Education ki value

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Education ki value
    kesi be profession me education ki value aur es ki importance se inkar nahi kia ja sakta hay, Forex me learning agar ho sakti hay to education key base par hi traders es ko learn kar sakty hey otherwise agar traders ka education level low ho esy traders agar 20 years be learning karen gey to ye kabi be educated person traders ka muqabla nahi kar saken gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Education ki value

    Jahan tak mera khayal hey forex trading education ki koi khas value nhi hey iss men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahey hen jo bhi reading and writing kar sakta hey woh forex trading men trading kar sakta hey lekin education walay dusararon se jaldi learning aur knowledge hasil kar letey hen aur ziyada profit hasil kar letey hen
    • #3 Collapse

      Re: Education ki value

      Ye bat theek hay k kisi bhi business main success hasil karne k liay zarori hay ap k.pass acha knowledge ho ap k pass achi edjucation ho take ap ko usay samjhne main asani ho sake lekin forex aika esa business hay jis main ap.k pass zada edjucation na bhi ho ap tab bhi is main aik ache trader ban sakte hain aur achi earning kar sakte hain is businesski yehi khasiat hay k isay har koi join kar sakta hay kam edjucation wale log bhi
      • #4 Collapse

        Re: Education ki value

        haan je har field mei forex trading ki bohat he zyada value hoti hay agar aci tarah sey forex ka knowledge eski education hasil kar li jay trading bohat achi ho sakti hay hamesha proper knowledge learning sey he mil jata hay forex business aik asa work hay jahan pe success ki base he eski proper awarness aur achi skills pe mushtamil hoti hay
        • #5 Collapse

          Re: Education ki value

          Education kisi bi field ma buhut zyada ahim ha forex k hwaly sa bi education ko ignore nahi keya ja sakta ea k leye bqaida humain kisi achy forex janny waly ko teacher rakna chaheye jis sa hum waqtan fawqtan seek saky
          • #6 Collapse

            Re: Education ki value

            Jahan tak baat hy education ki to trading k lie education ki koi khas pabandi ni hy lekin tamam peofession ki tarhan trading main bhi educated person ki bhi apni value hy kiun k us ki learning ka style apna ho ga or wo her cheez jaldi pick kray ga banisbat kam educated person k or educated banday ki phirr abviously trading bhi ziada achi ho gi jis k mutabiq wo earning bhi ziada kray ga
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: Education ki value

              You Are riGht dear.....eduCaTion is Everything in forex..isLiye Hamen ChaahiYe k foRex ki KnowLedge HaasiL KaRnay k liYe Zyaada se zyaada TIme FoRex ko Diyaa jaaEy or koshish ki jaaEy k jo bhi poat ki jaaEy us Main HeLpiNg MaTerial Zyaada HoNa chaHiye....taakY LoG Zyaad se zyaada prOfiTabLe trade ko yaQeeni BaNaa SaKen...
              • #8 Collapse

                Re: Education ki value

                G bhai apnay theek kaha hai education say insaaan jo learning krta hai wo sirf experience say nahi kr sakta hai, forex trading mai her insane ko zarorat hoti haiasal mai her insaan ko education ki zarorat hoti hai is lie nahi k use maximum earning krni hoti hai bul k is lie ta k us mai ek samjh ajai k ye duniya chalti kese hai yaha ap kis maqsad k lie ai hu kis tarah apko yaha survive krna hai,
                • #9 Collapse

                  Re: Education ki value

                  Jesa ky baki har field of life ma education ki bht importants ha asy e ferox main b education ki bht important ha agr ap prhy likhy hain to chezain smjhny ma zayada asani ho ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Education ki value

                    forex mai kam karny ky liye hamara well educated hona zarore nahi hain hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Education ki value

                      forex mai hamy ache learning ke basic py kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy bohat zada talim hasia karny ke zarorat nahi hote is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Education ki value

                        forex mainn education ka hona to zaroori hai lekin kisi high figh digree ka hona zaroori nahee hai bas basic education se bhi forex main kamyaaabi mil sakti hai is k liye mind ka sharp hona zaroori hai aor forex ko learn karne ka shoq hona bhi zaroori hai jab tak ham kisi kaam ko shoq se nahee seekhain ge ham ko success nahee mil sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Education ki value

                          kisi b business main education ki boht important value hoti hy isi trha Forex business b educated logo k liy profitable hy uneducated logo k liy is ko smjhna difficult hy kyun k is business main kamyabi k liy is ki learning boht zaruri hy or bina education k ye mumkin nai hy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Education ki value

                            forex mai kam karny ky liye hamara well educated hona zarore nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X