new traders ke liy aik paigham

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new traders ke liy aik paigham
    dear forum members maira subh new traders aur forum members ke liy aik phaigham hy ke pehly forex trading ko learn kren experience and knowledge hasil kren phir real account per trading kren,mehnat kren consistency se work kren chahy kum hi keon na ho daily aik target set kren aur phir us per regularly amal kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new traders ke liy aik paigham

    yes pehley sab log achi tarah learn karain knowledge gain karain phr real trading start karain ye paigham aap ka bohat best hay sabi forum members kay liye jo newbies hain unki duty hay pehle wo forum pe acha time den knowledge gain karain saath mei demo pe practice kartay rehain takay trading samajh aiyn magar trading mei lalach na karain
    • #3 Collapse

      Re: new traders ke liy aik paigham

      mn apki bat sa agree krta hon new trader ko chayay k trading shro krnay sa pehlay trading knowlege hasil kren aur seniors ki poston ko achhi trh read kia kren jis sa ap trading ka bara mn seekh sken aur demo account pa achhi practice sa achha experience hasil krnay k bahd agr trade kren to ap yaqeenan kamyab ho sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: new traders ke liy aik paigham

        Good bhai ap ne apny any waly new members ko acha prgham diya hai.
        New members Pakistan forex forum per mehnat kr ky yahan se bonus to ly lety hain lakin demo per practice nahein kerty jis ki wajah se un experience nahi milta.
        Aur wo itni mehnat se liya howa bonus bhi loss mein gwa dety hain.
        • #5 Collapse

          Re: new traders ke liy aik paigham

          Yeh Apne Ek achi baat ki hai ke apne Ek accha ka Gam Hame Diya Hai Hame sabse Pehle apni takat par Nazar Rakhna chahiye Jitna acha Mara target Hoga Hamari planning Hogi Hum Itna Zyada strong with source code develop Karke apne business ko Aage Ki Taraf Lekar Jayenge Hume anpar continuously working karte rehna chahiye Kisi bhi time par Hame case news ke aane par Hamara nuksan ho sakta hai isliye news aane ke baad hum Nahi Yahan Par investment Karni chahiye aur papa kaam ko Aage Ki Taraf Dil Disco watch karna chahiye own use car attacked watch karna chahiye ki news Pakistan Kitna Jyada Apna continuously Asar Chod rahi hai phir Humko chahiye
          • #6 Collapse

            Re: new traders ke liy aik paigham

            Bht achi suggestion hy hum mehnat ker k hi forex main kamyaab ho saktay hain is lie bht zaroori hy k app ziada se ziada practice krain or experience or knowledge gain ker k hi app mehnat or lagan se analys ker k or apni stretigies ko apply ker k hi app trading main kamyab ho saktay hain is lie mehnat se kaam kertay rhain or apna daily ka target set krain
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: new traders ke liy aik paigham

              new traders k liye yehi pegam hai k wo pehle demo account par achi tarah practice kar lain ta k un ko real account me trading karte time problems face na karni pare or sath me un sub ko chahiye k kisi na kisi senior se rabte me rahe ta k agar koi problem aey to wo apne senior se solution lai sake or phir se ek nai earning hasil kar sake or kuch naya seekh sake shukria.
              • #8 Collapse

                Re: new traders ke liy aik paigham

                apne bohat hi achi thread post ki hay mera new traders ko ahi mashwra hai agar wo forex market main new hain to unhain yeh jan laina chahye kay forex knowledge and experience ka begair profit nahi daiti hai new trader forex main invest ziyada na krain small say start krain and forex main kabhi bhi ziyada lalach na krain ek target set krain jab target achieve ho jaye market say out ho jayn and new trade ka wait krain kabhi bhi emotional ho kay ya jaldbazi main trading na krain sabar say and care say trading krain and sath sath learning bhi krty rahin ek din ap zaror kamyaab trader bn jayn gay and bohat hi profit earn krain gay forex say and apni life style change kr lain gay.
                • #9 Collapse

                  Re: new traders ke liy aik paigham

                  Takreban sab ko hi ya bat pta hy or anal.nai krty hy ya bat nai hy k kisi ko os my kamyab hony ka trika na pta ho bs who amal nai krty hy bat ko acept nai krty hy k leen kry our over na kam kry ayk limit my rahy ya sari baty sab trader ko pta hoti hy pr who in pr amal nai krty hy jis waja sy phr loss krty hy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: new traders ke liy aik paigham

                    Ferox main new trader ky liye ye he paigam ha ky knowledge hasil krain . Or mahnat krain or practice krain experience hasil krain.or us ky bed trading shuru krain or lot size small rakhain start main ta ky zayada loss na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: new traders ke liy aik paigham

                      New trader k leya advice
                      1 work hard demo practice
                      2 take full control on market
                      3 always follow forex rule and money management
                      4 don't take mush risk
                      5.dont be greedy while treading
                      6 use proper lot size while treading
                      • #12 Collapse

                        Re: new traders ke liy aik paigham

                        Forex trading business ki learning tu zaroori hy agr New trader learning knewledge aur experience k baghair trading karain gay tu is mein un ko loss hi ho ga forex trading business mein jo bhi new trader han un k liye ye zaroori hy k pahly forex trading business ki learning hasil karain forex trading business ko samjhen aur demo account par practice kar k acha experience hasil karain phr real account mein trading karain tu hi profit earn kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: new traders ke liy aik paigham

                          Forex trading business mein new trader k liye zaroori hy k wo pahly forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain gay tu hi kuch hasil kar saktay han aur learning knewledge aur experience hasil karne k liye mehnat aur hardwork zaroori hy learning knewledge aur experience hasil kar k real account mein trading karain gay tu hi acha profit earn kar saktay han learning k baghair kuch hasil nhi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: new traders ke liy aik paigham

                            forex mai agar hum new hain to hamy demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik real business hain yai kabe be band na hony wala business hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new traders ke liy aik paigham

                              No Doubt Sari Batein Apki Thek Hy Agr New User Amal Karein Ispe Tou Bhi Wo Success Full Hoskte Hain. No Doubt Ke Ofrex Ko First Learn Then Earn Karna Chaiye Aur Ziada Bhetar Bhi Yei Hy. Forex Me Daily Ka Target Rakehin Usey Archive Karein Or Stop Hojain Lalach Na Karein Q Ke Lalach Karney Aur Baz Oqat Stop Na Hone Se Profit Hne Ke Baz Ziada Loss Bhi Hojata Hy Jis Hamey Loss Hota Hy Aur Profit Bhi Kho Jata Hy.
                              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X