loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai
    Dear forex main agar loss hota hai to iska matlb hai k apko aur learning ki zarort hai aur mehnat ki zarort hai koi aesi mistakes hai ap main jo apko abi b loss hota hai to apne un nagitive point ko learn karen aur mehnat karen ta k acha trador ban saken aap
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

    Dear brother jb business kia jata ha to loss bhi hota aur profit bhi lekin achha trader wohi banta ha jo loss sa bhi seekhay aur jin mistakes ki waja sa loss howa ho unko achhi trh read kr k unhen door kia jay aur ayenda un ghaltion ko dobara na honay dia jay to apki trade zroor profit mn jay gi
    • #3 Collapse

      Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

      yes sir agr hume loss ho raha hai to is k matlb yehe hai k hme mazeed learning aur experence ki zroorat hai loss hme hmri ghlti ki waja se hota hai is liye hme apny asy negitive points aue weakness ko point out krna chahye aur mazeed mahnat krni chahye na k us loss ko lay k beith jain aur mahnat na krain.
      • #4 Collapse

        Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

        G myn app ki is bat sy 100 feesad itefaq karti hun k nuqsaan hony ka matlab yeh hey kay aap ko aur mehnat ki zarurat hey or agr kisi bhi forex trader ko forex trading myn nuqsan ho to dil bardashta nahi hona chahiyay or apny nuqsaan kay sabab ko janany ki koshish karny chahiyay or puri mehnat koshish lagan sy technical techniques ko seekhna chahiyay or sath he sath mahir traders ki madad bhi lyny chahiyay to heh khna bilkul darust ho ga kay nuqsaan is bat ki traf ishara karta hey k app ko forex trading myn mazeed mehnat ki koshish hey.
        • #5 Collapse

          Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
          Dear forex main agar loss hota hai to iska matlb hai k apko aur learning ki zarort hai aur mehnat ki zarort hai koi aesi mistakes hai ap main jo apko abi b loss hota hai to apne un nagitive point ko learn karen aur mehnat karen ta k acha trador ban saken aap
          aapne bilkul theek Kaha 304 hard working karne padti hai Agar wo Surat Mein successful Hona chahte hai agar crackers hardworking nahi karenge to wo kabhi bhi forest reading se profit game nahi kar Sakenge aur unko lost hi hoga
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

            Dear members apko jab be loss ho to apni mistake ko talash karin or osy behat karny ki koshah karin or apny knowledge or experience ko behtar bana layn takh apkla loss kam ho jay or ap zeyda say zeyda achi trading kar sakin or acha profit bana sakin
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

              g hain bhi jan apko is mein loss hota hain to apko is mein zada mehnat karni chahye tab ja mkar ap is mein earn kars akte hain appko is mein ihtaiyt se kam krna chahye aur is mein ap zada mehnat kar k hi is mein zada earn jkars akte hain apko is mein zada posts karne chahye aur is mein apko ihtiayt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                Loss hone its part of business ,,but loss ka br br hona it's means practice ,,or treading setup ko review Kro or phly demo Pa apply Kro don't copy someone eals trade ,,stop loss ka use Kro loss km Ho ga ,,don't over trade
                • #9 Collapse

                  Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                  G han ofcourse, zyada tar loss hone ki waja yahi hai k ap abi fully prepared nai hain forex trading k lie, agar ap kabhi kabhi loss karain to itna bara issue nai hai, lekin us main b apni mistakes dhondni chahye hain. Or agar aksar loss he hota hai to you are not ready for trading.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                    Ager to dosto app ko musalsal loss py loss ho raga hy her month account bonus wash ho jata hy koi khas earning nahe ho rahe hy app money managment Ker k bhe trade kerty haen to is ka matlb learning maen kami hy app ko nazeed mehnat kerna jok gee forex ko learn kerna hoo ga pher he us maen ap acha profit earn jer paen gy app ko mazeed demo practice ki bhe zarorat hy sb khud satisfied ho haen to pher say dobara real account maen tb trading start ker sagty haen
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                      Dear friend forex trading k business me knowledge aur experience bahut zrori hot a ager forex business me loss a jae to is ka matlb h ap ke knowledge me kami h ap ko aur mehnat kar k learning karni chaye aur khob work karen ta k ap ko loss na ae mehnat he ae kuch hasil hota h
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                        blkul nai try try again and try try agian u will reach to peek point always
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                          G han ap ki bat theek hay k forex market main agar humari learning kam hoti hay aur umaru pass knowledge bhi kam ho tou hum kabhi bhinis main kamiab trades nai kar sakte kiu k forex aik awsa business hay jis main humain apni proper learning karni cahiay aur soch samjh kar trades karni cahiay take successfull trader ban sakain aur acha profit hasil kar saik is tarha hum aik kamiab trader ban sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                            Loss hony ka mtlb hy hamy bhot zeada mhnat krni hy ham abhi tyar nai hy achy trader nai y hamarybandr kuch na kych galtiya bakinhybun ko phrbhamy dor krna chiya achibtrha sy practis krni chiya taky ham kamyab ho jaye our ham kamyab hony k liyabbhot hardwork krty hybtbbphrbyabgaltiya ham mysy dor hoti hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hone ka matlb apko aur mehnat ki zaroort hai

                              brother apnay theek kaha hai k loss hune ka mtlb mazeed mehnat ki jai bhut sy log ese hi samjhtay hai but mere nazdeek loss hune ka mtlb ye hai ap nay kamiyabi ki taraf apnay qadam utha die hai ab ap kamiyab huna chahtay hungay to ap loss say ghabraingay nahi bul k loss hune k badd apni trading ko apny apko apni strategy ko even her chez ko analyze karugay k apnay kia kia ghalti ki hai jiski waja say apnay loss kara hai, ager apnay analyze kara khud ko to matlb apnay kamiyabi ki taraf qada utha die or ager apnay loss k bad ghabra gai tu mtlb ye k nay haar man li or esa karnay say yaqeen akre mazzed trading karengay to apka account wah hu jaiga to behtar hai loss k bad apnay apko analyze kare, Thanks!

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X