if i lose shall i have to stop trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    nahi ap ko stop nahi karna chahiey balkey ap ko aur ziada learning laini chaiye aur is main aur ziada mehnat ap ko loss recver kar daigi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      d forex ko chorne ke bajaye loss ki reason maloom krni chaheye or unse kuch seekna chaheye trading ko stop kr na chaheye rest krna apni mistakes ko point out krke un se aware hoke next time trading krni chahiye be chaheye
       
      • #93 Collapse

        mere bhi hume chaye k hum forex par trading k liye kam krte rahe q k jb bhi hume forex par loss hota ha us loss sy learn krna chaye k hum ny kis mistake ki waja ys hume loss howa ha is k bad he hum forex par success hasil kr sakte han
        • #94 Collapse

          dear brother mara khyal ma agar ap ko loss hota hai to be ap treading ka stop na kar or as ko jare raka km sa km lots ka tread kara to forex ap ko mayos nhe kara ga
          • #95 Collapse

            bhai g kisi bhe cheiz ko pane k liye kuch na kuch to khona parta hai agar ap ek chote se loss ka samne se dar kar trading ko chor dain gay to kamyabi kese hasil kar sakain ga hamain chahye k hamain himat ni harni chahye or din rat mahnat karni chahye awal to trading k knowlege ko barhana chahye ta k loss se bch sakain
            • #96 Collapse

              stop trading nai karni chiaye agar loss ho jaye aur forex aik acha business hai aur i business mein aap ko effort ki need hoti hia aur demo practice sab ky liye achi hia aur mein manual trading karta hoon aur scalper use nai karta robot trading bohat risky hia aur mein manual trade kar ky acha profit make karta hoon.
              • #97 Collapse

                bhai jaan agr ap lose krty hain tau is ka ya mtlb nhi hybk ap is forum ko he chor den blk bhai jaan ap ko is ko chorny ke bjay apni mistake sy seekhna chahiy agr ap seekhen gy tau ap k achi earning k chances bhar jaen gy ...
                • #98 Collapse

                  meray khayal say agar aapka loss ho raha hay to aap ko chahiye kay demo account per kaam karay our market ko samjhaye our earning ka tariqaqar bananay ki koshish karay our real account per kaam na karay balkay demo account per kaam karay jab aap koi rarning ka tariqa kar nahi bana latay.
                  • #99 Collapse

                    My advice is that which is very important that ka apko chaihia ka aap is main jab tak learning ka process khatam na kar lain is main live trading na karain becuase ka learning k baad hi ap achi trading kar skaty hain.
                    • #100 Collapse

                      no u should again try for that confidently that u succeed next time, because we waste our time otherwise success is always waiting for us.
                      • #101 Collapse

                        dear yeh ni k ap ko lose ho jay to phr ap trading he chor den es say to ap ka time zia ho ga galti ya lose to har trader krta hy es ma koi bat k loss ho jany par trade ko he ktm kr dia jay blky trade ko jari ruken
                        • #102 Collapse

                          agar aap ko loss hota hy to us loss ka reason findout karna chahye learning ko increase karna chahye or trading knowledge and skills improve kar k loss se bch sakty hy
                          • #103 Collapse

                            well loss honay k bad trading chorna ka matlb himmat harna hai mere khyal main agr aap is forex main serious hai tou aap ko chahiye k aap kabhi b ye business na choren.
                            • #104 Collapse

                              nahin agar ap ko loss ho to ap ko is main work karna chaye bulke chodna nai chaye is work main peeche na hatte bulke is main mehnut karte rahen gen to kamyab hon gen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                agar ap trading men loss afford kar rahe hen to apko ko ghabrana nhi chaye bulkay apni mistakes ko watch karna chaye or apni mistakes pe control karna chaye kun k forex ek world wide business hai or loss or profit business ka hisa hai so ye dono cheezen business men chalti hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X