Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain
    Trading bahot si trades aisi hoti hai jika hamara take profit hit nhi ho pata hai aur ki dafa market hamare take profit k bahut hi qareeb se wapas mur jati hai aur ham apna profit zai kr bethte hain hamen chahiye k agar hamen market winner bna rhi hai to zaruri nhi hai k hamara take profit hit hi ho isliye hamen apni trades ko close kr dena chahiye
    Agar ham iss surat men close nhi kren ge to tab ham winner se looser bn jaen ge aur hamara stoploss hit ho jay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

    G asa he hay sum time hum Winner ban kar b loser ban jatay han wo is lyia ka agar hum ak lot ma winer ban raha han tu ho sakta hay ka hum agi lot may loser ban jay or hum na jo last time win kia tha wo loss kar dai is thara say hum winner ka sath losser b ban jata han humay wine karnay ka bad excited nahi hona chyia balkay aglay lot ka loss say bachna chyia
    • #3 Collapse

      Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

      ye totaly apki apni nerves par hi depend krta hai..agr apky pas acha knowledge hai or forex market ko smjhty hn to ap hmesha profit krty hn..galtiyan ho jati hai lekin galtiyon se seekhna chaiye.
      • #4 Collapse

        Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

        G bilkul apnay drust kaha ke kai dafa hum winner ban ke bhi loser ban jatay hain par har banday ke mamlay main yeah sorathal nahi hoti que hmen bhot say log asay bhi nazar atay hain jo waqt ke sath sath traqi ki nai manzlen tah kar rahay hain loser wohi banta hai jou mehnat ko chor deta hai baqaida sekhna oar mashq karna chor deta hai agar ap apni in chezon ko par qabu pa letay hain tou apko kabhi nakami ka samna nahi hoga
        • #5 Collapse

          Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

          Long time Call karne se pahle Hame chahiye kya aapko watch Karle Kitna accha market Kaise baat karenge yar kha Kar Hum Log dekhte hain tu Yahan Par Dinesh Lohia Park nuksaan main kaam kar rahe hote hain Venus logo ko chahiye kya market ko samajhne ke baad Yahan Par investment Kare ko jo Log Yahan Par proper method ke sath Kam Nahi Karna Janta market long time karne ke liye market ka Aaj Ka Taja Ek Aur isme investment Khatron Ke Liye Zyada accha 4 benefit hoga
           
          • #6 Collapse

            Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

            Jab tak hum apny laluch ko control nahi karty our apny sabar ko bhraty nahi ha to esi tarah humary sat hota rahega k achi hasi profit ma jaby wali trade loss ma chali jayegi our winner ho ker bi loser an jayengy
            • #7 Collapse

              Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

              Ji haan Jab Hum time ke saath ko baat karna nahi sikhe ayenge Tumhe iska profile from bhi pasand nahi aayega Hame chahiye ki sabse Pehle market mein jo profit Amay Mile is commonly withdrawal early withdrawal karne ke baad Phir Hum yaha par new investment Qatar chahiye Hamare Yahan Par nahi karne ke chances Thi Yahan Par bahut jyada increase Hote Hue Nazar Ayenge isliye Main Yahan Par kabhi bhi nuksaan ko kese nahi karna chahiye aur Aage Ki Tarah business ko Lekar Jana Chahiye
               
              • #8 Collapse

                Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

                jee dear apne bohat hi achi baat ki hai ham akasr winner ho kay loser ho jatay hain us ki kafi wajohat hai ek to ham jab bohat zoyida lalach krty hain to phir bhi loss krty hain hmain forex main ek goal set krna chahye and ek strategy kay sath kam krna chahye forex main jab hmara target achieve ho jaye hmain market say out ho jana chahy and next trade ka and next chance ka wait krna chahye ziyada lalach na krain to best hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

                  in say ghabranay ki koi baat nahin hy yeh aap ko time by time success ki taragf lay jaa rahay hoty hen , zayada tour per aisa he hota hy ,ic ki aik khaas waja hamari greed bhi hy ham log acha bhal munafa haasil kar rhy hoty hen lekin phir bhi zayada kay chakkar mn haar jaty hen , ic mn hamara internal factor shaamil hy,
                  • #10 Collapse

                    Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

                    forex mai hum winner banny ky bad mai jab kabe kam karty howe koi mistake kar dety hain hum market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy ache leaning ky bad mahnet sy kam karna chahey hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ki dafa ham winner ho kr bhi looser bn jate hain

                      forex main ham kam karty hain expert hony ky bawjod jam koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey loss hony par market ka ya hamary broker ka koi blam nahi hata hamy is main hard work karni chahey ham is main investment karty hain or hamy is ka bonu be milta hain yai aik international or kabi be band na hony wala business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X