Title se alag....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Title se alag....
    Assalam.o.aliakum friends jesy kay mn nay bohat dafa note kia haii yahn members title jo set karty hein sath hii detail mn unho nay bht hii alg luch likha hota haii esa nahii karna vhaiye humrii post humrii title kay mutabiq honii chaoye humy apny title ko explain krna chaiye naa kay kui mukhtlif sawal krein...
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Title se alag....

    G bilkul jo thread ka title dia jata h, detail mn usi topic ko hi discuss krna chahiy. May bi us sy relevant cheez k bary mn bi ek adha jumla likh dain but totally different side pe na jain. Es sy thread ki value down hoti h. Aur jo log thread ko reply krain, wo bi us k title ko daikh kr reply likhain. es sy thread achi count hoti h. Thread pe dy gy replies, views aur thanks hi threads ko standard thread count krwaty hn. s ly hamesha en cheezon ka khayal rakhna chahiey
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: Title se alag....

      100% sahi farmaya ap ny kiun title post ka chehra hota hay jo post ko zahir kar raha hota agar title kisi or mozu ko zahir karay ga to to ap ki post ka bonus pr negative assar parta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Title se alag....

        G han ap ne bilkul theek kaha boht se jaga par aesi post dekhne ko milti ha k jin ka tital.aur hota hay aur jab k post bilkul change hoti hay tital.se hat kr humain.is bat ka khass khyal rakhna cahiay k hum.jab bhi koi thread lgain hamesh un ka tital aur thread same ho take humain post karne main asani ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Title se alag....

          G haan main apki baat sy agree karun ga kay jo cheez title main likhe jaay wohi cheez apni post main explain ke jaay. Ye na ho kay title main kuch aur likha jaay aur jo apki baki post ho us main kuch aur cheez explain ke jaay. Ye apne aik achi cheez ko highlight kia hai aur es muamly ke taraf kafi tawajha ke zarorat hai
          • #6 Collapse

            Re: Title se alag....

            App nay sahi note kiya hai , Pakistan forex forum per kafi members nai apni thread ka title jo likh and Hota hai woh in ke thread k content ka mutabiq nai Hota ha . Best practice tu yahi hai members title wohi rakhin jo in ke threads k content Kay mutabiq ho tu ziada behtar rehta hai aur members ka iss trah ke posts ko understand karna kafi asan ho jata hai aur threads ke quality b achi ho jate hai .
            • #7 Collapse

              Re: Title se alag....

              Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai bilkul aesy he hota hai is sy ye nuqasan hota hai thread k title ko parhny wala confuse ho jata hai k title me kya hai or nechy kya hai fr wo apny reply me kuch bhi kahna munasib nhe sajhta or aesi post ko dobara koi dekhta bhi nhe hai
              • #8 Collapse

                Re: Title se alag....

                Ji bilkul bht se log threads pe title to kisi ek topic ka dety hain lekin us me jab detils likhty hain to wo title se match nahi krten. Jo k prhny waly ko bhi cnfusion me dal deti hain k kis chz ka reply post me krna hai.unhy is bat ka nuqsan hskta hai moderators uski post ko dlt krny ka haq rkhty hain to unka thread zya jaye ga. Islye unhy is bat ka khyal rkhna chahye k topic se related information post kryn.
                • #9 Collapse

                  Re: Title se alag....

                  G bhai jan ap nay theek kaha hai kay bad dafa sawal gundam hota hai or jawab chana hota hai so ap ko chiye kay ap ko baat thread kay discription main puch rahy hai nechy bhi us kay trleted hi sawal kary or idher aysa hoda hai ka oper kuch or likha hota hai or nech kuch or so is baat per kaafi zor dena chiye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Title se alag....

                    bhai apany theek kaha hai aksar mene bhi ye bat note ki hai k thread ka title differnet or ander explanation differnt hoti hai esa krna forex pak k rules k against hai or prohibited hai jis ki waja say forex pak k moderator apka account ban bhi kar saktay hai to ap khud sochay k thori c mehnat na karnay say apka account ban hu jai or pore month jo mehnat ki hugi wo bonus apko na mile to kitna dukh huga apko, to apko chaheye k thread ko thora time de soch samjh kr likhy, Thanks!
                    • #11 Collapse

                      Re: Title se alag....

                      G han main bhi iss baat se agree krta hu ke iss forum pe jo bhi log bonus waghair ke chakkar main aatay hen un ko chahiye ke on the topic baat kren aur tittle se hatt kr baat na karen kiun ke iss se na hi aap ka koi fayda ha aur na aap dosron ka koi fayda kr rahay hen aisay main aap ko ye forum leave kr dena chahiye aur koi aur hobby apna leni chahiye, this place is not for people like that.
                      • #12 Collapse

                        Re: Title se alag....

                        forex mai hamy tital ky mutabik kam karna chahey siraf forex ky bary mai bat karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain yai aik real business hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Title se alag....

                          forex aik real or inmternational business hain hamy is mai forex sy related kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex trading job less mans ky liye bohat ache job hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X