You earn more or loss???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Well when i was start working with pakistani forum on that time i was earn slowly slowly profit and some time facing loss, but i never dishearted and work hard in this business for build our career, and after three years i am able to earn money and loosing money ratio has been decrease.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex mein earn krte hein jo trader is mein apne trading ache krte hein aur un ko experince acha he to woh apne trading mein faida boht hasil krte hein aur un ko trading mein ache earning mil jate he aur woh loss nei krte hein
      • #18 Collapse

        you are earn more loss. trading main asia hota kabi is main profit aur kabi more loss bhi hota han forex trading main kaam dono tara ka hota han kabi fada kabi nuksan hota han forex aik asia business han jis main ap hard working kar k profit get karty han forex main kabi more earning kabi more loss hota han
        • #19 Collapse

          Forex ak business hai aur is me profit aur loss hota rehta hai aur profit aur loss is business ka hisa hota hai . Me ne is business me loss be kia hai aur kafi profit be earn ki hai . Jaha tak apne greed ki bat ki hai to greed se humy bohat nuqsan hota hai aur humy chahye ka hum greed se bachy tab hum success hasil kar sakty hai .
           
          • #20 Collapse

            yeah! brother forex ma best earning tab ho sakti hai agar hum forex trading k business ma lalach nahi karty tw ya humary liye is liye best hai k hum lalach kiye bagair zyda sy zyda earning kar sakty hain or forum ma earning karna bhot asan hai
            • #21 Collapse

              Forex ak business hai aur is me profit aur loss hota rehta hai aur profit aur loss is business ka hisa hota hai . Me ne is business me loss be kia hai aur kafi profit be earn ki hai . Jaha tak apne greed ki bat ki hai to greed se humy bohat nuqsan hota hai aur humy chahye ka hum greed se bachy tab hum success hasil kar sakty hai .
               
              • #22 Collapse

                j ha forex trdaing ma sarf wa hi banda kabyab hota hai jo fear our greed nai karta hai ya do no cheyze hai humra forex mo loss karwane ko sawab banti hai
                • #23 Collapse

                  Brother start mein mere pass kuch khas experience nai tha or mere andar bohat he zaida greed or geldbazi thi jis ki waja se mein loss hota raha but ,ab mein forex trading mein earning k qabil ho gya ho , ab mere andar aik patience a gya hai jis ki waja se mein successful ho raha ho.
                  • #24 Collapse

                    yes earn ziyda nai kartay loss ziyda kartay hain aur demo account say aap forex ko learn kar saktay hay is par practice kar kay aap ka knowledge mein izafa hoga yeh aik great business hay mein chata hon kay forex ko ziyada say ziyada learn karay takay mein future mein bhi aik good trader ban sakay gayn .
                    • #25 Collapse

                      dear friends ab tak to me nay zyada loss he kya hai aur mjhay umeed hai k me bhot he juld bhot he achi earnin shuru kar do ga aur yha pay kam karo ga jiss sya mjhay yha pay kam karnay me asani ho ge..............................................
                      • #26 Collapse

                        loss bi karta hoon aur mein profit bi karta hoon and ap forex say achi earning kar saktay hay sirf ap kay pass knowledge hona chayie aur agr ap kay pass nahi hy tu ap demo account par practice kar lo isi liye forex ko har koi join kar sakta hay women and men har koi kar sakta hy .
                        • #27 Collapse

                          asslam.o.alikum dear ap ny thek kaha k humhy forex trading main lalch nahi karna chahye balky koi bhi business hu humhy lalch nahi karna chahye lalch buri bala ye just humhy loss dy sakta hai so humhy hard work karna chahye aur saaf dil rkhna chahye
                          • #28 Collapse

                            abhi tak tu na itni ziyada earning hoi hai or na hi ziyada loss howa hai so , abhi umeed tu hai k agay ziyada profit ho ,so as you know k umeed pr duniya kaim hai.
                            • #29 Collapse

                              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading mein ager humein successful hona hai tou humein lalach say bachna bohat zaruri hota hai kyun kay iss say hum apni bohat si trades jo kay profit mein hoti hai tou wo hum lalach kay chakkar mein aa kay loss mein convert kar baithtay hain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Is bare mein kuch nahi bata sakta kyun ke main new hoon forex trading mein abhi muje koi lose yen profit nahi huwa hai lekin ye aik profitable business hai jis se aap bhut kam arse mein bhut zayda profit earn kar sakte hain aur bhut se log kar rahyen hain....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X