Social media use aur forum posting job
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Social media use aur forum posting job
    Social media main ham just time aur money dono waste kerty hain aur hasil hamain kuch bhi nehi hota lekin agar ham same time ko forex forum main posting job ker ky guzarty hain tou hamain bahot sara forex trading knowledge bhi hasil ho jata hai aur sath forex market main investment ky liay bonus bhi mil jata hai jis per ham trade ker ky achi earning ker lety hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Social media use aur forum posting job

    hum jab forex forum pe posting kartay hain daily bohat sa knowledge hamay milta hay jab kay jab hum social media pe hongay wahan sey kuch signals ya kuch bhi len gay may be hum garanted na ho kay agla banda expert hay ya nahi so loss hota hay behtar hota hay forum pe time dey diya jay posting sey bohat acha knowledge daily new updates mil jati hain
    • #3 Collapse

      Re: Social media use aur forum posting job

      social media ko use karne se hame koi fayda nahi hota hai isliye hum jo time social media par based karte hain Hame Apne doston ko apne liye qeemtiti banana ha
      Jab hum apna free time social media pay waste karne ke baje hum Apne time ko Pak forum pe sarf kren ge tab hamen bahot ziada fada ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Social media use aur forum posting job

        Jo log her waqt social media pe lagay rahtay hen ya Facebook use kartay hen woh apnay qeemti time ko zaiya kar rahey hen unn ko chahiay k woh fazool kamon ko choren aur forum pe posting start karen iss pe time bhi acha pass ho jata hey aur trading k liay monthly bonus bhi mil jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Social media use aur forum posting job

          LogOn ke bhht saree social media apps pr time zaiyaa krtaaii rehtaii hainn...aur un k liye pkgg bhe krwataii hain time k sath sath paisayy bhee wstee krtaii rehtaii haiinnn
          ...pr forex jis py kaam krnaii se hmaiin bounss miltaa hao aur trading kr k hmaain profit Hotaa haii ....us ko zehmat smjhataii haiinnn
          • #6 Collapse

            Re: Social media use aur forum posting job

            Social media pe log waqt aur paisa dono zaye krty hein ager unko malom ho jaye k forex trading kitna best business hai tu woh isko foran join kr lengy kionkeh is se forex ka knowledge milta hai aur sath trading mein experience hota hai aur sab se barh k achi earning hoti hai jo kisi aur se nahi hoti.
            • #7 Collapse

              Re: Social media use aur forum posting job

              theek kaha hy k internet or social media per ham sirf apna pessa or time donon ko waste karty hen ,ic ka out put koi nahin nikalta hy bas waqt ka zayaa he zayaa hy , lehaza ic ko chorye or apni fiqron say azaad ho jaye , posting job achi hy kam az kam aap ko apnay time ko guzaarny ka koi dukh nahin hota.
              • #8 Collapse

                Re: Social media use aur forum posting job

                social media ke upar Hum apna time waste karte hain use Bataye Hum Forex trading ko use kare aur yahan pr zyada se zyada hum posting karne lage Hum Ko zyada se zyada bonus mile our phir Hum zyada se zyada trading kare Jab hum zyada posting Karn gay phir main zyada trading hogi to Hume zada trading se hume profit b zyada mile ga
                • #9 Collapse

                  Re: Social media use aur forum posting job

                  Yes boos ham social medai mien sirf apna time zaya kerte hien agar hamain forex mien kamaee kerni h tu hamain as mien kaam kena ho ga aur hamain baqi tamam kaam chorny hon gy agar ham as mien sirf socila medai per apna time zaya kerty hien tu ham kabi b ameer na ban sakte hien as lyee hamain forex mien posting ker bonus hasil kerna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Social media use aur forum posting job

                    bro mai apki bat say ittifaq krta hu social media ek time wate krnay ki machine hai hame sirf zarorat k tehet use krna chahey q k hum social media py jo time dete hai usse half time bhi ager hum forum posting pay dede tu hame bonus hi itna milega k hum easily trading kr saktay hai or bonus safe ker ker k hum ek acha large account bana saktay hai jisse hum monthly itna profit earn kr saktay hai jitna hum job kr k salary earn nahi kr saktay to social media say behtar hai k forum posting pay time den
                    • #11 Collapse

                      Re: Social media use aur forum posting job

                      agr ap social media par time zaya karta han or facebook or whatsapp istamal karta han to apko chaheya k ap forex ma kam karo or acha bonus hasil karo or market ko dakh kar trading karo or acha profit hasil karo jis sa ap ka ko pasy b mila ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Social media use aur forum posting job

                        forum pr posting krny se apko bonus to milta hi hai us k sath sath apko forex ki knowldge bhi milti hai. is liye facebook or doosry social mein se yahan pr posting krna zeada faida mand hai apky liye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Social media use aur forum posting job

                          BiLkUL Sahii Kahaa Hai aap Ne bhai Jaan....sOcial MeDia Ko use KaR k HuM juSt apNa TiMe Or BaLance Waste KaRTay Hain LeKin Agar WoH Hii tiMe FoRex Ko DiYa jaaey To bhot Zyaada FaaiDa haasiL Kiya jaa SaKta Hai iSke ilaaWa hamen tradiNg k liYe FoRum se Kaafi Acha Bonus Bhi MiLL SaKra hai jiSKo Ham FoRex Main TradiNg k LiYe UTiLiZe KaR saktay Hain or Achi AmoUnt MaiN prOfiT Gain kaR SaKtay HaiN...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X