Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf
    Dear traders jon jon hamara time forex se spend hota ha hamaen chaye k hm day by day es ko improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf mein ne akser traders ko daikha ha k wo kuch time k lye forex k bht acha time daity ha but jb un ko kuch hasil ni hota tu wo time daina kem kr daity ha es se un ka jo knowledge hota ha wo bhi bhoolny lag jata ha aur at last wo forex ko chor daity ha.aisa ni krna chaye agr ap ne join kr diya ha tu es ko poora kr k chorean.himat na haraen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

    With the passing of time I am his business mein kafi improvement kar lete hain hum jitna jyada is business mein time spend karte Hain hamara experience itna jyada karo hota Chala jata Hai kyunki jab hum daily basis pe market ki movement ko baat karte hain aur maa ki chut ko analyse karte hain tab main har Roz market ek Naya experience de jati Hai jiski wajah se hum new seek paate Hmen chai ke hum daily basis pe market ko bass kya kare taki hamare analysis zyada se zyada strong hote challe jaen
    • #3 Collapse

      Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

      Forex ko arooj par ly k jain traders ko chiye wo forex ko acha time den or is se ham ko market ki movemnt ka pata chaltaa hai k market kis traf jaa rahe hai kuch log trading ko shuru man bhot time dety hain magar un ko jab lost hota hai to wo mayous ho jaty hain wo trading ko time sena kam kar dety hain or phir slowly slowly us ko chore dety hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

        Sir ap nay belkul theek kaha hai k hamain forex mien aa ker trading ko day by day improve kerna ho ga agar hum as mien aa ker decrease hoty jaty hien to yeh achi bat na hai as lye mien forex mien kafi arsy say as mien mehant ker rha hoon or mien as mien be had tarqy bee ker raha hoon as lye mien as mien khud ko aik achy position per lay ker aa sakta hoon.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

          Dafinately app ne bilkul sahi kaha hy aisa hi hota hy bht se members aisay hain jo jaldbazi ki wajah se jald himat harr jatay hain or confusion ka shikaar ho ker aroojh ki traf janay ki bijaye zawal ki traf jatay hain ye log apni jald bazi ki wajah se jald himat haar jatay hain aisa kerna galat hy forex main utaar charhao atay rehtay hain is lie hoslay or himat se kaam le ker agay barhtay rehna chahiye tab hi app kamyab ho saktay hain
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Dear traders jon jon hamara time forex se spend hota ha hamaen chaye k hm day by day es ko improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf mein ne akser traders ko daikha ha k wo kuch time k lye forex k bht acha time daity ha but jb un ko kuch hasil ni hota tu wo time daina kem kr daity ha es se un ka jo knowledge hota ha wo bhi bhoolny lag jata ha aur at last wo forex ko chor daity ha.aisa ni krna chaye agr ap ne join kr diya ha tu es ko poora kr k chorean.himat na haraen
            Yeh Baat aapki theek hai traders ko chahiye ke de bhej de apni trading ki improvement last Main Agar Woh apni trading Kaun rok nahi karenge encopresis nahi hoga aur Humko lost hi hoga
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

              Jaby Hum Hain par kaam karte hain knowledge hota hai Hamare Paas Hume Bhool nay kay Baje Hum Yaha par market par focus Rakh Lena chahiye Forex ko Kabhi Bihar Main Nahi Chodna chahiye Hame working progress score increase kar lena chahiye jaise Jaise Mara working progress system increases Hota Jayega Hum backside ki taraf Tu Nahi Jayenge lekin Hamara level aur Hamara confidence bhi achha Hoga market court trend nikalne score chart nikalne ka growth chart kis taraf se line in nikalne ke kam kare
              • #8 Collapse

                Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

                Har roz aik nai bat shieknay say trading ma day by day improve hoti hai hai ar ap phaly say zayda behatr trade lar sakty hyn ar woo ap k leya bohat faida mand sabat ho ge q k ap market ko situations ko achi traha samjana start kar detay hyn
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

                  apne bohat hi achi baat ki hai main apki baat say agree krta hon kuch trader start main to bohat time daity hain forex ko jab unhain forex main thori bohat profit ana start ho jati hai wo time daina chor daity hain and sochty hain kay ab wo expert trader bn gaye hain lekn end main unhain loss hota hai hmain daily forex say kuch niya seekhna chaye and apne trading skills ko improve krna chahye na kay zwaal ki traf lay jayn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders jon jon hamara time forex se spend hota ha hamaen chaye k hm day by day es ko improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf mein ne akser traders ko daikha ha k wo kuch time k lye forex k bht acha time daity ha but jb un ko kuch hasil ni hota tu wo time daina kem kr daity ha es se un ka jo knowledge hota ha wo bhi bhoolny lag jata ha aur at last wo forex ko chor daity ha.aisa ni krna chaye agr ap ne join kr diya ha tu es ko poora kr k chorean.himat na haraen
                    Bhai thek keh rahy hain ao bilkul apko me bat se agree krta hun k forex me humhain chahye k hu daily apni skill ko sharp kren or learning kren ziada se ziada yahi ak way hai kamyabi ka forex me.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

                      g han bilkul theek kaha ap ne aur ye isi surat men possible hai agar ap apni learning ko aur us k sath sath apni practice ko day by day improve kren ge kyun ky learning he successful hone k liye basic key hai aur practice k bare men kisi ne bilkul theek kaha hai k practice makes man perfect is liye successful trader bnny aur profitable trading krny k liye zroori hai k is ko day by day improve krny ki traf focus kiya jae.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ko day by day improvement ki taraf le k jaen na k zawal ki taraf

                        G Han bilkul aisa he hai aur is ko improve krna mushkil Ni hai is k liye apko just apni learning aur practice ko strong bnana ho ga aise kr ky AP aik ache trader bnny k sath sath bohat ache aur profitable trading krny men bi kamyab ho skty Han is liye Koshish kren k jitna ziada ho ske apni trading ko improve kren is k sath sath koshish kren k apny losses see learn kren is see below apko improvement men help mil skti hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X