Forex education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex education
    Dear members mai apsay ye pochna chahta hu k kia forex trading ki koi education hoti hai alag say koi courses hote hai? q k mai acca kr raha hu or hamara ek course hai investment k name say us mai forex say relate thori bhut knowledge hai jese hadging wagera tu mai ye pochna chahta hu k isi tarah ka koi alag course hota hai jis mai forex say related complete education hu or end of the education hame certificate dia jai k hum forex trading education complete kr chuke hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex education

    as such basic course nahi hota baaki aap ney theek kaha advance level ki education must hay forex ki jiss mei aap ko VSA course wagaira price action study course milta hay aap usko online bhi study kar saktay ho aur kaafi coaches bhi hain so ye advance course majood hain aap ki interest ap ki achi mehnat pe sab depend hay
    • #3 Collapse

      Re: Forex education

      Jysa k aap ka sawal hy k forex trading kay liyay taleem to forex ki taleem ka koi idara nahi hey jo rasmi taleeem dy to myra khna yeh hy k hum forex trading ko seekhnay kay liyay online tareeqy sy mukhtasir courses kr skty hyn or forex trading ko seekhnay ka doosra tareeqa yeh hy k hum demo account istemal karyn or paper trade kryn jub tak aik mustakil munafa na an ashuru ho jay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex education

        Dear friend forex aik aisa business h jis me humen knowledge aur experience ki zrorat hoti h is k leye koe course wagera nahen hota is k leye expert teacher ki zroray hoti h jo ye sub work karna sikhata h aur jahan tak education ka taaluk h likhna parhna janta ho humen chahe apne work ko karne k leye teacher se lhob knowledge hasil laren
        • #5 Collapse

          Re: Forex education

          Ab Jaan Tak Kaise nahi hota hai ke hum Forex ki education Forex ko learning Kahan Se Kare in Logon ke liye Mera konsa Yeh hai ke hum sab log online choruses kar sakte hain jo ki market Mein available Hote Hain Hum online is ke baare mein reading kar sakte hain kaam kar sakte hai ya se information generate kar sakte hain jaise Jaise Hum Log Yahan Par Kaam Kar Jayenge Hamare yahan par kaam karne ke liye knowledge experience skills developers jayengi Hona main aap ka nuksaan nahi hoga Mara profit generate Hota Jayega Hum proper method ke saath hain par easily kaam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex education

            forex trading course aap kar saktay hai online bohat sey sites blog miltay hain jahan pe course karwaiy jatay hain training di jati hay so aap wahan sey mukamal knowledge gain karna chaho asani sey gain kar saktay ho koi masla nahi hay VSA wagaira advance levels kay courses karwaiy jatay hain inho ko aap forex ki best education kaho gay
            • #7 Collapse

              Re: Forex education

              Boss jab ham forex mien kaam kerty hien tu as mien haamin educatio hasil kerna hota h jis asan mien seekhan kahty hien mein forex mien forex ko apne seniors sy seekhta hon jab mien as mien un sy seekhta hon tu mien as mien bhoot sy new batin janta hon aur mien un ki madad sy ache trade open ker sakta hon as lyee hamain as ko apne seniors sy seekhna zarori h.
              • #8 Collapse

                Re: Forex education

                new trader ko batana chata hon k apko forex education k leya ap ko market k information k zarorat hoti ha or ap ko business news k ilam hona chaheya agr ap ko pata ho ga k news sa kon si trade ko kitna asar ho ga to ap ko is sa acha profit hasil ho sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex education

                  forex education se murad hai k ap ko market k basic knowledge ka pata hona chaiye. supply and demand buy and sell ka pta hona chaiye.phir forex education mein a jata hai technical analysis and fundamental analysis.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex education

                    jee han forex ak education he hay ku ka kahan hum ko knowlage multa hay sekhnay ko is layia ya ak education b hay hum yahan par a kar question kay jawab data han tu humara knowaldege b increase hota hay humay chyia ka hum daily yahan par a kar km kran or kam sa sath apna knowladege ko b increase kran ya ak eduaction he hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex education

                      Nahi brother aisa koi institute nai hay jo ap ko forex ki education day aur learning complete honay k bad ap ko certificate day but private basis par es k bahut saray courses ap ki mil jatay hain aur bahut saray seniors nay academies banai hwi hay jaha par woh fees lay kar forex ki training detay hain aur youtube par bi forex k bahut saray courses ap ki easily mil jatay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex education

                        Dear....foRex Main eduCaTiOn SiRf Market Ko Hii SamajhNa Hii hoTa Hai oR YeH K MaRket Ki MoVemeNts Kesi Hain Or kis Waqt Koi Bhi trade Lagaai jaaey oR iS Maqsad K liYe Hamen FoRum Ko Kaafi tiMe deNa PaRta Hai FoRex K BaSics SeeKhnay K LiYe iSKe iLaawa hameN DeMo Ko Bhi Kaafi timE DeNa paRta hai taakay MaRket Ko Bhi saMjha Jaa saKay...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex education

                          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai aj forex trading k most senior member sy mery kheyal sy is hawaly sy koi na koi edara zaror hona chahye jis me hamen forex k hawaly sy education di jay is tarha sy to hamen forex trading business ko sekhty sekhty kafi time lag sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex education

                            G han forex ka barye main education hona bahot hi lazmi amal hai kyun ka ager ap trading karty hain to ap ko market ka analysis ka hi pata na ho to ap trading kesy karyn gye so ap ko chiye forex ko use karny ka sary ka sara knowledge hasil karyn ka market ki parkh or analysis kay utar charhao ka pata chal saky....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex education

                              nahin dear aisi koi bhi institute nahin hy , jio kehty hen k hum sikhaen gay woh sab fraud hy kisi ki baaton mn na aaen nahin tou aap bohot loss uthaen gay , aap tou kafi educated hen aap internet say har trhan ki information lay sakty hen, meta trader ki tmaam tafseel mil jati hy aap uc say istafada kar sakty hen , or forex forum pay aap seniors say private messages kay zariye free mn achay achay mashwaray le sakty hen , agar dil karay tou contact kar sakty hen baaqi marzi hoti hy jo bhai bhi kehta hy .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X