Not enough money.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Not enough money.
    Dear forum member jaisa keh ap janty hain keh forex trading aik technical business hey. Is main koi bhi kaam tuky per nhen chalta. Ager apny balance ko without management key use nhen kerna chaey. Keon keh jeb balance ghair zarori trading main engage ho to strong signal per jeb trade lagany ka moqa ata hey to Not Enough Money ka flag a jata hey. Is leay apni capital amount ko save ker key rekhain better chance key liey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Not enough money.

    Dear ap ny bilkul sahe bat ki hai as liay hamen kbi over trde ni krni chhy aor apny trding margin ko save rakhna chahy aor apny balance ko safe rakhen tah k hamri trde loss mn jany sy mazeed trde open krny mn hamra balance not enough na ay aor ziad lot size ya ziada trde open na kren
    • #3 Collapse

      Re: Not enough money.

      dear ap ny bahut hi achi bat ki hy waqi ager forex ki bat ki jay tu is mai ap ky pas jitna bi knowledge ho ga ap ko lazmi utna hi kam lagay ga yi ik aisi market hy jis mai ap ko lazmi apni learning ko daily berhana ho ga tabhi ap ik acha profit hasil ker sakty hy wesy is mai sari bat ap ki amouny ki hy ager tu ap ki amount achi hy or ap ko trade bi sahi miliu hytu hi ap ko bari lot ky bary mai sochan chahiya werna mai tu kehta hun ky choti amount ky sath hi ap ko trade kerni chahaiya taky ap ko loss ka khtra kam ho.
      • #4 Collapse

        Re: Not enough money.

        G bilkul darasal bt ye ha k agr hm faltu qisam ki trades krean ge tu aik tu hamaen loss hoga dosra ye k hmaen wo trade pakrny mein masly aen ge jo actual mein trades kehlany k laiq hoti haen tu es se behter ha k hm week trades pe apna balance zaya krean hmaen chaye k hm achi trade ka wait krean jb achi trade mily tb hi hm us ko pakrean
        • #5 Collapse

          Re: Not enough money.

          dear aap nay boht aachi baat ki hai yehi attitude hoota hai jis ki waja sy aik trader nuksaan karwata hai market kahin nahin ja rahe hooti ais liye aap sab ko chahyee ky achi oppertunity py trade lagana apni adaat banyeen tab aap ko acha profit hoo ga bajye her wakt market sy kuch leeny ky chakroon main aap ko low capital ka samna krana pary
          • #6 Collapse

            Re: Not enough money.

            Hamein apni trading mai sirf strong signals ko follow krna chaye aor wohi trades open karein jin p apko 90% se above yaqeen ho k profit aaye ga but jab ham week signals p ghair zarori trades open kar k baith jaatay hain to hmaray pas aor trade lgaanay k lye margen nae hota aor jab strong signals p trade lgaanay ki bari aati hai to not enough money ka sigh a jata hai is lye apnay account ko safe rakhein ghair zarori trades open na karein
            • #7 Collapse

              Re: Not enough money.

              Sir jab hum forex mien aa kee bar trade open kerny jaty hien tu hamain as mien bonus zayda na hota hai or jab as mien bonus zayda na hota hai tu hamain as mien not enough ka massage aa jaat hai as lye hamain as mien money management ker k trading kerna hota hai or es mien apny lye as tarah trade kerna hota hai k hamain as mien profit mil jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Not enough money.

                bhai trading ek esa business hai jis me profit bhi hota rehta hai or loss bhi hota rehta hai lehaza agar ap k pas achi investment ho gi to ap achi tarah working kar sako ge lakin agar kisi ko investment ki problem hai to wo pakistan forex forum par working kar k bonus hasil kar sakta hai jo bohat acha bonus hota hai or phir us bonus se wo forex trading bhi kar sakta hai or earning hasil kar sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Not enough money.

                  world ka koyi bhe bussines tuky pr nahi chalta hye and as me hum ko ye dekhana hota hye ke hamri pass ktne amount ka account hey and as me hum ko money management krne hote hye as me lalach krna apne sat zolam hye as me hum ko loss he hota hye agr hum apne account me big lot size ke trading krte han as se hum ka account wish bhe ho sakta hye
                  • #10 Collapse

                    Re: Not enough money.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                    Dear forum member jaisa keh ap janty hain keh forex trading aik technical business hey. Is main koi bhi kaam tuky per nhen chalta. Ager apny balance ko without management key use nhen kerna chaey. Keon keh jeb balance ghair zarori trading main engage ho to strong signal per jeb trade lagany ka moqa ata hey to Not Enough Money ka flag a jata hey. Is leay apni capital amount ko save ker key rekhain better chance key liey.
                    hammer drilling is tarike se Karni chahiye thi Hamari saree money lost Na Ho Aur Hamare Paas Hai achha nitrate karne ke liye kuch nahi raha Jaaye toh Jaaye Jab Hame Chutki treadmill to usse profit bana le
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Not enough money.

                      forex aik international or bohat bara business hain is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex poor mans ky liye bohat ache job hain wo is mai out off cost account bana kar kam kar sakty hain or hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Not enough money.

                        hello dear friend ham sab ko chahyee ky achi oppertunity py trade lagana apni adaat banyeen tab aap ko acha profit hoo ga bajye her wakt market sy kuch leeny ky chakroon main aap ko low capital ka samna krana pary
                        • #13 Collapse

                          Re: Not enough money.

                          Yes brother agreed with you jab hum apna sara balance engage kar lety ha to per acha moqa milny pa humary pass free margin nahi hota jis ki waja sa hum sa moqa miss ho jata ha ya per humain kisi na kisi trade ko loss ma bamd karna parta ha dosri entry dalny k leye so behter yahi ha k free margin her waqt rakna chaheye thanks very much
                          • #14 Collapse

                            Re: Not enough money.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                            Dear forum member jaisa keh ap janty hain keh forex trading aik technical business hey. Is main koi bhi kaam tuky per nhen chalta. Ager apny balance ko without management key use nhen kerna chaey. Keon keh jeb balance ghair zarori trading main engage ho to strong signal per jeb trade lagany ka moqa ata hey to Not Enough Money ka flag a jata hey. Is leay apni capital amount ko save ker key rekhain better chance key liey.
                            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading business Itna Bada business hai ki isme aap jitni marzi money coin master kar le ya kam hi Rahegi kabhi bhi Ishq Se aap Forex trading business ko fulfill nahin kar sakte aur agar aap Chahte Hain ki aap acche tarike se trading karen to bahut savdhani ke saath kaam karna hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Not enough money.

                              G AP ne bilkul theek kaha hai ke agar ham new trader Hain ya even pirane bhi Hain to hmain money management aur risk to reward ke mutabik hi kaam karna chahiye ta ke ham aik safe passage mein reh ke kaam karain agar ham loss nahi karna chahte to hmain buhat mehnat ki zaroorat hai demo practice karna ho gi jitni zeyada practice ho gi utna hi zeyada experience ho ga aur jitna zeyada experience ho ga utan hi ham acah earn Kar sakte Hain is liye practice ko focus karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X