HOW TO INHIBIT your emotions?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    HOW TO INHIBIT your emotions?
    this topic for disscussion from experts in forex
    HOW CAN I PREVENT MY EMOTIONAL CONTROL IN TRADING?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro naa un ke paas knowledge hoti hai iss kaam k baare men issi liye vo yeh sochten hain ke unhen loss hojaega lekin agar vo experienced hokar kaam karenge to unhen kabhi bhi aisa nahi lage ga.trade krtay waqat log loss k bara ma is lia sochta han k un ko khd pr yaqeen ni hota is kam ma khd pr forex pr yaqeen hona chayea
    • #3 Collapse

      Emotions ksi bi trader k lye kafi nuqsan deh hotay hen q k emotions ki wajha se trader ki lalach barh jati he or wo kafi nuqsn karwa bethta he si lye hamen chaye ke hum emotions se bachayne ro is se bachnay ka asan tareqa yehe ke hum ziada se ziada practice karen q k jab hamen los shoga to tab hi hum apnay aapko save karne ka areqa dhond skatay hen
      • #4 Collapse

        janab ya aik bohat hi bari bemari ban gae ha forex ma emotion ki is ki waja sy bazz dafa bohat loss bhi hota ha or baz dafa profit bhi ajata ha but ziada ter emotion loss hi k subbab banta ha islia humy is sy avoid kerna chaya
        • #5 Collapse

          dear forex trading main emotion ko proper control kar kai trading karna bohot important hota hai agar hum good positive thinking or positive strategy use karte hain tu hum emotion ko easy control karsakte hain.
          • #6 Collapse

            Bro naa un ke paas knowledge hoti hai iss kaam k baare men issi liye vo yeh sochten hain ke unhen loss hojaega lekin agar vo experienced hokar kaam karenge to be able to unhen kabhi bhi aisa nahi lage ga.trade krtay waqat Firewood loss k bara ma is usually lia sochta han k un ko khd pr yaqeen ni hota can be kam ma khd pr forex pr yaqeen hona chayea
            • #7 Collapse

              agar ham ko forex mein emtion ko control karna hai to apne job se start mein trading kari thi to us waqt apko ye zehan mein rakhan tha ke agar mujhe loss hojata hai to mein ye business ka hissa samjhoga aur koye barey bat nahey hay pher recover ho gaye ga ////
              • #8 Collapse

                G han hum ko chie hay k hum is men apni emotion ko zaroro controll kren ta keh k is men hum ko successful hona chie hay , is lie hum ko zarori hay is lie hu ko chie hay is men agr hum ko tarqi kern hie hay lekin is k ilwa humen achi ho jie tab ja ker koi profit mil sake ga
                • #9 Collapse

                  Assalam O Alaikum, Bhai jan demo account per minimum deposit wala account banaen aur daily market ko analyze ker ke tarde plan bna ker ek hi trade kam se kam volume ke sath keren aur yeh apni routine bana len. to aap real main emotions se bach saktay hain.
                  • #10 Collapse

                    bhai jan forex me emotions ko rokna hai agar aap ko to is me khud per qaboo pana seekhen or greedy na hon jab aap greed nahi karen ge to loss bhi kam ho ga or loss kam hoga tab aap ko profits bhi achey kahse ho saken ge is lye greed ko sab se pehly khud se nikalna he kamyabi hai forex me .
                    • #11 Collapse

                      emotions control karne k liye sabse pehli chez ye hai k apko khud par aitemaad ho or khud aitemadi kisi strategy par lagatar practice se aati hai kiun k ager apko pata ho kay apki strategy profitable hai or apne us par profit banaya ho to khud ba khud emotions control hojaty hen.
                      • #12 Collapse

                        my dear friend forex trading mein emotions ka aana to bilkul natural hae aur in ko control bhi aasani k sath nahi kia ja sakta hae aur in ko cotrol kiay beghair success hasil karna bhi aasan nahi hae.
                        • #13 Collapse

                          maere dost forex mai greed se or emotional se ap ko avoid karna chye hai or cool mind k sat trade karna chyee hai aghr ap samajtay ho k ap aik hi din mai rich hojayo gay to ap kabi b trader nahi ban saktay.
                          • #14 Collapse

                            apney emotions ap k apney control main hotey hain isle koe aur ap ko ye control karn k nahi day sakta hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              maray khyal se hm forex per stop loss and take profit kr k apnay emotions ko control kr sakty hain or is se hamay loss k ziada chances bhe nhe hotay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X