Oversold and overbought conditions ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oversold and overbought conditions ki importance
    Forex market key overbought aur oversold condition ki ehmeyat bahot hi zeyda hay, traders ko agar market reversal trend ka andaza ho sakta hay to ye overbought aur oversold condition se hi ho sakta hay es key ley traders RSI indicator ko use kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oversold and overbought conditions ki importance

    Koi bhi trader agar over bought aur over sold market ka level check karna chahta hay ya position over all trend ki tou wo RSI se check karay kay kahan market over move kar chuki hay so hamay tab bhi theek thaak faida ho jata hay aik achi confirmation kay liye ye bohat he bahtreen hain meri nazar mei so ahamy inka use karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Oversold and overbought conditions ki importance

      forex market me buyer or seller hote hai jo market ko move karte hai kabi seller zaida ho jate hai or kabi buyer zaida ho jate hai overbought me ais hota hai ke market me buyer bohat zadia ho jate hai jis se hum ya idea le sakte hai ke buyer zaida ho gy hai ab seller in ho gy or buyer market se nikal jaye gy yahi oversold me b hota hai seller zaida ho jaye tu buyer in hona shuro ho jate hai or seller out hona start kar dete hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X