Learning kitni zaruri hy forex me
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learning kitni zaruri hy forex me

    G learning BHT zaroori ha forex me is k Bina AP kbi bi successful ni ho sakty is leay bhter ha AP phly fourm PR posting kry or APna Experience or knowledge increase kry is k bad demo practice kry bad me AP Kam kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learning kitni zaruri hy forex me

      Leanrning trading mn sabsy zydaa important hy kio ky agar hmrii learning strong hgii rbji hmri tradinh skills strong hngii aur hmri trading bhi bht achii hgii aur hm achii earning kiaa krengy kioo ky agar learning achii na hogii tw bss apna e nuqsan krna hy hmny jab knwldge e nai hga tw trade ksy predict krengy.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #18 Collapse

        Re: Learning kitni zaruri hy forex me

        Jis k pas bhi knowledge ho wo aik paragraph ya post mein share nahi ho sakta. Books is per likhi hui dastyab hain. Earning k lie hamesha kisi bhi kam ko learn krna basic key hai us system ki. Learning kie bagher kisi bhi kam mein teer chalana he hai hawa mein. So learn then earn.
        • #19 Collapse

          Re: Learning kitni zaruri hy forex me

          forex mai learning ke bohat ahmeyat hain hamy isy best bana kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain agar hum is mai bager learnin g ky kam kar gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai all world mai famous ho cuka hain
          • #20 Collapse

            Re: Learning kitni zaruri hy forex me

            Forex trading bussiness kernay kay liye learning bohat zaroori hai uss kay baghair to forex trading mi kaamyab nahi hua jaa sakta hai. Forex trading bussiness ko learn kernay kay liye zaroori hai kay ap ko forex kay article parhay, forex ki latest innovation kay barey mai learn karey. Forex kay tools kay barey mai seekhay or phir apni learning ko demo account pay practise ker kay behtar bhi kia karey
            • #21 Collapse

              Re: Learning kitni zaruri hy forex me

              ji haan sir Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Hamein Har Waqt kaam karte rehna hota hai Kyunki Agar Hum kaam nahi karenge to Pakistan Forex Mein Hamara kuch bhi nahi ho sakta aur Agar Hum Pakistan Forex mein acche se kaam karte hain to Hum Pakistan Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jo Pakistan Forex Mein Kamyab Ho Gaya Hua profit bhi aasani se Hasil kar sakta hai thanks
              • #22 Collapse

                Re: Learning kitni zaruri hy forex me

                forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain
                • #23 Collapse

                  Re: Learning kitni zaruri hy forex me

                  Asslam o alikam dear is main jab hum hum lerning nai krein gy hamre paas experience nai aa sakta ha hume is main menat krni chaiye menat s kam krna chaiye demo account is main hum practice time be kr sakte hein ur sath sath lerning be kr sajte hein ye hamre liye sab se acha business ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Learning kitni zaruri hy forex me

                    dear learning bhot zarori hain forex merekt main learning k bina kuch earnb nhe hota hain jis tara koib agar kaam hum learn karte hain tu salo saal lag jate hain pher 3 4 sal bad pher us kaam say hamari earning start hoti hain asi tara forex b haina gar thek tara learning kare gy and thek tara kaam kare gy tu apne kaam main kamyab ho skte hain and long time forex k sath chal skte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X