Failure is first attempt in learning ✔

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Failure is first attempt in learning ✔
    Fellows jab bhi koi new banda trading business me enter hota hai to use lack of knowledge aur experience ki wajha sy failures ka samna krna parta hai.Use apny failures se learn krna chahye aur us ka solution nikalna chahye ta k next time esi situation ko wo face kr sky ur wo los se bach sky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Failure is first attempt in learning ✔

    Failure ho jaana koi bari baat nae but failure honay k bad b agar kuch b learn na kia jaye to yeh baat bahot eham hai kuen k new members jo k trading mai new honay ki waja se apni trading mai failure ka shikaar hotay hain to in k lye mayoos honay ki bajae agar yeh is failure ko learning ka best lesson samjh kar yad kar lain to next time apni trading strategy ko improve kar k is failure se Bach saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Failure is first attempt in learning ✔

      You Are RiGht Dear....faiLure iS FiRst Ever Attempt in LearniNg isLiYe Hamen Chaahiye K Jo Bhi GhaLti Ho uS k Baray Main Bhi anaLize kaRen K yeH Ghalti kahaan se Hui Hai oR Q hui Hai....or DoBaRa Se Woh hii GhaLti kaRnay Se PaRhez Karni Chaahiye Or Jo Bhi GhaLti kii jaaey Us Se Sabaq haSiL kaRna chaahiYe Taakay trading K doRaan DoBara Yeh GhaLti Na Ho....
      • #4 Collapse

        Re: Failure is first attempt in learning ✔

        forex trading business mein new trader kam knewledge aur experience se hi nakaam hotay han aur agr new trader forex trading karne se pahly learning knewledge aur experience hasil kar lain tu wo bhi trading mein kaamyaab ho saktay han aur agr new trader ko knewledge aur experience kam hone se loss hota hy tu is se dishart nhi hona cahaiye aur forex trading mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr kaamyaab ho saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Failure is first attempt in learning ✔

          G han failur ko first attempt ye karni chiye ka ager wo trading karny say pehly knowledge or experience per ziyada tawjo kar ly to wo failur nahi ban piye ga so ye ap ko apny minde mainrakh lena chiye ....ap pehly market ko achy say study karyn or us ka baad trade lagyn .....
          • #6 Collapse

            Re: Failure is first attempt in learning ✔

            Bhai apki post mjhy bhut achi lagi k failure first attempt hoti hai learning ki is k sath sath failure kamiyabi ki bhi 1st attempt hoti hai hamare yaha ye bhut bara maslla hai k log ye cheezay samjh nahi pate hai wo ager loss krty hai to boltay hai market sahi nahi hai apni ghalti door krnay k bajai market ko bura bhala kehtay hai jiska unhe yaqeen mane koi faida nahi hota ager yaha log ye smjh le k kamiyabi ki start nakami say hoti hai to sub motivate rahay log jaldi demotivate hu jate hai or kam krna chor dete hai to senior ko chaheye k ese logo pay special focus Karen un mai kam krnay ki ability hotin hai but unhe khdu pata nahi hota hai Thanks!
            • #7 Collapse

              Re: Failure is first attempt in learning ✔

              اصل پيغام ارسال کردہ از: alianas پيغام ديکھيے
              Fellows jab bhi koi new banda trading business me enter hota hai to use lack of knowledge aur experience ki wajha sy failures ka samna krna parta hai.Use apny failures se learn krna chahye aur us ka solution nikalna chahye ta k next time esi situation ko wo face kr sky ur wo los se bach sky.
              Forex trading Naino Se ya phir Phir Ho Na Koi Badi baat nahi hai koi wait Raider core loss ho sakta hai isliye Agar aapko lot photo tension Na Le aur apni mistake se learn Karke achi trading kare
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Failure is first attempt in learning ✔

                forex aik aisa business hai jis me me sa mamjta ho ke har new member ko lose ka samna karna parta hai koi b aisa nahi hoga jis ko start me lose na howa ho lose ho jaye tu koi bat nahi apne apko failiur na samjo balke seekho apni galti se or agy baro learning karo or forex karte jao karte jao practice karo zaida se zaida aik din ache trader ban jao gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Failure is first attempt in learning ✔

                  G Han bilkul jab Tak hum kisi kaam men fail Ni Hun ge tab Tak hmare andar us kaam ko seekhne ka jazba aur lagan bedar Ni Hun ge hmesha hum us kaam ko seekhne ki ziada koshish krty Han Jo men humen kamyabi bi mil rhe ho magar thori bohat nakami bi ho lekin agar nakami ziada ho jae to maximum chances Han k hmara us kaam see Dil uth jae magar maximum aisa Ni bi hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Failure is first attempt in learning ✔

                    forex mai hamy ache learning hasial kar ky kam karna chahey jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota loss hamara ustad hain hamy loss ky ba thence nahi hona chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Failure is first attempt in learning ✔

                      Bilkol asa hi ha forex wmy agr ap kisii waja sy fail ho jty hian tw kou msla nai ha apne failure sy kch sikhh skty hainn kiya mistakes hain usko verified jar k usko remove kar skty hain or dObra wohi same galti kabi nai hoti is liye loss ko b as a leaning ly k kch na kch sikhna chahye or ziyda sy ziyda mehnat kar k achi earning karni chahye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Failure is first attempt in learning ✔

                        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamra account wash ho jata hain hamy loss ky bad saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex kabe be band na hony wala real business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X