Trading k liay patience bahut zaruri hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liay patience bahut zaruri hai?
    Dear members forex trding market mn trde krty hoy trders k liay zaruri hai k trader hamsha trde sabar aor patience sy kren aor kbi bhe trde open ya close krny mn jaldi aor besabri ka muzhra na kren forex market mn sirf wohe trder kanyab hoty hain jin ki trdibg mn ziada sy ziada sabar aor bardasht hoti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

    Patience k bagair forex trading bahot hi mushkil hai kyunki jab tak hum is business mein sabse kam nahi lenge tab tak hum is business nahi apni trade score achi Tarah se handle nahi kar payenge Hame chahiye ke hum apni trades ko battery kaise handle kare jab hum Apne trade ko better tor paray handle karen tabhi Hame kamyabi mil sakti hai agar hum apni trades ko jaldbazi shera mein karenge tab Hame kabhi kamyabi nahi mil sakti
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

      Forex market me trade lagatay waqt sabar se kam lena chahiye ,humay humesha achay se soch samajh ke trade lagani chahiye, ager hum es me be sabri se kam lengay to kafi loss ka samna bhi karna par sakta hai,es liye trade lagatay waqt patience se kam lena bohat zarori hai .
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

        Her open ki jany wali trade hamesha loss main chalti rehti hai lekin jab zyada aersa loss main rehy tou ham tang aa ker apni trade loss main hi close ker dety hain lekin kuch time ky bahd hi same pair main market bahot bari move ker jati hai same usi direction main jis main hamari trade open thi tou agar ham long time trade loss main rehny per bhi patience sy kam lety hain aur loss main hi trade ko close nehi kerty tou zarur market kuch time ky bahd favour main bhi move kerti hai tou aesy time tak agar wait kia jaey tou profit zarur milta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

          g haan sir ap ne thek hi kaha hi kee as main yany forex trading kee liy ham ko practice zarpr karna chahiy hai ham as main as ke bagher as main ham kamyab nahi ho sakte hain as main ham ko chahiy hai kee ham as main dil se kam karen aor as main ache se kam karna chahiy hai aor ham ko kabhi bhi greed nahi karna chahiy
          • #6 Collapse

            Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

            My ap ki is bat sy mukammal tor pey mutafiq hun kay forex trading kay liyay sabar intehai zruri hy jysa kafkrex trading seekhnay kay liyay kafi sabar ka muzahira krna parta hey us k indicators ko samjhna trading techniques ko seekhna aik mehnat talab or sabar azma kaam hey or agr hum mandarja bala cheezon ko sabar or hosaly na seekhyn to myn nuqsaan uthana pary ga to yh khna ka bilkul darust ho ga nay forex traders ko sabar ka daman hath sy nahi chorna chahiyay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

              brother forex mai ager ap ko knowledge ky bad koi cheez kamyab ker sakti hy tu wo ap ka saber hi hota hy jo ap ko market mai abhut achi terha sy kamyab kerta hy ap ko trade lagany sy pehly sy ly ker trade ko chalny tak or phr trade ko kab band kerna hy in sab bato mai ap ko jis cheez ki zaroarat hoti hy wo ap ka patience hi hota hy jo ap ko asha sabak dy sakta hy ky kab ap ko kiya kern ahota hy ager ap yi nahi kerty hy tu kafi loss ka chance ziyada ho jata hy.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

                Trading hai hi patience ka name.agr ap mein patience nahin hai to apko forex mein any ki koi zarurat nahin hai. is liye Forex mein apko proper work krna parhta hai strategy bnani parhty hai phir us ko follow krna parhta patience hona zarurai hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

                  BiLKuL sahii Kahaa hai Aap Ne Dear....tradiNg K liYe PracTice Bhot zaRoori Hoti hai....isLiye KoShiSh KaRni chaahiYe K FoRum Ko Time denay oR PoStiNg KaRnay k SaTh sath MaRket Ko Bhi MuNaasib TiMe deNa chaahiYe Or DeMo py PractiCe bhi KaRni ChaahiYe q K is se Bhij Kaafi Achi pRacTice Hk Jaati Hai Or Kaafi Achi Tarha MaRket MoVeMents ko Samjha Jaa SaKta Hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

                    Forex trading mein aksar new traders jald baazi se kaam lety hein trade open krny mein bhi jaldi aur trade close krny mein bhi jaldi krty hein jld baazi se hamesha loss hota hai,trading mein woh log kamyab hoty hein jo sabr krty hein kionkeh aksar trade ko profit mein any mein dair lgti hai aur trader ko sabr krna prta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

                      trading k liye prectice bahot zaroori hai Trading main ap jitni prectice karin gy utna ap ko knowledge ho ga is kiye ap forex ko ziyada se ziyada time dein or ziyada se ziyada us p kaam karin taa k ap ko us aboor hasil ho forex k sath sath forum ko na bholin forum ko time dein posting karin taa k ap ziyada bonus earn kar k forex pe achi trade lagaa sakty hain or profit earn kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

                        Forex trading business mein sabar ki buht ziada ehmyeet hy kiok agr hum sabar se trading karain gay aur jald bazi nhi kartay tu phr hi hum forex trading business mein kaamyaab ho saktay han kiok agr hum trade ko open karne aur close karne mein jald bazi kartay han tu is se mistake ho sakti hy js se account wash ho sakta hy is liye sabar buht zaroori hy trading mein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k liay patience bahut zaruri hai?

                          G bro ap ne thek kaha he Hum mein se mostly logon ko jb loss ka samna krna pre tu wo sbr nai krte, or himat chor dete hain. Agr hmain loss bhi ho rha ho tb bhi hmain sbr ka muzahira krna chahye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X