Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey
    Hum aksar suntay hyn kay aik chart py zyada indicators istemal nahin karnay chahiyay jysa k hum kuch salon myn dykhtay hyn k kamyab traders hmesha sirf kuch technical tools istemal karny myn mahir hoty hyn or wo technical indicators ko nazar andaz he karty hyn is ki wajhah yah hy k jitna zyada kam indicators ko istemal karty hyn utna he yh cheez mufeed sabit hoty hyn q k zyada indicators ka istemal confusion ka baais banta hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

    hum ko apne chart me atne zayda indicators nahi use krne chahye ke hum ko as me koch samj he na aye me ne khud pr ye try ke hye ke jab bhe me zayda indicators use krta hun to as pr mj ko khud bhe samj nahi ate as leye me khta hun ke apne leye kam ko easy krna chahye and bohat sare traders me ne dekhe han ke wo kam he indicators use krte han and wo achi traders han
    • #3 Collapse

      Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

      g ap nay blkul thk kaha - jab koi forexer aik sal sy ziada aik indicator parr kam krtaa hy tou uce khud bkhud sb ajata hy hmei chahye kay forex mei zoada mehmat ki jaye aur mashaq ki jaye yehe wahid kamyabi ka raz hy hmei merket kou smjhna hota chahye woh indicator kay sth smjhyei ya indicator kay bgher smjhei tbhi hm merket mei sy munafa nikal sakty hei
      • #4 Collapse

        Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

        Humay indicators ka use bohat kam karna chahiye, ek acha trader banne ke liye humay technical tools ka use karna chahiye, ager hum zyada indicators use kare gay to apnay liye thori mushkil creat kar de gay,es liye humay indicators ke estimal se bachna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarahnawaz پيغام ديکھيے
          Hum aksar suntay hyn kay aik chart py zyada indicators istemal nahin karnay chahiyay jysa k hum kuch salon myn dykhtay hyn k kamyab traders hmesha sirf kuch technical tools istemal karny myn mahir hoty hyn or wo technical indicators ko nazar andaz he karty hyn is ki wajhah yah hy k jitna zyada kam indicators ko istemal karty hyn utna he yh cheez mufeed sabit hoty hyn q k zyada indicators ka istemal confusion ka baais banta hey.
          Bhai jan thk kaha ap ne jtna hum apni trading ko simple rakhengy utna chance hai k hum apni trading me kamyabi hasil krengy aksar log indicator k bina trade hi nai krty wo bss isi ko folliw krty hain jab k indicator kabi b apko signal nai deta balky apko sirf indicate krta hai k market ka trend buy ka hai ye sell ka.
          • #6 Collapse

            Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

            g dear ap ki info bilkul darust hy waqi kam indicator ka use ap ko kafi acha sila dy sakta hy asal mai ap ko batata chalo ky jitna hm log kam indicator ko use kerty hy utna hi hm logo ko asani ky sath is bat ki samjh bi ati hy ky market kis terha sy move kerti hy lehaza ager hm logo ny ik achy trader ki terha sy kam kerna hy tu hm logoi ko bona ondicator ki hi terha sy market mai kam kerna ho ga price action ko lazmi apny use mai kerna ho ga taky achi trade ko asani ky sath paker saky.
            • #7 Collapse

              Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

              Chart ko bgair indicators k bagir analysis kr seekhain .indicators apky ki analysis ko complex bna dety hn is liye ap indicators ka use kam karain balky naked charts par kam karain to ye apky liye boht behter hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

                Boht say logo trading kertay howaya apnay trading pairs kay chart per itnay indicators ko laga detay hain kay us ko samagnay main un ko mushkil paish ati hay. is liye tamam indicators ko kabi bhi istamaal na karen aur zyada sy zyada 3 indicators ko aik time main istamaal karen aur us ay jo achi trading strategy banti ho wo bana len.
                • #9 Collapse

                  Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

                  g ha janab ap bilkul thik keh rahy hy men bhi ap ki is baat se puri tarha mutamain hun hamy hamesha kam indicator ka hi istamaal karna chahiye ta k ham achi trading kar saky or acha profite bhi kama saky or yahi hamary liye zayada faiday mand hy or agar ham zayada indicoter istamaal karyn gy to hamy nuqsaan bhi ho sakta hy or isse liye hamy kam se kam indicator istamaal karny chahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam indicators ka istemal he zyada faiday mund hey

                    Dear sir aap ki bath sahi hay laykin yahan par masla jo banta hay wo hay analyzing ka agar aap ko samajh aarahi hay indicator ki to phir aap ko to iss may koi masla nahi hay aap to iss par treading kar saktay ho laykin jo new hay wo indicator ko to daykhay gaa hi laykin iss kay sath sath us ko news ko bi daykhna hoga kay yahan news may kiya chal raha hay quen kay agar wo aik taraf nazar rakhta hay to iss tarha say us ko loss ho jaana hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X