Forget your luck and play your role as a best trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forget your luck and play your role as a best trader
    Boht se traders jb trading start krty hain to wo Galt fehmi ka shikar hoty hain k luck se profit hoga or luck se hi loss hoga to me yehi bt btana chahta hon k wo jb loss krty hain to give up kr dety hain ya negative mined bna lety hain k hmary luck ma profit hi nahe hai etc etc
    So me un logo ko kehna chahta hon k ap ko profit achi practice or trading skills se hota hai jb ap k pass achi knowledge or experience to ap achi trha market trend ko judge kr k trades LGA skty hain jis se loss km ho esi liye luck pa trust na kren khud mehnat se apni qismat bnaien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forget your luck and play your role as a best trader

    yes kuch log ghalat fehmi ka shikaar rehaty hain kay unko luck pe game hogi luck pe trading ki soch sey atay hain yakenan wo log loss ka shikaar hojatay hain elsiye hamesha luck ko avoid karna chahiye aur apni best trading pe he apa ko focus karna chahiye ap ka role agar positive hoga aik best trader ki soch sey aap trading karo gay kamyab hogay
    • #3 Collapse

      Re: Forget your luck and play your role as a best trader

      G jysa k aap ny kha hy k qismat ko bhool jayn or aik achy trader ka kirdar ada kryn myn aap ki is bat sy 100 feesad itefaq krty hn kun agr hum kisi b shoabay zindagi myn kamyabi ka hasool chahtay hyn to hmyn chahiyay k us kam py puri tawajo dyn or is sirf qismat py chor kay na byth jayn or is kam ko mehnat lagan or bhar poor koshish sy sar anjam dyn. Isy trah forex trading myn bhi aik forex trader ko acha trader banany kay liyay is ki strategies techniques or technical tools ko istemal karnay ka sahih tareeqa seekhna chahiyay or sirf or sirf apni qismat py bharosa nahi rakhna chahiyay.
      • #4 Collapse

        Re: Forget your luck and play your role as a best trader

        Ji bilkul jo bhi forex ko join kerta hy us ki yehi thinking hoti hy k wo is se foran profit hasil ker lay ga forex aik bht profitable business hy lekin is se profit lainay ki kuch shariat hain jaisa k app ziada se ziada practice krain or experience gain ker k trading start krain sab kuch apni luck pe na chorain apni mehnat se profit hasil krain takay app acha earn ker sakain
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Re: Forget your luck and play your role as a best trader

          Luck tu insan k sathh hoti hi hy lakin kaamyaab tab ho saktay han jab hum kise bhi kaam mein mehnat kartay han agr forex trading business mein luck se profit hota hy tu wo ziada bar nhi hota aik do bar hi hota hy is k bad phr loss hota hy agr hum ko forex trading business mein kaamyaab hona hy tu phr mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil karna ho ga learning knewledge aur experience hasil kar k hi achi trading kar saktay han aur apni luck ko bhi acha kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Forget your luck and play your role as a best trader

            Luck ka role hey hamari zindgi main iska inkar nhen kia ja sekta leken aik baat jo ghor talab hey woh hey trader ki mehnat. Humain apny end per pori terhan mehnat kerni chaey. Achi terhan analysis kerny key bad trade lagani chaey aor phir luck per depend kerna chaey. Baghair mehnat key sirf key luck key bharosy per reh jana yeh theek nhen hey.
            • #7 Collapse

              Re: Forget your luck and play your role as a best trader

              G ap ki baat drust hai. Jab hum shuroo mein trading start kerty hain to hum ye samajhty hain ky hamari nakami ky pechy hamari bed luck hai. Lakin aisa kuch nahi hai.
              Asal wajah ye hai ky hamara experience kam hota hai. Jis ki wajah se hum se ghslat trade lag jati hai aur hum kehty hain ky luck ne hamara sath nahi diya.
              • #8 Collapse

                Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                G bilkul bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul agree krta hun apki bat se kun k trading aik aisa buisness hy k jis me kbi loss ho jata to kbi profit ye zaruri nhe hy hamen her bar profit hi ho kni kbi loss bhe ho jata hy is liay hamen chaey k hum ap luck pe depend krne ki bajaey agr thori hardwork kren or ziada se ziada knowledge or experience hasil kren or apne analysis ko sahi kren to phr humari maximum trades hamen profit den gi
                • #9 Collapse

                  Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                  Luck ko bhol jain or mahnat krain kamyabi zaror mely ge. Q ky ferox aisa platform nai ha jahan luck matter krti ho. Is platform main sirf mahnat or knowledge ki zarort ha or agr ye donu houn to kamyabi zaror mly ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                    jee dear apne bohat hi achi baat ki hai kay kuch dost aisay hotay hain jo yeh smjhty hain kay forex main insan ka luck chltaa hai lekn yeh unki glat soch hai forex main wohi k amyaab and profit earn krta hai jis ka forex main knowledge and experience hota hai wo log forex ko seekhne main bohat mehnat krty hain phir jaa kay wo ek expert and achy trader bnty hain and wohi earning krty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                      hamy forex mai luck ko ignore kar dena chahey or hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                        Forget your luck and palay role in your trading. yeah kam tab hi ho sakta hay jab trader kay pas trading ka mukammal ilam ho ga. ager trader kay pas mukammal ilam ho ga to wo kabi bhi luck per yaqeen nahi keray ga. wo is bat say achi trah wakif ho ga kay us ki trade loss main us ki kis ghalti ki wajeah say gai hay jab kay jahil trader luck ko dosh deta rehta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                          Forex trading business mein luck se agr profit hota bhi hy tu aik ya do bar hi hota hy is liye hum ko luck par depend nhi karna cahaiye aur hum ko forex trading business mehnat aur hardwork karna cahaiye aur forex trading business ko market ko samjh kar aur achi planning se trading karain gay tu hi acha profit earn kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                            Jee hain bhai aap ki bat thek hai luck ki wja sy kbi kbi to profit ho skta hai but daily agir profit krna ha to phir experience hona chaye buna experience k hum is ma kbi bhi kamyab nahi ho skty or na he achy trader ban skty ha acha trader woh he hota hai jo is ko samj kr experience hasil krty hain phir real trading krty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forget your luck and play your role as a best trader

                              forex mian luck ki koi be ehmityat nahi hain ham is main experience or knowledge hasil kar ky kam kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main trading karty hain or ham is main investment be karty hain hamy is main profit be milta hain or hamy is main loss be hota hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X