw hoty hain..
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ka faida

                Trading mein stop loss ka buht ziada faida hy kiok stop loss ko laga kar hum trading kartay han tu is se hum apne account mein ziada loss se bach saktay han aur loss kam hota hy stop loss se account wash nhi hota aur hum ko apni har trade mein stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hy nuqsaan koi nhi hy
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ka faida

                  Stop loss ko laga kar trading karne ka buht ziada faida hy stop loss se hum apne account ko save rakh saktay han stop loss ko laga kar trading se ziada loss nhi hota aur stop loss laga ho ga tu account wash nhi hota apni har trade mein stop loss lazmi lagana cahaiye is se hum ziada loss se bach saktay han aur Kam loss ko recover kar k trading kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ka faida

                    stop loss ka fyae tu bohat hai ham ko as ka sab se bara fyada ye hai kee ye hamre acconut ko wash karne se bacha sakta hai as main ham ko chahiy hai kee ham a smain take profit aor stop loss ka istamal kare tu hi ham a smain kamyab hio sakte hain a smain ham ko dil se kam karna chaiy hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ka faida

                      stop loss ka sub sa acha faida ye ha k ap ka acount wash hony sa bachata ha our agar es ka technically use bandy ko ajaye to per es ka nuqsan ha hi nahi sirf our sirf faida ha so humain es ka technical use ana chaheye k es ki place karny ki actual point kaonsa banta ha k hum us ko uder hi place kary

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X