forex trading ka darr

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ka darr
    forex trading ka aik darr hota hai ke hum trade kare gy tu lose na ho jaye ya darr kaise kam kiya jaye agr hum isko kam karna chahte hai tu hume knowledge hasil karna hoga or koi achi c strategy banana ho gi jub hamre pass plan hoga tu hamara darr b kam ho jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading ka darr

    G han hmy trade lgaty huay kafi dar lgta hai but jb tk hm confident nahe hoty hain to hm na to achi trading kr skty hain or na hi learning so agr achi earning chahiye hai to achi trha learn kren or apne knowledge pa confident reh k achi strategies k sth trading kren to achi earning hogi
    • #3 Collapse

      Re: forex trading ka darr

      trading men kabhi bhi dar se kaam nhi krna chahiye balje hamen trading men always hi apne confidence k sath kaam krna chahiye q k jab tak ham confidence k sath kaam nhi krte hain to tab tak ham kabhi kamyab nhi ho pate hain conference k sath kaam krna hamare liye bahot hi important hota hai
      • #4 Collapse

        Re: forex trading ka darr

        Je ha bilkul sahi kaha ager ham trading karny se darr rahye hai aur hamy khof hai ke ham lose me na chaly jaye to aap samjh jaye ke apky pas marketing ke hawaly se best knowledge aur experience nahi hai aur apny market ko achi tarha se analysis nahi kia iss liye apko trade lgaty howe darr mehsoos karty hai
        • #5 Collapse

          Re: forex trading ka darr

          darr aap ka sirf essi surat kam hota hay jab aap trade kartay ho aur mind mei ye baat rakho kay apnay skilsl aur analysis pe barossa karna hay aap loss sey bacho gay ye confirm baat hay magar hamesha aik strategy sey kaam lo gay tou trade mei kabhi darr nahi lagay ga aik plan aur aik clear method hoga jis ki base pe he aap tamaam trades kro gay
          • #6 Collapse

            Re: forex trading ka darr

            Ap k pas agr bhot bra account ho to.us my agr ap bhot kam lot siz lgao to phr ap ka dar nai rehta hy pta hota hy k zeada sy zeada loss wali sid b jaye market tb bhi bhot kam liss hoga our baki balance bhot acha bch jaye ga hamary pas is liyazarori hoti hy money manigmint kio k is k sath ham full save b hoty hy our hamy tention nai hoti na dr hota hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: forex trading ka darr

              zahiri si baat hay jab aap kay paas acha knowledge nahi hoga proper skills nahi hongi aap ko trade kartay he darr lagay ga kay kahin aap ki trade loss mei na chali jay lakin achay analysis hongay mehnat karo gay kaam karnay ki sahe samjah hogi aik strategy pe trades open karo gay aap ko confidence bhi nhoga trust bhi hoga esliye fully knowledge hasil karain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading ka darr

                Forex trading business mein hum profit aur loss tu hota hi hy profit aur loss business ka hisaa han is liye forex trading business ko loss ka dar nhi rakhna cahaiye aur loss k dar ko hum is traha hi kam kar saktay han k forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain aur market ko samjh kar planning k sath trading karain tu loss k dar se bach saktay han aur experience hasil kar k hi loss k dar ko khtam kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading ka darr

                  Forex trading business ko agr hum loss ka dar rakh karain gay tu forex trading business ko hum kar hi nhi saktay kiok forex trading aik business hy aur business mein profit aur loss hota hi hy is liye loss ka dar nhi rakhna cahaiye balkay forex trading business mehnat aur hardwork karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr loss ka dar nhi hota aur achi planning se achi strategy se trading karain gay tu loss k dar ko khtam kar k achi trading kar k achi earning kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading ka darr

                    forex mai hum kam karty howe agar hum dary gy to hum kam sahe sy nahi kar saky gy or hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy ache learning hasial kar ky fear ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading ka darr

                      Sir jab hum forex mien aa ker trading kerty hien or as mien aa ker dar dar ker trading kerty hien tu hamain as mien loss ho sakta hai as lye mien as mien aa ker dar k bina trading kerta hoon or as mien pori tarah thinking kerny k bad he mien as mien trade open ker leta hoon or mien khud ki life ko set kerny ki try kerta hoon.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading ka darr

                        g haan bhai jaanas main har aik trader ko as main dar tu hota haike kahin as main hamra account wash na ho jiy as liy ham ko as main dar lagta hai aor ham ko kabhi bhi darna nahi chahiy hai tu hi ham as main kmayb ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading ka darr

                          forex me apne ap pr depend krana hota hey apne mind se as loss ke dar ko neklna hota hye agr hum as me kamyb hote han to as se hum acha earn kr sakte han as ley hum ko apne mind ko as pr bat pr laina ho ga ke as se loss bhe hota hye and profit be hota hye agr hum achi strategy se kam krte han to as se hum ko acha fayda hota hye as leye hum ko forex ka knowladge ko hasl krna ho ga js se hum acha earn kr sakte han agr hum apne mehant krte han as me to ye dar hum nekl sakte han loss ka
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading ka darr

                            forex mai trading karty howe agar hum dary gy ky hamy loss ho jy ga hum kam sahe sy nahi kar rahy to is tahra sy hum kam sahe sy nahi kar saky gy or hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X