New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye
    New traders jo key market me trading ka koi khas expernice nahi rakty us se market ko judgement me kesi kisam ki mistake nahi karni chaye, technical aur fundamental analysis key sath expert se be trades open karny ka advise lena zarori hay, agar new traders se market ko samjny ya market ki ghalat judgment kar lety hey to un key esy orders big loss de sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

    new trader ko chayay k trade shro krnay k liay kisi senior sa pehlay mashwara kr len keun k senior log in tmam mrahil sa guzr kr experience gain kr chukay hotay hn aur apko achhi gauide kr sktay hnkeun k new trader k pass bonus bhi km hota ha un k pass ghalti krnay ki koe gunjaysh naen hoti aur achhi trh analysis ko read kr k trade lgani chayay
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

      Boss jab ham as mien kaam kerty hien tu hamain as mien judgment kerna hota h aur wo as mien mistake b kerty hien agr ham as mien mistake kerty hien tu ham as mien aim acha trader na ban sakty hien as lyee hamain as mien gaalti na kerna hota h agar ham as mien gaalti na kerty hien tu ham as mien kaam ker sakty hien aur ham as mien kamaee ker sakty hien.
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

        G aap ki yah thread intihai faida mund hy jis myn aap ny aik intihai aham nuqty ki taraf ishara kiya hey k nay forex traders ko market ko parakhnay myn ghalty nahi karny chahiyay kun forex trading myn nafa or nuqsaan ka daro midar market ko parakhnay myn hyn q k agar aik forex trader ko sahi nahi parakhtay to is ka nateeja yh nikalta hy k un ko nuqsaan uthana parta hey.
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

          New traders ko market analysis karny Mai ghalti karna tu nai chaiye lakin new hony ke wajha say traders say mistakes hona normal baat ha. Mistakes say he traders learn kar k achy traders Banty hain . Bas new traders ko chiye ke woh trading k doran mashwara zaroor lain lakin iss Kay sath tight stop loss aur take profit use Karin ta k woh ziada arsa market Mai survive kar k learning aur Thora bohot profit earn kar sakin .
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

            Ji bilkul new traders ko market ko completely watch kerna chahiye or market k trend ko achi tarhan samajhhna chahiye market ko judge kerne kisi kisam ki ghalti ni kerni chahiye or her lehaz se apne analysis ko judge kerna chahiye or trade lagatay huay dusron se raye bhi le leni chahiye
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

              G bhai apki bat theek hai liken jb insan ko thora time hu jai market mai or uski analyze bhi achi hu rahi hoto mai tu ye samjhta hu k unhe hamesha k lie senior say help leni nahi chaheye bul k jb unki analyze 90% bhi theek hune lage tu unhi chaheye senior say helpo lena chor de or khud say trade open or close kare ta k un k ander confidence berhay q k koi bhi insaan hamesha k lie apki madad nahi karega kuch time bad apsay tang ajaiga is lie behter ye hai k ap khud say decision lena seekhay
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                G han ap ki ye bat theek hay k jab bhi koi forex business ko join karta hay tou usay cahiay k wo pehly market ko achi tarha observe karain market trend ko dakain technical aur fundental analysis karain aur us k bad hi koi trade open karain agar hun aesa nai karte tou humain zada loss k chances hote hain is liay koi bhi trade karne se pehly market ko achi tarha lazmi watch karain take profitable trades kar sakain
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                  You Are Right Dear....new traders Ko MaRket Ko saMajhnay main ghaLti naHi KaRni chaahiYe Or Achi TaRha market AnaLysiS KaRnay K Baad Hii koi bhi trade Lagaani chaahiye q k iS Se Loss k chances kam Or pRoFit k chanCes Zyaada hoTay Hain....or isLYe Market Ko samajhnay k LiYe hameN chaahiYe k Demo Py PractiCe ki Jaaey Taakay achi Or PrOfitabLe TradiNg ki Jaa SaKay...
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                    agar hum forex mai new hain to hamy market ke judgement mai koi galti nahi karne chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain yai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                      agar hum forex mai new hain to hamy market kwe judgment mai koi galti nahi karne chahey forex aik real business hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain fore east wast mao bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                        Market main judgement main ghalti new trader say bhi hoti hay aur experience trader bhi aisi mistakes ker letay hain. lakin farak sirf yeah hota hay kay new trader us situation say nikalna nahi jantay aur wo emotion ya khouf aur greed ki waja say losse kertay hain jab kay experience trader us say achay exit point per apni skill aur experience ki waja say exit ho jatay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                          Dear forex trading mai ghlti ka mtlb hai loss aur agar ap ne aysa kiya tu ap ko loss he ho ga aur ap ko chaiye k start mai he kch din demo accont pe laga kar kam se kam ap market ki movement ko smjh jain ta k ap ko kabi b es bsuienss mai loss an karna pare aur ap acha earn akro...
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                            Dear mery khyal main New traders hon ya b old trader kesi ko b markeet analyises main koi galti nhi karni chahiy ku ku jetna loss new trader ko ho ho sakta hai us sy zaida old ko ho jay apni kesi b galti ke waja sy
                            es liy forex main jo b trade lgain soch samj kar markeet my analyises nikal kar our sahi time par kabi b jald bazi na krain
                            koshish krain ky markeet ky trend ky sath chalin to app zror profit hasil kar pain gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ko market ki judgement me koi ghalti nahi karni chaye

                              forex mainnew mambers ko market ki judgemant achy sy kani chahey pher hi ham is main kamyabi hasil kar sakty hain is main ham part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain is main hamara koi be boss ya teacher nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X