Loss Hone pe Himat na hara kren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Hone pe Himat na hara kren.
    Mein Forex Mein sbhi log Jo new member Or Baqi logon ko bhi mashwara dena chahta houn ke forex mein loss tu hota rehta he lakin hmain mazbot rehna chahye, or kbhi bhi peche nai htna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Hone pe Himat na hara kren.

    lose tu business ka hisa hai jo koi lose se darta hai wo kabi b acha business man nahi ban sakta jo lose se darta hai wo koi job kar le wo business nahi kar sakta q ke business me lose tu hota hai hisa hai ya business ka forex market me tu lose hona hi hona hai pahle apko loss hoga phr hi ap earning kar sako gy
    • #3 Collapse

      Re: Loss Hone pe Himat na hara kren.

      Ji bilkul forex aik business hy or business main loss or profit dono sath sath chaltay hain lekin loss hone per himmat na harain balkay loss k peechay apni mistakes se lesson lain takay app ko ainda loss na ho or app trading achi ker sakain takay app ko profit hasil ker sakain
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        Re: Loss Hone pe Himat na hara kren.

        G haan jbb bhe hmaain forex k iss bussiness mein nuqsaan hoota haii hmain kabhhii bhee dil chootaa nhee krnaa chaiyaii aurr hmaiinn......apne ghltiOn see sekhna chaiyaii na k us ne daar ke kam he chor denaa chahiyaii.....agaar hum ak achaii trader bnna chhtaii hain us k liye zarOri haii k hum apne ghltIon se seekhaion aur usko apna experience banii aut agaii brhaiinnn
        • #5 Collapse

          Re: Loss Hone pe Himat na hara kren.

          G bhai jaan ap nay theek kaha hai kay loss hony per ap himat mat haryn kyun kay ager ap himat har gye to ap ki is mehnat ka koi faida nahi hai ...ager ap trading karty hain or ap ko loss ho jata hai to is main bhi ap ki he koi mistake hoti hai jis ki waja say ap ko loss hota hai ..ap ko chiye kay trading start hony say pehly ap ko tarding ka thora bot experience hona chiye ager ap ko experience hoga to phir koi masla nai hai....
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Loss Hone pe Himat na hara kren.

            Meri aik bat achi tarha yad rakhyn apko faida hoga aur wo bat ye ha k koi bhi kam ho koi buisness ho is mein jis ko loss hota ha wo kabhi ye na samjhy k har gaya ya nakam ho gaya balky asal mein nakam wo banda ha jis ka hosla har jata ha aur wo loss k dar se himat har jata ha is liye forex trading mein ap loss k bad himmat na haryn aur chor k kabhi na jayn mehnat karyn aik din zaroor kamyab hon gy.

            اب آن لائن

            Working...
            X